control your greed
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Sir ji ye acha topic hy.. main is k bary main ye kahunga k gread zaruri hy har us trader k liye jo achi trade karna janta hy or forex pr earn karna chahta hy main ye kehta hun k greed insan ko nhi karni chahye kabhi bhi jb tk k wo forex pr trading kr raha ho. wesy to greed hame kbhi karni hi nhi chahye q k greed krny sy hum loss main ja sakty hain...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      forex main apko apnne upar ziada se ziada control karne ki zaroorat hoti hai aur apko yahan par har kadam phoonk phoonk kar rakhna parta hai aur apne ap ko lalach{greed}se hamesha bachane ki koshish karni chahiye
      • #138 Collapse

        gee bhai ap bilqul theek keh rahay hain. forex trading main sab say dyada zarori baat yahi hy k ap apni greed ko control krain. forex trading business main thora thora profit akatha kr k zyada profit main convert karna zyada behtar hay baa nisbat is k, k ap zyada profit ki lalach main apna account he wash krwa baithain. forex trading business main apnay capital k lehaz say trade lagani chahya.
        • #139 Collapse

          g bilkul achy trader ko sub batoon ka khyal rakhna hota hain en main sy aik greed hain .thori sy ghalti sy hum apna balance zaya kar sakty hain
           
          Azadar Morai
          • #140 Collapse

            Greed Forex ki harmful disease mai se hai.Trader apni strategy ko follow kar k es greed se baach sakta hai.Achi strategy jab trader k pas hoti hai woh samaj sakta hai k woh apney experience k alwa or kisi way se earning nahi kar sakta hai or trader k leye zarori hai k woh jab apna Forex ka profit achieve kar leta hai tu phir kabi trade nahi kary jab tak us k pas achy analysis na ho.Mostly trader over confidence mai a kar greed ko use karta hai.
            Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
            • #141 Collapse

              my dear friend ap nay acha quistion keya hay per maray khayall may to control thek hay q kay ager control hoga to profit shaid kam bee ho mager zarur hoga aur loss ka chance kam hoga aur greed may loss he loss .so i tink control
              • #142 Collapse

                Kisi bhe business mein ko dekh lain us mein kamyabi k leiye insan ko kitni mehnat aur jidojuhad karna parti hai apna time aur pausa spend karna parta hai laikan ye sub karne k baad agar insan lalach mein aa kar jald bazi mein koi galt trade karta hai to us mein phir kisi ka kia kasoor wo khud apna dushman hai.
                • #143 Collapse

                  we must have to control the greed if we want the success in the forex ,for the success in the forex we must trade without the greed then we will able to get the success otherwise we cannot get the success
                   
                  • #144 Collapse

                    g haan jahan hum lalach karte hain forex mein trading karte huwe wahan hi hum loss kar bethte hain apna , humko chahiye ke hum relax ho kar trade karen koi big risk na len aur lalach na karen jaldi rich hone ka
                     
                    • #145 Collapse

                      Yeah greeed should be in control otherwise you loose your temper and think which you never thought in your life, it leads to negative way and then you will not be able to earn money rightly.person should be in control manner
                      • #146 Collapse

                        There is a sufficiency in the world for man's need but not for man's greed . smjhe my frends
                        • #147 Collapse

                          har bussiness ki tarhan forex bi aik bussiness hai or har business me greed ki koi jaga nahin hoti hay aur hum asani se forex trading business me greed se dor reh kar ache trader ban sakte hain aur asani se profit earn kar sakte hain.and har loss ki waja greed he hoti hai
                          • #148 Collapse

                            mare bhai agr lalach karnege to humra hia noqsa hoo ga aor hume is par boht pactana pare ga is se acha hia ke hum lalch hi na kare take humra loss hi na hoo aor hum acha proft kam sake kam kaho par acha kaho.
                             
                            • #149 Collapse

                              apka sawal bohat hi acha he or trading me greed ko control karna bohat hi mushkil he ku k trader ko jab bhi profit hota he to wo greed karta he khas tor pe newbie ko jab bhi trading me thora sa bhi profit milta he wo greed karte hen or galt position per entry karke apna sara capital ko loss kar dete hen so greed se hamesha dour rehna chaiye
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Agar ap na apni greed pa qabu pa laya to samj lo ka ap na forex main business kar leya greed ka counter ya ha ka ap es ka opposite jain aur greed na karin.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X