Forex trading is only for Professionals
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    g bilkul is bat main tou koi doubt hai hee nai k forex tadding j hai wo sirf professionlas k lia hee hain qk is main amm banad tou loss hee karain ga andd earn nai kar pai ga janab
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      forex trading is not only for professionals kyun k main tu khud yahan par new hun is liye forex busness sab se acha aur sab k liye ye business hai
      • #423 Collapse

        asa to nahe ha k ap asa serf profisnal ka he nam dahay q k ya zarori nahe hay k ya profisnal he ho.ma to ya khta ho kap is ko part time ka lia g uze kar saktay ha.ya to ap par he dipand karta hay k.ap is ko kasay istamal karna chtay hay
        • #424 Collapse

          gg bhaiyaa kaiii had tk api bat theek b hy but I am really agree with your opinion . trading sirf professional k liye hai kio k Forex main sirf wo log hi tik pate hain jo is main mehnat krte hain .......lekin ek bat hy jo isy seekh jata hy wo professional ho jata hy ...........
          • #425 Collapse

            dear jo professionals hote hen kia woh professionals hi peda hote hen nahi woh bhe apni mahnat karne se aese hote hen or kai kai saal mistakes karte hen or loss kar ke kmayaab hote hen is lie forex sab ke lie lie he or kmyaab wahi ho pate hen jo khud par control rakhte hen
            • #426 Collapse

              prfessional kaisy bun saktay hai ap yeh sawal to pehlai ata hai to ap to profesional to ap ko tab hi bun saktay hai jab ap forex mai khob practice karay demo account mai or apni knowledge barhai or is per kam kar kai ap bhi profesional banay
              • #427 Collapse

                No Forex is for all peoples chahe wo koi professional business man ho ya phir aik simple man but hume sirf Forex ki complete knowledge honi chahiye aur patience aur good trading skills honi chahiye then hum apne hard work se Forex main bohat sa profit gain kar sakte han>:)
                • #428 Collapse

                  Han ye to he k hum es karobar ko agar professional k toor pe lein ge to hum es karobar min se unlimited earning hasil kar skate hin humari kamyabi humari mehnat aur lagatar trading k nateeje min hi hasil kar sakte hin humari malomat jo hum kafi mehnat aur tawajah se hasil karte hin wo hi zamanat he es karobar min humari kamyabi ki.
                  • #429 Collapse

                    It is correct that forex trading is a paying business for those who understand the business and not for those who even can not read and interpret a graph. One may call those people as professionals. Why professionals? Because they are in the business since long, have lot of knowledge about and experience of the trading. Any one can be like them.
                    • #430 Collapse

                      bhai jan forex trading wohi log krty haiy jo forex ko time daity haiya nd forex per trading kr ky achi money earn krty haiy islye forex ek over all the world phaila hua business hy ilsye isko bhut aihmiyat hasil hy
                      • #431 Collapse

                        no every thing is with experince agerr aap kaafi time tekk iss meey kaam kerteey rehtey heey tu aap ko uss ka experience bi berhata jayee gaa jitni dair tekk aap complet jaan nahi jateey next work naa kareey aap earn ussi waqet hi kerr sakteey heey jiss waqet aap ko complete forex keey bareey meey knowledge hoo jayee gaa
                         
                        • #432 Collapse

                          easa nai hy ky trading just professionals hi kar sakte hain trading sb kar sakte hain or profit bi kar sakte hain bs hardworking ki zaoroat hoti hy jo hum nahi karte or trading ko sekhane ki try nahi karte dekha jae to professionals bi sekh kar hi or loss kr kr ky hi yaha tak pochy hain or aj acha profit kr rhay hain.
                          • #433 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: sahed ramim پيغام ديکھيے
                            I saw in my life a million Forex traders virtually or real but i saw many few to take Forex for real. Many of them just trade for a month or two and than quit losing money. But the remaining traders who got success out of the market comes back again with more money to spend on. I saw many professionals even making two thousand sometimes three thousand dollars in just a few hours of trading. Hell of a money i tell you.
                            no bhai jan is mian koi bhi kam kar sakta hai jis ke pas forex ki knowledge ho our i thing ke it is the good and best online work bhai jan ap is kam ko ghar main bateh kar aram se kar sakte hai agar ap ko is kam ka expereans ya knolwdge hai to
                            • #434 Collapse

                              meray khayal say jo new trader hotay ho wo apna loss hi karwatay rehte hay maine jab trading shuru ki to menay bhi kafi mehnat tak loss hi kya phir 6 month kay bad jakar mujhay kuch karna aya jis say may kuch earning kar sakta ho lekin abhi bhi may loss ho jata hay kuch earning karnay kay bad.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                forex trader sab kay liye hay for professionals and jo bhi new trader hay un ko chayie kay woh forex ko learn karay kiyon kay without learning woh forex say nahi earn kar sakty hay yeh aik mushkil bhi business hay but profit made kar sakty ho .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X