trading main kitna risk lena chaheay??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    main to yahi kaho ga kay trading main risk lanay kay leya insan ko sub say pahly proper knowledge hasil kar lana chaheya phir sub say paly trading kay thori investment karni chaheya phir ahista ahista invesment karni chaheya jab expert ho jao to risk lay saktay haan
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      trading main risk tou lena parta hai lekin ap ye dekhe k trading main is wat kitna risk theek hai lekin zaida greedy nahi hona chaheye aur risk kaam hi len tou behtar hai ap market k sath sath chalna behtar hoga.
       
      • #168 Collapse

        trading ma bahut faida hota han logo trading say bahut kuch seekha ta forex good job for you people can work home people can work home
           
        • #169 Collapse

          i think trading main risk to hai kiun ke yeh khud aik juwa hai jitni investment karenge busniss main utna acha profit gain karsakte hain isliye is busniss main jalbazi se kam nai lena chaye hamesha soch samj ke trade karna chaye jabi ap losses se bach sakte hain.
          • #170 Collapse

            dear mere khayal se ap trading me risks na hi lain to bohat bheter hay kyu kay forex trading me risk nuqsan day sakta hay agar ap risk lete bhi hain to humesha market ka trend daikh kar aur kam volume par order place kar kay risk lain to ap ko loss nahin ho ga.
               
            • #171 Collapse

              jitni apki knowledge or exprience apko kahen utna aapko risk lena chaiye forex me wase to forex business risk ke bina hota nahi hai par woh risk khatam jab ho jata hai jab apke paas achi knwoledge ajati hai to aap loss nahi kartey hai
               
              • #172 Collapse

                main to apne baaiyon se kehta hun k kisi kaam me bi risk nai lena chahye . jaha tak forex ki baat hain loss or profit stop karne ki to is k bare me mera zehan ye kehta hai k 20 ya 30 pips se ziada risk nai lena chahye .
                • #173 Collapse

                  10% tak ka risk lena chahye take agr market k hisab se loss b ho jay tu bardasht ho jata hy agr zyada ka risk ler=ty jao tu is se ap ka account zero hony k chancess b hoty hy i think 10% tak just...
                  • #174 Collapse

                    ye ap py depend krta hy k ap ny forex market ko kitna learn kia r kitni prectice ki is ki base py risk liy jay r itna hi risk lena chahiy jitna hum affoerd kr skain ye bat mind main rkhain k agr profit ho raha hy to loss b ho skta hy.
                    • #175 Collapse

                      janab ye kaam he risk hai is main jab aap entry maartay ho to smjho aap risk py kaam kr rhy hotay hain. or ab risk ka level kam kya jaa skta hai wo aisay k aik to aap dekho k aap ny kitni investmnt krni hai to main baat ye hai k uss k hisab sy aap apni trading karo means k volume b thora he rakho.
                       
                      • #176 Collapse

                        trading main utna hi loss lena chaiyeh jitna bardast hosake kyun agar ap trading main ziada loss krte rahenge to ek din apka balance khatam hojaega paisa asani se nahi ata to please dehan dijiyyeh learning par or trading ko serious tarike se kijiyeh
                        • #177 Collapse

                          Mere khayal main aik naye banday ko itna risk nahi lena chaiye. Stop loss to purchase price pe hi lena chaiye aur profit ki limit bhi short hi honi chaiye. iss main hi aqal mandi hai. best of luck.
                          • #178 Collapse

                            Ye to aap ki marzi hi k app raat ko trading karien ya raat ko par din ko bht ziada samjhdari se trading karni chhay kinu k os waqt har koi traing kar raha hota hi aur is tara pata ni chalta k ab market ka agla step kia hoga but raat itna mushkil ni hota ye nera apna khial hi par zaroorib k 100 thek he ho
                            • #179 Collapse

                              account ki equity kay hisaab say hum leety hain.agar to aap nay zyaada investment ki hai to aap zyaada risk lay sakty hain.risk hum pip value kay hisaab say leety hain.kamm risk main trading karna better choice hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                trading main risk nahi hai agr ap market trend ko follow karty ho to forex main 0 risk hai lekin agr ap sekhte nahi ho aur sirf chart ko dekh kar trading karty ho tou phr trading main risk hi risk hai meri ye advice hai kam sa kam din main 3 ganty forex ka knowledge hasil kare .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X