what news affects the forex?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    ji ha zeda ter news affects karti ha trading ma aur kesi ba ya thura sa theak btati ha iss leay app ko news k sat sat market ke tmam gadevidiyou per naze rahk ker trade lgani cheay tkay app ko theak profit hu sakay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      News really boht effect karti hein market ko, magar some times ye bhi hota he k jis pair ki news ati he magar market os taraf nai chalti he jis type ki news ati he me aik dafa ye experience kar chuka hon, agar ap aik expert trader hein to news pe trading karin .
         
      • #153 Collapse

        news sy ap forex main trading achi tarh kar sakty ho ap ko expert ki openion ka pata calata hy news sy ap ko markit ki variation ka pata cahlta hy to ap ko kamyabi hasil hoti hy
        • #154 Collapse

          zror fark parta hy is ka k news jo ati hen forex k bary me aur ap ko is ka khas khiyal bhi rakhna hota hy k ap jis pair me trade karna chahty hen us ki news to nahi hy me to aisa hi karta hun pehly news check karta hun then tarde karta hun.
          • #155 Collapse

            brother news market ki direction kabhi bhi badal sakti hai is lye jab bhi news ka time ho tab hum ko us pair ki trading nahi karni chahiye or hum ko news ko follow karte rehna chahiye orjitna ho sake hum se hum ko forex me news ka khayal rakhty hue trading karni chahiye warna hum ko bohat bade loss ka bhi saamna karna par sakta hai...
             
            • #156 Collapse

              forex mein news bohat zeyada effect karti hain market par humko news ka khaas tor par khayal rakhna chahiye jab koi high impact news ho to usko dekh kar trade karni chahiye
              • #157 Collapse

                of course naturally precious reports bohot they achi cheze hai Trader okay liya. agar ap effectively reports suno gye tu ap ko brand-new situation pata chal jye gi okay abs market place kahan transfer karye gi way up as well as along.
                • #158 Collapse

                  fundamental news jab bhi ati hay to market main wos waqt kafi volitilty ajati hay wos currancy ke hawale se jis ki wo news hoti hay is news ke ane se ya to wo currancy buhat ziada strong ho jati hay aur ya buhat ziada weak ho jati hay jis se market main kafi ziada moving hoti hay
                  • #159 Collapse

                    deta markit per bohot asar dalte hai or app k andaze ko ghalat kar dete hai app deta k wakat pending odar par kam kare take app profat kar sakhn
                    • #160 Collapse

                      duniya ke bare forex professionals jo hai wo zayada tar wait kerte hai market news sunne ke liye aur jab market ke news ajate hai tou phir wo trade lagate hai sukoon se.news bhi bhot important role play kerte hai forex trading.
                      • #161 Collapse

                        there are numerous ways that a news may affect the market and this depends on the type of news to be released. some news will cause the market to shoot up or maybe down for a small time frame while other news affect the expense of time..... the only way you can tell is by practicing trading this news.
                        • #162 Collapse

                          news ki trading karna achi baat hai but hum news per 100 % barosa nahi kar sakte kyoun ke some time news 100 % sai nahi hoti hai but phir bhi humien news se help leni chiya aur 50 % barosa karna chiya aur khud bhi apni trade per nazer rakhi chiya
                          • #163 Collapse

                            dear agar main ye baat kahoon k markete chalti he iss news ki wjha sy iss ka effect boht gehra hota hai. to ghalat na ho ga. aap ko news py nazar zaroor rakhna chahye. kisi wqt to aap k haq main hota kisi wqt ap k mukhalif to aap ko dono ka ahtmam kr k rakhna chahye.
                             
                            • #164 Collapse

                              sir me apko ye advice deta hu ke news affect se forex pe bht asar parta hai q ke agar ap trading karna chate hai to apko chaiye ke ap forex ki news se har waqt bakhbar rahe or usi ko dekhte huwe ap apni trading ko start kare is se insha allah apko profit hi hoga or ap apna loss nai kare ge news affact bhi bht importent hai forex trading ke liye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Well, dear sometime aysa huta hy k ksi bhi country ki economy jb ksi bhe simt move krti hy tu us ka asar us ki currency pr parta hy like jesy kuch time pehly America ma hua tha ka Lehman Brother Devalia hugaya tha us ka asar USA ki economy pr para tha or $ rate kafi down hugaya tha. bs ye he huta hy k aap jis currency ma trade kr rahy hun us ki country ki economy ki news waghera bhe dekhen ta'k aap ko pta hu k es currency ka rate down huga ya up jayga us he hisab sy apni trade lgain. losses kam hungy or benefit ka chances barh jaingy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X