Money Management for new traders.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    yes sure money and risk mangment boht zarori cheez hai jis k baagar aap forex trading main kbi kamyaab nhe hu sakty hay ager aapko kamyaab hona hai to aapko in 2no ko ek sath mange krna huga ager aapko mangment krna nhe ati to aapko learn krna huga than aapko trading krna huge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      new tarder ky lie money magement tu bohat he zayda lazmi hai is sy ham sab ko bohat zayda fiyda ho sakta hai is sy ap learn ker gy tu ap greed be nahe ekre gy
      • #63 Collapse

        hr business ki aek tarteeb hoti hai.is taran newtrader k leye zaruri hai k wo money management ka plan kare osi k baad hi trade krna start kare ye point trader k leye hi best hai money management se trader ko hi earning gain krne mein asani ho gi.
        • #64 Collapse

          daer i have my own trading plane and also i have good experience in forex market so in this way i can make huge amount from forex market without any hard working and forex market need good management and risk management..
          • #65 Collapse

            thnak you bhai ye ham sab newbie kay liay aik achi planning ap nay share ki hay or main to samjhta hun kay ye hi sab say best planning hay .main apni puri koshish karun ga k apni next trade main apki btai hui baton ko zehen main rakh ker trade karun.such main ye aik bohot hi useful post thi.
            .
            • #66 Collapse

              Main khud bhi new traders ko yeh mashwara dungi keh woh jab bhi trade kartey hain to us main money management ka bohot hi ziada khayal rakhen is trha woh achi trha se kamiyab ho saktey hain.
                 
              • #67 Collapse

                • #68 Collapse

                  Nice thread.or Money management trader k leye bhout zarori hai trader jab risk and money management ko use karta hai tu woh apnay experience k mtaubiq weekly/monthly target set kar sakta hai or woh asani k sath apney profit ki range ko kam zaida karta hai sath mai woh behtar leverage and volume ka istamal b kar sakta hai or jab wo profit earn kar leta hai tu money management ki madad se woh behtar tarha kuch percentage se apna capital increase kar sakta hai or kuch percentage nikalwa sakta hai.Bhout se new trader less knowledge ki waja se high volume trade and zaida profit increase karty hain or nuqsan mai reh jaty hain.
                  Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                  • #69 Collapse

                    han ji bht zayda zarori hai kisi bhi new trader ko money management karna aur money management karte kese hain is baat ko bhi samjhna bht zarori hai kyoun ke jab ap money management nahi karte tu ap ko apne loss ka andaza nahi hota jis ki waja se ap ko zayda ya full loss ho jata hai
                    • #70 Collapse

                      han ye bilkul theak hai ku jub hume ek best trader bane ka sochte hai tu hume es e follow karna chye ta ke hume pata chal sge ke hume ose profit hune wala hai ya loss or osi se hume tajurba hota hai ke hume best hain ya nhi...
                      • #71 Collapse

                        right brother money management tu kafi best question hai new trader k liyeh our new trader ko yeh lazmi karna hai k agar ap ik achay trader ho tu sub say pehlay ap ik bar mind may rak lo k who time jo ap success ho rahay ho our maneymangement nahi hai ap k mind tu loss ho so sub say pehlay money mangement ko follow kar lo is par b kafi ebooks hai
                         
                        • #72 Collapse

                          YEs brother yeh bohot hi ziada zaroori hota hey keh forex main hum money management ko achi trha sey follow karen aur money management ko dekhtey huwey hi hum forex main trade karen to hum is main zaroor kamiyab ho saktey hain.
                             
                          • #73 Collapse

                            money manegement chunkey boht zaruri hey har aik traders key lye per khaas kar key un traders key lye jin ki skill kamzor hey or wo apni trading apney bul pey nahi kartey thab unko money manegment key saath jana chahiye..
                            • #74 Collapse

                              my dear friend Thanks ap na kafi achi info. di hai money management kay baray ma ya kafi had tak help full hai q kay new traders is business main loss is liye latay hain kay wo in ko follow nae kartay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                app na kafe ache detail dy hai umeed hai new member ko es say kafe haad tak fida hoga aur wo ache trade ker ak fida hasel ker sakay gan.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X