Real Trading Account Ki Kiya Galtiya Hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2956 Collapse

    hamain market main apni mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein ngay aur market main pahr hi hum real main achi trade kar saskty hain aur hamain market main is k bary main plane kar k hi hum run karein gay aur hamain is say faida ho saky ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2957 Collapse

      Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfa karta hon hon apny bhot acha sawal kia hy dear agr ap real trading me mistake kar len is sy to phr aap ko loss hota hi hy na aap ny ye bs khiyal rakhna hota hy real trading karny me aap sy koi ghlti na ho aap sy ye ghlti hoti hy jis se aap apna loss ka r letay han.
      • #2958 Collapse

        hamain market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam h o saky ga aur hamain mistakes bar bar nai karni ho gi ta k hamain is main loss na ho aur account bi bane na ho auur hamain market main kam karnyk liye learning karni ho gi ta k achi trade karny main bi asni ho saky gi aur earning ho saky gi
        • #2959 Collapse

          hmain jo bi kam karna hota hai is k bary main pahly learning karni ho gi aur msitakes ko avoid kar k hi kam karna ho ga tab hi hum is kam main kamaybi hasil ho saky ga aur demo main practice karni ho gi tab hi hum real main achi trade kar k hi hum run karein gay aur faida ho saky ga
          • #2960 Collapse

            Bhai ap ke bat sa main agree krta hon laikin main ap doston ko ak suggestion deta hon ka jab ap demo account pai practice kran tu us ko practice na samjha us ko real samajh ka practice kran ham kya krta han ka jab demo pa practice krta han tu ham blkul tention free ho jata han kiun us pai ham ko kon sa lose hona ha jab ka ham real account main bahut zyada serious ho jata han aur apna confidence zaya kr data han us lya real main hamain masla ata hai
            • #2961 Collapse

              dosto real account mey mistakes ap ko bhot noksan dy skta hy bar bar mistakes sy app ka account flash ho skta hy issleya phly app demo account pr trading kryn or forex mey apna experiences kryn phr ap real account open kryn
              • #2962 Collapse

                mistake hamen long time k lye working nahi karnay dayen gi is say hamri learning ko kafi prblem ho skti ha is say hamary level ko agay ki traf janay k lye haamri investment auchy say auchy walai hona lazmi ha is say hamri mangment auchy levle tak jaa skti ha yahan sya kaam karnayk lye
                 
                • #2963 Collapse

                  hamain learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main is k bary main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main greed ko avoid karny main bi asani ho saky gi aur earn karny main bi asani ho saky gi
                  • #2964 Collapse

                    Actually demo trades par bohot sarey aisey log jo tukey lagtey hein aur achi trha se learning nahin kartey hein to unk profit ho jata hey but real mein jab woh atey hein to wahan par to apko apni orignal skill dikhane ki zarurat hoti hey is wjha se aap wahan par fail ho jatey hein.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #2965 Collapse

                      Because they are new and not more experienced many mistakes come which was ploblimfor account wash some mistake are Thai greed over trading no expense no risk management and week anlyses thees cases are flair new trader thees mistake Carey and profit.
                      • #2966 Collapse

                        dear friends, ap ki bat thek hay bahut saray traders aisay hain jo demo account par to profit earn kartay hain but jab woh real account par trading kartay hain to un ko loss ata hay...es ki waja yah hay kah demo account par un ki strategies aur hoti hain aur real account par woh apni strategies ho change kar detay hain...aur dosra real account par loss ka pressure bahut zayada hota hay jis ki waja say mistakes ho jati hain aur woh loss ka sabab banti hain.
                        • #2967 Collapse

                          ji janab boht acha sawal kia hai janab mere khayal main forex main real account main traders chahye kitna bhi acha trader ho dar to kuch na kuch hota hai aur boht si cheezain bhi mind main hoti ahi to mistake ho jati hai laikin mere khayal main ager hum sabar aur khayal se trade karain to mistake ke chances kam hote hain sab se bari mistake laalch hai aur sath main lack of knowledge
                          • #2968 Collapse

                            jab aap mstak karty ha to aap ko loss hota ha is liay aap ko is ma parctice karne cahay opur jab aap parctice kay bad be loss kary to aap is ma mind sa kaam nhe karty ha our aap is ma mstak karty ha jis sa aap ko loss ho taha ha is liay aap ko is ma mstak kay bagr kaam karna cahay is ma aap ko risk sa he profit milta ha
                            • #2969 Collapse

                              jab real ma trading karty ha to uis ma mstak ki kio be gonjash nhe hote ha aap ko is ma mahnat sa knowlged hasil kar lane cahay our aap ko is ma pahlay he parctice karne cahay our itna experinec hasil kar lana cahay kay aap ko is ma goalte na ho saky real ma mstak to aap ko boht zada loss ho sakta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2970 Collapse

                                dear real trading kay doran jo traders se sub se bari mistake hoti kay wo apnay emotions or patience ko real me trading kay doran control nehi kar patay hain or aik un kay mind me greed hoti ka wo jald se jald apnay capital ko double kar lay isi waja se wo real me trading kay doran fail ho jatay hain demo me wo relax free or fear kay begair trading kartay hain or real me fear or tention me profitable trading nehi kar patay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X