day trading kia hota ha?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1516 Collapse

    Day trading mean jab koi daily based trading karta hai yane daily chart k based par agar aap deko tau chart mai different time duration hote hai koi hourly based trading karta hai koi 4 hourly aor joi daily etc so aab ye trader par depend karta hai k wo konse time frame k based oar trading karna chahta hai agar koi day trading karna chahta hai tau osko daily chart ko follow karna hoga

    IF YOU LIKE MY POST THEN PLEASE CLICK ON LIKE AND THANKS BUTTON
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1517 Collapse

      is forex main hum kisi bi waqt trade kar k hi hum sucess hon gay aur market main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho skay aur market main plane kar k hi hum sucess hon gay aur real main trade kaein gay
      • #1518 Collapse

        is forex main plane kar k hi trade karni ho gi aur part time main bi trade karein gay aur full time main bi trade kar k hii hum sucess hon gay aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karein gay aur earning ho skay gi
        • #1519 Collapse

          Day trading se morad yeh hai ke ap aik din main ya daily ki boniyad par jo bhi trade open krte hein wo day trading hota hai day trading wesay bhi night trading ki nisbat bahat achi hoti hai aur day trading main market main move zaida ata hai aur profit hasil kia ja skta hai is ley tamam trader day trading use krte hein
          • #1520 Collapse

            • #1521 Collapse

              aga rhum day time trading karen gay to es trading ko day trading kaha jata hay aur humay chahiey keh es business main jab bhi freee time ho humary pass to us time main forex trading ko run karen tab hum bohat achi trading kar sakty hay ye aik bohat acha busienss hay
              • #1522 Collapse

                is forex main hum day main bi trade kar skay gay aur night main bi trade kar k hi hum sucess hon gay aur makret main up aur down ko dekhna ho ga ta k loss kam ho saky aur is forex main experience hasil kar k hi hum achi trade karein gay ta k earn ho
                • #1523 Collapse

                  is forex main kisi bi trade kar saky gay aur day main bi aur night main bi trade kar k hi hum run karein gay aur market main up aur down ko dekh k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur loss say bachny k liye learning karni ho gi
                  • #1524 Collapse

                    agar hum day time theak say trading karna chahty hay to humay chahiey keh es business ko theak say manage kar kay run karen kyun keh management kar kay trading karnay main he faida hota hay ye sab say best online business hay esmain humay day time ziada time daina chahiey tab ziada acha profit bna saktyhay
                    • #1525 Collapse

                      hum jab trade karty hain to is main learning kar kay achy say ana ho ga practice kar kay kam karna ho ga magr is main do din trade nai karna hoti ha kun kay market close hoti hay kun kay market main kam karny kay liye kafi learning karna oarti hay jis ki base say hi humain market main do din kay ilawa kam karna hota hay
                      • #1526 Collapse

                        Day trading asal my daily ki trading ko kehty hy daily apni trade open our clise krny ko day trading kehty hy day trading my ham apni trade roz roz lgaty hy our usi din close kr dyty hy loss bhi krty hy ya profit bhi krty hy ya choty trader krty hy ya scalper krty hy
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #1527 Collapse

                          hum is forex main day main bi trade kar skaty hain aur night main bi trade kar k boht hi acha earn kar skaty hain so hamain markt main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main bi trade karein gay aur earning ho saky gi it is best
                          • #1528 Collapse

                            is main hum kisi bi waqt kam kar k boht hi acha earn kar skaty hain aur night main bi aur day main bi trade kar k boht hi acha earn kar sakty hain so hamain market main greed ko avoid karny main bi asani ho saky gi ta k earning ho saky ig
                            • #1529 Collapse

                              day trading ye hota hain k aaaap daily trading kar k apni trade say nikal jate hain matlb k long tream nhe chalte aaap main tu khud b daily trading karti ho apna daily trading ka wait karti ho jo k mere liye bhot he acha hian hum daily trading say acha khasa earn kar skte hain or jaaab hum daily trading karte hain tu apni trade say daily he nikal jate hain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1530 Collapse

                                day trade ka matlab hey ke aj ap ney market trend ko dekha analys kiya market trend key mutabiq trade order open kar dya raat ya sham tak dekh kar ap munasib profit men aj key din ki trade order ko close kar den ye day trading hey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X