do you ever trade in Gold?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yar asal mai muzha gold ke trade thek nahi lagte keyo ka gold ke trading mai kuhc shak sa hota ha aur wasay bhe gold ek trading ke lya app ka pass ache investment hona chahe yaa.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      yes i do trade on Gold and also do trading on Gold it is not so easy to earn money from Gold with low investment because its movement is to much fast then any currency pair.
      • #33 Collapse

        bhai main gold pe kabbi kabar hi trade karta hon kyun aik tu iss ka spread zaida ha jis ki waja se iss main movement kafi zaida aur teez hoti ha low capital se loss ka zaida khatra hota ha iss beginner ko gold trading se bachna chaiya aur currency pe trading karni chaiya
        • #34 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: MeAsadRaza پيغام ديکھيے
          what are the effects of trading in gold? is it wise for a beginner to trade in gold?
          my dear friend mere khayl se mere dost ne kaha hai k wo gold main trading kerta hai aur ismian usko profit aur loss
          dono howe hia aur isliye mian ne abi trading ni ki hai per main bi gold per trading karoga dost
          • #35 Collapse

            Mai ne gold par sirf ek dafa trading ki thi or mujhy kafi loss ka samna karna para q k mujhy gold trading k bare me koi knowledge nhi tha. Or beginners ko bhi chahiye k wo gold trading par trading na kare jab tak wo knowledge hasil na kar le gold trading k bare me. Or trading us pair par karni chahiye jis pair k bare me experience or skills hasil ho. Gold trading without knowledge or experience se hum kafi loss hasil kar sakty hai.
            • #36 Collapse

              marey khail may gold may trade karna ka lia trader ka pss experience or bari investmenr honi chiya kuin ka gold ki price amm tor par long time pay trend change karti hay.
              • #37 Collapse

                Brother gold mein trading kerne ka koi effect nai hai , yeh b tamam currencies he ki tarah hai masla yeh hai yeh jis qadar profitable hai usi qadar risky hai is leye is mein work kerne k leye zaida se zaida capital hona chaiye or zaida se zaida knowledge tab he faide mand hai , or newbie ko is per bilkul work nai kerne chaiye jab tak knowledge na ho.
                :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
                :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
                • #38 Collapse

                  Forex mein gold pr trade lagana sb se zeyada risky hota hai hum ye soch kr bhi laga dete hain k gold pr trade laga rahen hain ho sakta hai jo pahle loss howa hai wo recover ho jaey tu hum gold pr risk lete hain.
                  • #39 Collapse

                    haaan is mai trade ki hai lekin yeeed rakhna yeh bht risky kaaam hai trade ka specially in gold mai is liye i sko daikh k kren or khas tour per app ko i sk liye achi equity bhi chaye hai
                     
                    • #40 Collapse

                      forex trading main agar app log gold main trading karna chaty ho tu app logo ko forex trading main koch batwo ka kiyal karna hogha ek tu app logo k pass kam is kam 2 month ka expereince or is main app logo k pass trading k ley ek achi strategy or app logo ke pass ek acha amount hona chayee tu app is main trading kar is main ek acha profit earn kar sakty hai
                         
                      • #41 Collapse

                        g haan meny kafi times gold par trading ke hy. oor un me aagr me average nekal k baton tho kuch 30% mjy profit hue hy and 70% loss in gold.. as compare to currencies, the gold is too much unexpected..
                        • #42 Collapse

                          NO dear gold par trade kafi riky hoti hai ap small amount k sath is mein trade nahi kar sakty apko loss ho sakta hai is mein profit or loss bohat he fast fast hota hai agar os is par trade k lie ap k pass balance ki amount b high honi chahye tab he ap is mein sy earn kar sakty ho wo b full confirmed analysis par,
                          • #43 Collapse

                            bhai mera mashwara hay kay Oil Silver or Gold in say bacho in men hum ko bara profit nazar ata hay magar is men utna hi loss bhi hay han agar app ka account kafi bara hay or app ki posri study hay Gold kay barey men tab app is men trade ker saktey ho verna app currency men trade kero wo ziada behtar hay or wo bhi small pipe size men
                            • #44 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: MeAsadRaza پيغام ديکھيے
                              what are the effects of trading in gold? is it wise for a beginner to trade in gold?
                              Gold Main trading K liye gold ki information honi Chahiyee,Gold market Ka utaar Charhao,Daily basis par market main Rates Ki Flactuation or Specially gold produce karnay Walay baray countries Ki Maishat say Bhi Agaah Rehnaa partaa hai... new bies k liye Currency Trading Easy Rehti hai phr experience hasil kar k Gold Karain ya Silver ya crued Oil... but Kisi bhi Trade Say pehlay us K baray Main mukamaal Maloomaat hasil Karnaa zaroori hotaa hai..Waisay main nay Abhi Tak Gold market ko nahin Dekhaa so is Main Trading bhi nahin ki.
                              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Well main kisi ko khas tor se beginner ko to bilkul bhi suggest nahi kronga k gold par trading kren. Gold ek bohat hi complicated metal hai or instrument hai. Is main kai factors ek sath asar andaz hote hain. Or price kai mahinon tak ek hi point par ruk sakti hai sideways trend ki surat main to itna intezar to kisi se hoga nahi or loss main hi trades ko close krna hoga.

                                اب آن لائن

                                avatar Ayn
                                Working...
                                X