kew bhtt sa log trading start krana sa darta han?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    mere bhai jin ko bilkul pata nahi hota bilkul knowledge nahi hoti woh start karney is busienss ko darte hai kyun ke invesment hoti hai na is me invest isliye but ap bhot knowledge hogai hai logon ko is business ki so woh ab proper knowledge ke saath start karet hai
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      demo bhot zaruri hai humare liye forex mein kaam karne k liye hum is se experiance kar sakte hain aur hum is mein trading b seekh sakte hain aur humein trading k liye experiance ki zarurat hai jo k hum demo se kar sakte hain
      • #168 Collapse

        orex ki ya phir un ko khud per yaqeen nhi hota.k wo live trading mein loss kar bethay ga.
         
        • #169 Collapse

          bhai trade start karne se wohi log darte hain jin ki ache se forex ki study nahin ki hoti ya jinke pas experience nahin hota baki halka halka dar to sabhi traders ko lagta hai or wo bas yehi hota hai k wo loss na kar den...
           
          • #170 Collapse

            ziada tar log tarding karaty time is leay khof zada ho jaty hain because un k zhean main yeh baat beth jate hai k forex aik bohat he risky business hai is wja se wo hud aitmadi kho bethtay hain aur tarding karnay se darty hain magar aik tarder tab he kamyab hai jab u sk pass mukal aitmad aur knowldge hai forex ka
             
            • #171 Collapse

              Khoof ki sab say bari wajha har ka khoff hota hy k pata nhe kya hoga, bhai ye tu business hy, profit loss tu hona hy, jasay k business ka asool hy, agr proft hi proft ho tu wo tu phr soood ho sakta hy, iss lye jo log trading krty huay darty hain unk dil main yahi baat hoti hay k pata nhe kia hoga, jab k kuch nhe hota.
              • #172 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: adnan پيغام ديکھيے
                i think forex trading business is a very risky business in the world and many new traders take big risk for big earning in short time but if you don't take big risk so then you can better trading.
                yes my friend it is not the wrong that many of the trader do not trade in the forex because the forex trading is the risky and too much risky business if you want the success in the forex then you should learn at first if you will learn then will trade then it will be the good for you and you can get the success in the forex without too much risk
                   
                • #173 Collapse

                  forex trading is a very profitable but risky business and so traders must make sure that they have the right knowledge at all time before investing their capital in forex and also should not take too much risk because that can lead to loss of capital
                  • #174 Collapse

                    Any one that is ready to go and start trading it is very god for such trader to take is time and really practice so that he will discover the way to make good profit
                    • #175 Collapse

                      je bhai je aap ke bat sahe hay k buht say log live trading say dartay hein aur un ko es bat ka khof hota hay k loss ho jaay ga aur un ko apnay aap par aatmad nhein hota main trad karnay say phlay trading news dikhta hoon aur market kay ups n down ko dikhta hoon aur apnay expereince say jo sahe lagay wo trading karta hoon
                       
                      • #176 Collapse

                        is kie waja yah ha ky is main profit kie sahara kie tarha loss kie shara bhe bhot he zayda ha is waja sy log is sy darty han ky kahain loss he na ho jay aur wo sachy han is kie waja sy loss bhe bhot zayada hota ha
                        • #177 Collapse

                          Salam friends, Forex trading is easy but first you have to learn it, you must have some knowledge and experience to a demo account. If you learn it then there is no need fear.
                          Start trading with confidence and have control on your emotions,
                           
                          • #178 Collapse

                            Chahy koi jitna bhi expert ho trading kay douran wo durta zror he kiu k loss se her trader bachna chahta he, esi waja se durtay hein k kahin loss na ho jay, tab wo badi ehtyat say trading karty hein, hum jaisay chotay trader or ziyada durtay hein k humaray mein ziyada experience bhi nai hota.
                               
                            • #179 Collapse

                              brother sirf forex hi nahi bal kay insaan har naya kaam karney se pehlay dartha hai is ki main wajah ywh hai k insaan ko naya kaam ka experince nahi hota hai aur jab appko kisi kam ka experiwnce nahi hota toh insaan dhartha hi hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                kion k forex aik online business hai or log samghty hyn k yah bhi dusray online business ke tarhan koe fraud ho ga ya forex ko log as gambling samghty hyn is liy darty hyn forex say log
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X