stoploss k bgher forex trading kuch b nahi ha sway loss k
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    ji bilkul mai ap ki bat se agree karta ho ke forex trading mai jab tak ap stop loss use nahi kare ge ap forex market mai profitable trader nahi bana sakte pehle mai bi stop loss use nahi karta tha lakin ab mughe is ke faida pata chale hai .....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      stop loss ki forex trading me bhot importance hai kyoun k is business me stop loss na lagane se hamesha loss he hota hai forex me agar ap stop loss ko use nahe karty to apko loss hoga is lye ap beh is ko follow karo
       
      • #558 Collapse

        jee han, forex trading mai agar stop loss use na kiya jaey to phir ye loss k elawa kuch nahi. kyu k forex bohat risky business hai aur price bohat fast up and down jati hain. is liye ham ko hamesha trading mai stop loss use karna chahiye.
        • #559 Collapse

          bro stop loss aik acha option hai hum iss option ko use kar k loss se bach sakte hain successful trader stop loss zaror use karte hain tab hi wo zada loss nahi karte jitna loss wo afford kar sakte hain wahan stop loss laga dete hain.
          • #560 Collapse

            ji han stop loss lazmi use karen kiun ke us ke bina ham ko bohat bhari loss hone ka khatra rehta hai agar stop loss use na kiya jaye to market me tezi aney ki waja se ham ko bohat bare losses ho sakte hain me isi lye hamesha stop loss ka proper use karta hon .
            • #561 Collapse

              hanji bhi jann hum logo ko forex trdaing ma stop loss ka bgar trdaing nhi krny hum ko apny planing ka hisab sa is par kam krna hota hy hum ko is par dill lga kar kam krna hota hy hum ko is par dill lga kar kaam krna hota hy
              https://t.me/pump_upp
              • #562 Collapse

                forex trading aik risky business hy or is main earning k liye risk lyna parta hy. . .ap achee equity k saath low volume main trade krain ap ko risk b kam lyna pary ga or ap k pass earning b achee aa jaaye gee
                • #563 Collapse

                  han ap ki baat sahi he and is me agar ap ko aik kamyab trader banna he to ap ko s me regular stop loss ko use kerna hoga and is me ap ko aik or kaam ye kerna hoga k market ko analys bhi kerna hoga
                  • #564 Collapse

                    ji ha dear apki bat bilkul hi sahi he k forex stoploss k bina kush bhi nahi he kiyu k jab tak hum forex trading me stoploss istemal nahi karte tab tak hume forex business se koe faida nahi ho sakta par hume loss hi loss ho jane ki risk hoti he isly hume chahye k hum stoploss ko seekh le or use forex trading me lazmi itemal kare.
                    • #565 Collapse

                      jnab hum jab trading karty ahin to humain is main stop loss kay bahyr huamin trading main loss b ho sakta hay humain is main practice kar kay huamin kam karna ho ga ta kay loss nai ho
                      • #566 Collapse

                        G brother apna bilkul thake kha hy jub be ap trade lagaty ho tu apko chahye ke stop loosez ko ok ker do ta ke loose kam ho
                        • #567 Collapse

                          dear forex mia boht se option hain jin ko ap use kar k acha faida hasil kar skte ho on mai stop loss aur take profit b hain ap in ko use kar k acha earn kar skteh o aur ye mostly autotrading ami aate hain in ko ap acha use kar skte ho....
                          • #568 Collapse

                            Bilkul aesa he hai brother mein khud kahi bar mar kha chuka ho stop loss use na ker , baz logo k mind mein hota hai k hamara stop loss phele touch ho jata hai , lekin mere khayal se agr market ko thk analysis ker k stop loss or take profit put kiya jaye tou hamara stop loss kbi b nahi hit kerta hai.
                            • #569 Collapse

                              yes stop loss lagana zaroori hai kiu k is se hamara account safe ho jaata hai is ko zaroor use karna chaye nahee to hamara account wash bhi ho sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                Aap bi teek keh rahy hai bhai, stop loss lagana trading main bohat hi zarori hain, or is tarha loss control ho jaty hain or hamy advance main hi pata chal jata hian kai agar loss hogi tu kity hogi, lakin main nai bohat sai expert traders ko dekha hai jo stop loss use nahi karty lakin un kai accounts bohat bary hoty hain or wo zyada tar waqt computer kai samny hi guzarty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X