kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    Bilkul humein yehi karna chaiye kyunke trader ko apne experience or capability k hisab se target set karna chaiye or utna risk lena chaiye jahan tak wo khud ko loss se bacha sake,kyunke agar ap target itna high rakhenge to ap usey achieve nahin kar sakenge.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      Target kam kar k hum Loss say bach to nai sakty but loss k risk ko kam zarur kar sakty hain. Agr ziada Risk lain gay to Loss ki percentage b usi risk k muqably main hogi, Per ziada risk main loss ki percentage ziadda hogi
       
      • #348 Collapse

        aap ko aik baat clear bata deta hoon bhai jan kay loss ka target hamesh chota dia jata hai or ye hamesha kisi bhi level se thora sa bahir hota hai profit ka target hamesha bara dia jata hai or ye 1,2,3-4th level tak hota hai. Reduce losses gain profits ka formula hota hai in targets ko deny ka or trading hamesha jo market ka trend chal raha hota hai us trend ki base pe ya current momentum ki base pe ki jati hai.
         
        • #349 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
          kia hmm kam target set kr k kud ko loss sa bacha sakta han
          dear g ahn ham panay target ko kam rakh kar loss say bach saktay hain or , yai b bata dun k har bar aesa nai hota k ap kam target rakh kar loss say bachay rahen gay bal k market k utar chahrhao ka is mai kafi amal dakhal hai ,
             
          • #350 Collapse

            jee han main ap se itfaq kerta hon ke forex trading main ap apne target ko kam rekh ker achi earing hasil ker sakte hain iss lye apne target ko kam kero or jab bi ap ko trade profit main mile ap ko cheye ke iss ko close ker doo
             
            • #351 Collapse

              agr to aap stop loss ki baat kr rahe hain to stop loss laga kr trading kr bohat achi baat hai. is main aik had tak aap ko loss hota hia jo aap set karte hain (agr market loss main chali jai). aik to volume aap ko soch samajh kr lagana chahiay stop loss 10 se 15 pips ka hona chahiay.
              • #352 Collapse

                g ha jnab agr ap forex main new hai to ap aik to apna cpital kam rkhe ku ka ap market main new hoti hai is trha ap ko market ka kuch khas andaza nhi hota is ka elwa ap ko market main apna daily ka target kam rkhna chahya ku ka is se ap ko profit zida ho ga aur is se ap ka loss hone ka chance kam ho gai ga aur ap agr trading short term se kare to aur best hai
                • #353 Collapse

                  yes mere bhai ye bohat hi eham baat hay kay agar hum lalach na Karen or hamesha small profit mind men rakh ker trade shoro Karen gay ton kafi haad tak risk ko kaam ker saktey hen ek cheez or risk ko kaam kerney men kafi madad gar hey wo hay study or indicators and analysis reports news updates agar hum in sub ko dekh ker samj ker trade shoro Karen ton mujay yakeen hay hum 80% risk free hojain gay
                  • #354 Collapse

                    jee bilkul ham ager apna target kam rakein gay to usay achieve kernein kay liyay hamein laalach ka sahara anahin lena paray ga.aksar lalaach tabhee hota hai jab ham nen apna target zyaada rakha hota hai aur market ka turn ove kam hota hai.
                       
                    • #355 Collapse

                      jee han ap agar apne target ko kam ker ke trade kero gye to ap ko loss ka risk kam ho ga iss lye log apne target ko chand pips hi rekhte hain orr achi earning kerte haina agar ap bi forex trading mainana chete hain to ap ko cheye ke ap trading main learn ker aoo
                         
                      • #356 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                        kia hmm kam target set kr k kud ko loss sa bacha sakta han
                        jab ham apna target kam rakhan gey to hamain loss kam hoga q kay jab hum ziada profit kamaney ka sochtey hain to sath main hamain ye bhi sochna chahiye k hmain nuqsan bhi ziada ho sakta hai.
                         
                        • #357 Collapse

                          kameyab tradar banne klea app ko sab se khlea forex markit ko sekhna hoga or is klea app ko aik damo accunt kholn or app wos par 4 mahine practice karen take app aik acha tradar ban sakhn
                           
                          • #358 Collapse

                            Yes off cours man agr ap ka target kam ho go to ap ko loss nhi ho ga agr ap apna target bht rako ga to us ma ap ko loss hone ka andsha hy hum Forex ko theek se use karn or target kam rakn to loss nhi ho ga ku k hum quch limt ma kam raha hote he or loss se bach jay ga
                            • #359 Collapse

                              forex trading aik bohat hi risky online business hi jis main ap log kam ker ke achi earning ker sakte ho agar ap ko learn kerna hi to phir demo account behtreen hi jis main ap ko poore chart ki samj a jati hi then ap forum se learn ekr ke achi earning ker sakte ho
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                g brother agar hum apna target kam rakhein gay tu lose k chances bhi kam ho jaty hain ye sb depend krta hai hmare knowldge or experience pe or humein forex main greed ko avoid krna chahye or emotions ko bhi
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X