Halal or haram ka kesy pata chaly ga k trading me islam kia kheta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Halal or haram ka kesy pata chaly ga k trading me islam kia kheta hai
    forex trading main apko sirf aur sirf profit to ho hi nai skta apko loss b hota hai is main aur jis main loss aur profit ho us business ko ap haram nai keah skty ho baki apni satisfaction k liye kis b alim sy puch skty ho................
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam u alikum friend, jee haan aap ne sahi kaha k forex k haram halal per aksar friends ko shak rehta hai to iss kl iye yh example kaafi h k iss business me har time per profit nhi hota kabhi loss bhi hota hai to yun forex business haram nhi, or na hi juwa hai kyunk hum apni mehnat se kaam kerty hain.
    • #3 Collapse

      jo cheez fix hoti he means profit mein wo islam mein allow nai he jab kay wo jo kay hum fix profit nai hota balkay vary karta rehta he wo islam mein theek hota he or humein os ka idea lazmi hona chahye otherwise kisi se guideness lain.
      • #4 Collapse

        gee bhai forex trading mein business hota he aur jo business hota he woh halal hota he aur forex trading mein bhe hm business kr ke apne trading se earning krte hien hmein profit hota he aur hmein loss bhe ho jata he to es trah se yeh business halal he aur es mein trading kr skte hein
        • #5 Collapse

          dear mery khayal me to forex halal hi hay haram wo hota hay jes me app ko fix profit milta hay app ki investment par magar jes business me app ko profit k sath loss b ho wo halal hi hay
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Rascal_King پيغام ديکھيے
            forex trading main apko sirf aur sirf profit to ho hi nai skta apko loss b hota hai is main aur jis main loss aur profit ho us business ko ap haram nai keah skty ho baki apni satisfaction k liye kis b alim sy puch skty ho................
            forex k business k baary mein hamein tab pata chal jata hai k ye haraam hai ya halaal jab ham insta forex mein apna real acount create karty hein kiun k acount form fill karty waqt hamein aik option milta hai swape free jis ka matlab hai k aap ki earning sood se paak ho gi
             
            • #7 Collapse

              jee bilkul janab ap bilkul theek keh rahay hain. Forex trading k iss business main hamen profit or loss dono hota hae tou yeh business kabhi bhi hamaray liye haram nahin ho sakta hae.. kynk is main hamen loss bhi hota hae. or agar profit bhi ho raha hae tou buhat zada mehnat karnay k baad hamen profit hota hae,,
               
              • #8 Collapse

                bhai y be bakwass ha halal or harma stock krna haram ha to sara trader jo forex sa related nhi be hn wo harm kama rha hn gala ko zaroorat k mutabiq stock be kya jta ha or sale be keemat govenrment decide krti ha high hogee y our low
                Best Rule of Trading Ever
                ----------->Never Loss Money<----------------
                --------->Believe In :o I Can and I Will<---------
                Never Forget The Rule
                • #9 Collapse

                  ye apki soch par dempand karta ha k market halla ha ya haram ha agr tu ye ap ko profit day rahi ha tu pa is ko halla samjhyen gay ro agr loss kar day tu ap isko harma consider karna satrt kar dayne gay
                  • #10 Collapse

                    dear ap kisi alim sy poch sakty hain ye buiness halaal hai k hram hai is ko hr jaga kia ja raha hai ye aik real buiness hai is ko kisi tiembi kiaja skta hai is ko bahut ys loog kr rahy hain
                    • #11 Collapse

                      Bhaijaan yeh ek tijarat hai or pure tijarat hai jo ek halal work hai kiyun ke mulla hazraat ko khud apna nahi pata hai wo kia dosrey ko bata sakte hai so Allah Talah ne Quraan main kafi asaniya di hai so trading halal business hai purely halal
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rascal_King پيغام ديکھيے
                        forex trading main apko sirf aur sirf profit to ho hi nai skta apko loss b hota hai is main aur jis main loss aur profit ho us business ko ap haram nai keah skty ho baki apni satisfaction k liye kis b alim sy puch skty ho................
                        yes my dear brother forex aik halaal aur behtreen business hai is mein hamein profit hota hai to loss bhi wesy hi hota hai aur sab se barh kar ye k forex mein aap chahein to sood k bina bhi profit earn kar sakty hein ager aap insta forex se profit earn karengy to aap ki earning sood se paak ho gi
                           
                        • #13 Collapse

                          Dear jahan tak mera knowledge hy ye system jaiz hy ap es pe kam kar skte ho aur apna faida haisl kar skte ho es liye ap ko aage chal kar mazeed behtar kam karne k liye mazeed ahca kam karna ho ga jo k ap ko acha faida de sktii hy aur ap boht kam waqt mai es ko acha reward de skte ho aur apnii life ko b set kar skte ho...
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Rascal_King پيغام ديکھيے
                            forex trading main apko sirf aur sirf profit to ho hi nai skta apko loss b hota hai is main aur jis main loss aur profit ho us business ko ap haram nai keah skty ho baki apni satisfaction k liye kis b alim sy puch skty ho................
                            halal haram ka basic pata ic ce chalta hay k ager aap ko koi mony beghair kissi mehnat k only on the basisi of your investment miley without any trading profit and loss risk to woh haram hota hay aur jab aap mehnat karen aur invest bhe kare aur loss ka risk bhe hot to woh halal hota hay our trading ici cheez ka nam hay
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G main tu forex trading k barye mein ye keh sakta hun k forex trading business halal hi ho sakta hy kiok hum forex trading mein mehnat aur hardwork karty han aur knowledge k liye mehnat aur experience k liye mehnat aur js kaam mein mehnat ho wo haram nhi ho sakta baqi Allah janta hy ya ap kise bhi aalam se puch sakty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X