impact of luck in trading?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    mare dost mare kahyal may to luck ka koe taloq nahi hia.forex ak online buniess hia is ma app ko experince aor knowladge cahye hoti hia,agr app ke pass experince aor knowlage hia too app kamyab hoo sakte hia warna app loss ma hi rahne ge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      ji han aik andaze kay mutabik luck ap ki trading apr asar andaaz bohat had tak hoti hai kyun kay agar aik banda intelligent hai aur usko sab aata hai par luck nahin hai uske pas to woh kamyab jab hi hoga jab kismat uska saath degi
      • #303 Collapse

        luck has no impact on forex trading. we need a lot of practice, patience and hard work for success here in forex. But luck is nothing here in forex. Thank you so much for the nice thread.
        • #304 Collapse

          Jee hoti hay laikin humay esi aas par nahi rehna chahiey keh hum luck ko sab kuch samjh kar trading sahi say na karen aur yahe sochay keh kismat saht day gi aisa nahi humay seekh kar trading karni chahiey na keh luck par.
           
          • #305 Collapse

            my dear jis tarha is forex trading business me zyada se zyada success hasil karny k liy knowledge or experiance ki bohat zyda zarurat he bilkul isi tarha is forex trading business me zyada se zyada profit hasil karny or earning karny k liy knowledge or experiance k sath sath luck ka b hona bohat zyada zaruri he
            • #306 Collapse

              nhi janjab bikul nhi mera mana hai ke hume yahan luck pe koi farq nhi parta ku ke yahan agar hum success ki or lejata hai tu wo hai hmri es mean knowldege or tajurba jo ke hume es mean best banta hai.....
              • #307 Collapse

                g haan bilkul luck hamare business pe bht zada asar andaaz hota hai jab bhi ham koi business start karte hain to hamara pura business exprence or hamare luck pe depand karta hai
                 
                • #308 Collapse

                  agar ap apni luck pr depend kerte ho to iss main ap ko loss h ho ga kynke ke learning ke bagar iss main kamyab nahi ho sakte iss main learning ke bagar success hasil nahi ker sakte iss mian learn ker ke achi earning ker sakte ho
                   
                  • #309 Collapse

                    G bilkul hoti hay kyun kay jab hum forex market main new hotay hain os wakat hamaray pas knowledge nahi hota or hum sirf apni luck say trade kar rahay hotay hain. Knowledge kay sath sath agar trader ki luck bhi achi ho to osay forex main mostly profit hi hota hay or loss bohat kum hota hay.
                    Proud To Be a Pakistani ..
                    • #310 Collapse

                      luck r experience bohat zrori hota hy kisi b kam k liay trading main ye 2no chezy bohat eham hain kion k kabi kabi luck ki wja sy insan loss sy bach skta hy r kbi kbi luck sy he insan har jata hy par apny irady ,mazbot rakho r sekho jitna ho sky
                      • #311 Collapse

                        Business hamesha luck or impact pay bee chalta hai because luck har kam mai bohat help karti hai or with out impact yani experiance apko koi kam nai karna chaheya because jis cheez ka apko kuch pata nai ap us pay kam kasy karo gai as karo gai tu hamesha apko loss hoga so bahter hai ap pahly is kam ka kuch experiance lo phr is mai risk lo or khub paisa kamao ro apni luck be use karo....
                         
                        • #312 Collapse

                          Forex bsuiness main luck par kabhi bhi depend nahin rehna chahiye because forex aik real business hey aur luck to always gambling par hi hum check kar saktey hain aur forex to aik real business hey aur isko always real samjh kar hi karna chahiye.
                             
                          • #313 Collapse

                            luck trading main bhut important ha because usi wjha say ap ko trading main value hasil hoti ha
                            • #314 Collapse

                              Is tarh ki trading mein ap ka pass knowledge ka hona tou compulsory ha after that ap koi aur umeed rakho aur us ka baad ap ki kismat py luck py depend krta ha ka wo ap koo kahan laaa ka jaati ha ... trading luck kam aati ha pr knowledge ka baad....!!!!!
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                bilkul bro luck trading mai bohat count ki jati hai aur agar is kae sath aap ko knowldege be ho to aap ka karobar acha ho sakta hai luck trading per kabi kabi impact karti hai ziada aap ka knowledge aur experience asar andaz karta ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X