Kia iss kam k nuqsan bhi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
    Iss forex trade k kaam main hum bohat se logon ko daily posts kerte hue dekhte hain or her waqt ye busy rehta hai so hum kabhi kabhar ise ser per zyada sawar ker lete hain so shayad iss kam ka nuqsan bhi hai k hum apni health ki bhi care nahi karte.
    ni bhai is ka koi nuqsan ni h jab ap ko kam mile tab ap is main kaam kar saktey ho..pehle ap daily k 20 sa 25 post kar saktey tha ab is tarha koi kuch bhi ni h jitni marzi post karo ap...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Forex trading basically ekk highly risky business hai aur without proper knowledge aur guideline kee app kamyab nahein hoo saktee, ess liyee pehlee app study kaerin
      • #123 Collapse

        Jo bhi karobaar ho us mein noksan bhi chupa hota hay aur us mein apgar ap expert ho jaty hain phir ap ko us mein nafa ziada hota hay es liye start mein ap ko loss ko must face kerna parta hay
        • #124 Collapse

          my dear forex jaise risky bussiness hai es tarha bohat hi zeyada yani kay risk se bhi kahi zeyda profitable bhi hai aur my dear loss aur profit to har bussiness mein dono ek sath sath hi hota hai i thinks agar hum es ko without laluch aur 100% market ko follow kar kay analysis aur fantamental news sab khuch follow karey aur micro lite size mein trade karey to es mein loss kabhi nai ho sakta his a 99% profitable bussiness
             
          • #125 Collapse

            Jee bilkul agar hum sahi say forex trading nahi janty to hum loss bhi kar sakty hay humy chahiey keh forex trading ko pehlay achi trha seekhain aur phr real account run karen es trha loss kay chance bohat kam hotay hay.
            • #126 Collapse

              bhai nuqsan tu her kam ka hota hai lkn ap jo bhi kam karo r ausa khayal sy karo gy tu nuqsan kam ho ga r phr loss bhi ni hota so jo bhi kam kry agr us me apka interes ni hai tu na kry
              • #127 Collapse

                Sir ji bilkul thek kaha apny kisi chez ko ziyada sir pr sawar karny sy nuksan hota hy har kam ki ek limit hoti hy usay croess krny k bad humy loss main jany ka khadcha hojata hy. aesa krny sy hamari eyes bhi week hojati hain baz martaba isliye apna time table creat karen k hamy ye kam is time pr krna hy to is sy ap ki helt pr koi asar nhi hoga.....
                • #128 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  Iss forex trade k kaam main hum bohat se logon ko daily posts kerte hue dekhte hain or her waqt ye busy rehta hai so hum kabhi kabhar ise ser per zyada sawar ker lete hain so shayad iss kam ka nuqsan bhi hai k hum apni health ki bhi care nahi karte.
                  forex trading aik acha business he or forex trading men acha profit earn krne k liye achi learning hona bohat zaroori he , forum posting men koi nuksan nahi he is se hamari health pe koi bura asar nahi prta ye aik bohat achi activity he jis se hm trading k liye bonus earn krte hen or profit kamate hen
                  • #129 Collapse

                    nahee asi bat nahee ha ma iss pk forum ma zaroor post karta hu laken ma ak student hu iss leay mujay den ma jetna be faltu wqt melta ha ma uss ma 10 post roz ke karta hu jo kay kam ha laken rozana ietani post kar kay be hush hu.
                    • #130 Collapse

                      ji bhai forex treading me posts ka koi khas nuqsan nahien hota kun keh jab hamin time milta hy to ham faregh rahny ki bjay kch posts kar lin to is me koi harj nahin hota
                      • #131 Collapse

                        the insta forex bussniss is very very difficult and risky bussniss lekin is mai mery khayal se ap ko koi bhi kisi bhi kisam ka nuksaan nahi hota han ap ny ager koi galat trading ki hai to us ka ap ko loss zaroor hoga is liye jab bhi trading kren to soch samajh ker poory mind se kren
                        • #132 Collapse

                          Ge janab iss kam kay faidun kay ilawa nuksanaat bhee han, ziada tar loog iss kaam say nuksaan uthatay han but yeh kam ka masla naheen hy yeh loogun ke apni hikmat-e- amli waja say hota hay. agar sooch samag kar kaamkia jaiy to mery khayal men nuksaan naheen ho sakta. faisla time py karna faida deta hay.
                          • #133 Collapse

                            yes if we do it day and night then surely we will face the loss and we will soon become ill due to this ,i think friends the forex is a business and we must take it as a business not take it as full time and should concern too much in this
                             
                            • #134 Collapse

                              han ji aisa hota hai ager kisi bhi cheez ko apne ser per sawaar kar lete hain tu wo ap ki health ko nuqsaan deta hai chahe wo koi bhi kaam ho mere nazdeek forex main is tarha se kaam karna chiya ke market ko analysis karen aur apni trade ko open then take profit set kar ke chor den
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                jee my dear ap na bhot thek kha ha ky hum forex kom bhot zayda hy kartyh ha our hum ko apny health ke bh prava nahi hoty ha our hum ko fresh mind ka sath hy trading karna hoty ha is laya ap korest bh lana chay during trading

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X