Fulfil your need, not greed
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Ji han janab apki baat bilkul theek hy because forex mein ager ap ke pass itni income aa rahi hy jo ke aapki tamam demands or needs ko poori kerne ke liye kafi ho jati hy to trader ko ziada income ki greed nai kerni chaiye thore per sabar ker lena chaiye
     
    Dont Spam The Forum.. ..

    :(I hate Spammers..:(

    ;)Make Bonus Of 200 USD;)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      j iddear bahot achaa sawal kiya hai mera khayal hai ke forex meon kabhi bhi lalacch nahi karna chahiye our mein ap se agree hu our joh forex mein greed karen ga wo noksaan mein hi rahai.
      • #78 Collapse

        you are absolutely right mai nay forex apni need k liay he join kia h or mai is sy apni needs ko he fulfill karna chahti hu,or jaha tak greed ke bat h wh to kbhe khatm nhe hota balkay insan ko khatam kar daita h
           
        • #79 Collapse

          ji haan hum ko yahi bata agar samajh aa jaye to hum iss business me loss kabhi bhi nahi kha sakty hain or newbies ko specially yeh cheez apney dimagh me bitha leni chahiye tab he un ko iss se faida ho sakta hai ,
          • #80 Collapse

            forex ak asa business hai jahan pe apko profit bhi hosakta hai or loss bhi... agr apko profit zada amount mai hojata hai to apko zada ki lalach nahi karni chahye jitna bhi pesa mil jaye usi mai khush hona chahye
             
            • #81 Collapse

              jee ha ap nay sahe kaha hay fullfill ur need not greed to humain forex kay tradding say apnay need poray kernay chahyia na ke hum greed keray aur loss ka samna ho
              • #82 Collapse

                Off course forex trading is the best source for us to fullfill our need because that is the easiest and the best way for earning. But we cant fulfill our greed in forex trading
                • #83 Collapse

                  forex main greed to professional traders bhi nahi kerte.jabke onka experience itna acha hota hai ke wo trading trends jante hai.lekin phir bhi aise koi galti nahi kerte wo.certain amount ka profit hojaye tou trade se exit kerde.thanks.
                  • #84 Collapse

                    ap forex say jo earing Karin us say apne need fulfill karain,ap earning may greedy na ho jaya wo aj ya kal ap kay leya big loss ho sakta h,ager ap chaty hain ap zeyada say zeyada earn Karin to mary khyal ma ap ko chaia kay ap currency ki zeyada understanding Karin jis say ap ko faida ho trade may na kay loss
                    • #85 Collapse

                      asal me agar hum ko ye baat samajh aa jaye ya ham me thehrao aa jaye to hum kabhi b kahin b nuqsaan nahi uthaa pain ge q k ziada tar nuqsaan hum jal baazi ki wajaah se uthaatey hai jo k laalach ka b zareea banta hai
                      • #86 Collapse

                        You are right. Greedis ou enemy andi t is so harmfulf or us. we need to be carefula bout greed and need to avoid it always. Thanks a lot brother.
                        • #87 Collapse

                          jesay jesay logo ko forex me kamyabi milti hai un ki khawahesaht b barhti jati hain hame chahye k hum apni khawahshat pay control kare aur zyada say zyada apni study pay focus kare.
                          • #88 Collapse

                            bhai jaan agar forex mein appko constantly survive karna hai toh appko greed ko bilkul elminate karna chahiya aur sirf ajr sirf apnwy zarooriyat ko agey rakh kar trade karna chahiya aur jo b profit hoo usko le lena chahiya aur apni equity ko steong karna chahiya..
                            • #89 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                              Agar aap ko forex main trade kerne k baad itna profit mil jata hai jo aap ki financial needs ko fulfil kerne k liye kafi hai to mere khayal main aap ko iss se zyada ki greed main apna time, paise ya dimagh waste nahi kerna chahiye.
                              Jee han bilkul thek agar humain profit itna ho raha hai jiss say hamari pocket money ya financial needs poori ho jati hain tu iss kay baad ziada lalach kay liye trading nahi karni chahiye kyun kay iss say hamara profit loss main bhi convert ho sakta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                You're correct. Avarice is actualy the adversar which is therefore dangerous for all of us. we have to be cautius regarding avarice as well as have to prevent this usually. Many thnaks a great deal sibling.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X