forex mai risk ko kaise kam kiya jaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    my dear brother assalam,o,alaikum dear aap aisa kia kren k sl ziada rakhe aur profit km rakhe tabhi hi aap loss se bchskte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      han han han bhai ap na acha sawal kia ha aur ma ap ki bats sa agree krta hu aur mjy b ya hi lagta ha ka agar ap ko forex ma loss honay sa bachna ha tou ap ko chaiaya ka ap is ko achai tara sa study kr lain aur dost ap ko is ma kisi kisam ka koi dought na ho aur dost ap ko apny senior sa b sikna chaiaya ...........
      • #858 Collapse

        we can continue again losers in trading account is not increasing as a result of trading sometimes sometimes profit and loss,* as a result of stress and frustration with techniques or a variety of existing indicators that the results are not satisfactory. Besides be subject to floating minus* to expect the price will turn around again.
           
        • #859 Collapse

          Forex trading min se hum kafi bari earning kar sakte hin hum es business min se kafi bari earning bhi karna chahte hin hum es business min success us waqat hi le sakte hin aur risk k factor ko kam se kam rakh kar es business min se kafi bari kamyabi bhi hasil kar sakte hin.
          • #860 Collapse

            dear forex aik best online business hony k sath sath aik risky business b hy humain chahiyeh k hum is ko proper learn krain aur is k sath sath hum demo account bana kr us main trading ki prectice krain phir real account main trade krain phir real account main trade krty waqt apny capital k mutabiq trade ka volume rakhain aur usi k mutabiq tp aur sl lagain lalach sy parhaiz krain aur sabar ka daman na chorain
            • #861 Collapse

              loss k rist ko kam krne k lye aap ko zyada prectice ki zarurat hoti he. zyada learning krain jitna zyada experience gain krain ge ye aap k lye acha he. Demo account pr kaam krain kam az kam six months k lye demo account pr kaam krain.
              • #862 Collapse

                Yes forex ek bohat hi risky business ha mere khayal se agar app forex trading me risk ko kam karna chahte han to app jo bhi trade lagayn apne balance ko madenazar rakhte hoay lagay or kam se kam volum per lagay or jaysay hi apki trade profit me ajay to kam se kam profit lekar usse close krden.
                • #863 Collapse

                  You are right, as we have also put the limit of Stop Loss and Take Profit, these are the two tools which the Traders have to be put compulsary, so if you want more precaution then you should control your emotions to avoid the big loss.
                  • #864 Collapse

                    Assalam-O-Alaikum bhai jan hum forex trading me risk ko asani say kam kar saktey hen aur risk free trading kar saktey hen bs ap is ka aik to leverage kam say kam rakhen aur dosra lot size be small rakhen.
                    • #865 Collapse

                      sir har business main he risk hota hai and agar hum risk of loss ke waja se business he nai karain gy to hum kuch bhe nai kar sakty so hum yeh loss ko apny knowledge and skill se he kam kar sakty hain...
                      • #866 Collapse

                        Dear forex may say risk khatam nahi ho sakta laykin iss ko kam zaror kar saktay hane iss kay liya aap ko chahiya kay aap pips par na khalo balkay daily ya weekly par trading karo iss say ya hoga kay aap ko exit market ka peek pata lag jata hay.
                        • #867 Collapse

                          Dear friend apnay theek suna hai forex trading ak bohat hi risky business hai aur zada risk say bachanay kay liya hmay zada say zada experience aur knowledge ki zarorat parti hai.
                          • #868 Collapse

                            g haan g ap ny bilkul teekh sunna ha iss myn profit km ooor loss ziada hota ha uss k liye zarori ha k hmarey pass experience ziada ho oor iss ka knowledge bhe ziada ho iss sey hmyn kaaaaafi faida hoga earning myn ....
                            • #869 Collapse

                              forex main risk ko manage karny kay laye agr starting main hi stop loss use kia jaye and little profit target set kia jaye and lot size ko kam rakh kar and low leverage kay sath trade ki jaye to risk kay factors kafi had tak khtam ho jaty hain aur safe trade karna possible ho jata hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                forex trading main kaam kartay hooay hummain risk layna perta hay kunkeh risk laynay kay baghair hum profit nhe kamma sakkain gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X