Failure is the pillar of success
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    of course app aik bar hi fail hun ge or jab app fail hun ge to app us se bht kuch learn karen ge next time app himat nahi haren ge or kmaybi hasil kar len ge or next time kabi bi fail nahu hun ge ....
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      g han bro ap nay theek kaha ha jab tak ham forex may galteyan ni kartay han jab tak ham is may expert ni ban saktay han q k ham galteyon se he seekhtay han or hamay chaheya k jab bhe ham se galti ho to hamay us galti ko note kar k unko door karna chaheya or jab ham aisay karaingy to bilkul aisay he hoga jaisa ap nay kaha ha. k Failure is the pillar of success.
      • #378 Collapse

        ap ne aik acha topic introduce krwaya hai .is mutabik failur is the pillars to succes .and if you face loss than you understand your mistakes .correct your mistake aur inhin mistakes ka faida uthate hue ap aik kamyab trder bn sakte ha4n.
        • #379 Collapse

          g brother achi bat yad karwai hy ap ny jab koi bhi loss hota hy to us mein ap ko sekhny ko bohut kuch milta hy ta k ap next time woh loss na karo to business mein ap ka failure hona kisi na kisi makasd k taht hota hy to is sy hum ko kuch na kuch sekhna chahye aur next time is sy muhtat rehna chahye.
          • #380 Collapse

            galti kar k insan sabak hasil karta hai.. aor duniya main ek insan se galtiya dar pesh hoti hai.. tu wo log galti ka k shik jat hai wo ek kamiyab life guzarte hai... aor forex ki market ka bhi yehi rule hai...
            • #381 Collapse

              yeah well said failure b succes m bohat important role play krte hai jab tk apk sath failure na ho apko field ki samj ni ate
              • #382 Collapse

                jub ak banda fail hota hy hani trade ma loss krta to wo sekhta hy us ka tajrba brta hy . to wo loss hony wali ghulti dobara ni krta . is tra agr insan dobara ghulti na kry to wo theak order lgy to wo success full ho ga . ya to ak genral si bat hy ky insan ghulti kr ky sekhta hy. or loss kr ky hi profit ho ta hy.
                • #383 Collapse

                  Jo log forex me fail hojate ha to unko apni himmat nahi harni chiye balke apni mistake ko identify karna chiyae ke wo kaha ghalti kar rahe ha is tarha unko apni mistake pata chali gi aur phir wo fail hone se bach jaye gaye.... aur is ke liye 1 aur important advice ye ha ke fail hone ke baad try karna nahi chore
                   
                  • #384 Collapse

                    the success in the market i think the best way to trade and when you trade in this market you must learn
                    because this learn will help you to trade in this market because its the best way to trade
                    • #385 Collapse

                      I am agree with your message I think we need to learn from our mistakes. If we can do it in our trading life failure will be the pillar of our success in forex business. Thanks for the thread.
                      • #386 Collapse

                        its fact k jab tak aadmi thokar khata wo kamyab nai hota insaan ki zindagi main ups and down aatay rehte hain is liye kisi b loss ki condition main himmat nai harni chahiye balkay dobara koshish karni chahiye tab hi hum aik kaamyab trading kr saktay hain
                        • #387 Collapse

                          forex trading business aik aisa business hai is mai ham jitni ziada hard working kary gy ham mai utni hi skills ay gi agar is mai hamara loss ho raha hai to hamy chahiya k ham apni ghaltion sy seekhy or un ghaltion ko dobara na kary is sy ham aik kamayab trader ban sakty hain is mai jitni learning kary gy utni hi earning kar saky gy
                          • #388 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: looser پيغام ديکھيے
                            Failure is the pillar in forex success. In forex market You will fall but its important to make forex success from those failure. In forex its important to do forex like that That you will not be broken if you loose your money in forex.
                            Yup failure is the pillar of success.forex main hum mistakes karty hain aur iss ki waja say humen loss ho jata aur iss loss ko dil per nahi lena chahiye balkay apni mistake say experience gain karna chahiye aur apni learning ko improve karna chahiye.
                            • #389 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: danishskt پيغام ديکھيے
                              yes ofcours you are right failure is the pillar of success you will learn lots of things when you loss your some money you get experince in reality you will get information about market you will avoide greed and control your emotion .
                              mery khyaal say aap ki baat theek hai.mujy bhi start main kafi loss hua tha or us kay baad main nay learn bhi kia or mistakes ko bhi daikha to phir main nay loss bhi recover kar lia or ab earn bhi kar rha hun.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                g han failure is the pillar of success its like u fial first again u failed keep on trying have patience and one day u will succeed and that day u realize ka failure sa hi hum successful hua ha
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X