Qismat ya Mehnat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    forex trading aik aisi field ha jis my hamy mehnat bhi kerna hoti ha. aisa nahee ha k baghair kisi mehnat k just payment laga ker profit hasil ker lea jay . hamara kaam mehnat kerna hota ha profit ka ziada ya kam hona yeh kismat py dependent ho sakta ha magar mehnat to hamry hath my hote ha.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      forex trading my ham jo trading ker rahy hoty han us my hamri mehnat, knowledge experience ore way of work shamil hota ha. mery khyaal my kismat ore mehnat dono hi insan k sath shamil hon to kamyabi hasil hoti ha.
         
      • #468 Collapse

        agar ham trading yehne forex trading kerna chahty han to zaroori ha k ham pehly us ka complete knowledge lain. yeh aik mehnat talab kaam ha ore is my interesting ka hona bhe boht zaroori ha. agar mehnat kerin gy to kamybi hasil ho sakti ha yahan py kismat ka factor involove nahee ha
           
        • #469 Collapse

          forex me mehnat or experience important hai. because qismat ap ka her jga sath nai deti or ap ko nai pta hotaa k kis wqt qismat ap ka sath dy or kis wqt nai. so ap ko her kam mehnat or sincerity se he krna chaye. because ager qismat ap ka sath nai deti to ye hard work he ap ko profit dilwata hai
          • #470 Collapse

            jabh ham mehnat ker k trading k baary my compllete knowledge hasil ker laity han to phir next step ha experience us k ley demo acccount py kaam kerna ha. yahan py bhi aap ki mehnat darkaar ha na k kismat. so mehnat hi aap ko kamybai ke taraf ly ker jati ha
               
            • #471 Collapse

              her jagha her kaam main qismat sy zyada mehnat zroori hoti hai . jo log mehnat ni kerty qismat k bhrosy kaam kerty hain. wo log kabhi kaamyaab nhi hoty. mehanat mai hi azmat hai
              • #472 Collapse

                ham ny apni basaat k mutabik forex trading ko seekh lea phir demo py mehnat ker k proer time dea to abh jabh ham origional trade kerny k ley field my aain gy to yahan sy kismat ka factor start hota ha. yehni pehly mehnat ha ore phir mehnat k baad kismat
                 
                • #473 Collapse

                  bhai jan forex me hamy bht mehnat karni hoti hai our jitni zyada ham mehnat kary gay ham utna zyada forex ko learn kary gay our jitna zyada ham trading ki practice karo gay tu ham utny zyada trading me expert ho gay
                  • #474 Collapse

                    Mehnat ,qismat se zada important hotai hai, q k trading men apki luck ki waja se kabi kabi profit milta hai,or ager ap aik hardworking hein tu apko forex boht profit milta hai,aik lucky trader ki nisbat,
                    • #475 Collapse

                      brother mere khayaal me forex trading business me ap jitni ziada se ziada mehnat karen gy itna hi apki qismat bhi apka sath degi or ap is business me kamyab hongy ie lye apko bohat ziada mehnat karni chahiye.
                      • #476 Collapse

                        Forex maiin ap ki mahnat important hai. agar ap iss business ka relate mahnat kro gay and learning aur practice karo gay tu ap asani se iss business se achi earning kar lo ga. jab ap mahnat kro gay tu qismat khud ap ka sath ho jaye gi.
                        • #477 Collapse

                          jo log qismat pe deppend kark kam kart hn aur qismat pe hi chorty hn k jese qismat me hoga wo hoga ese log loss uthaty hn, q k agr qismat hi sab kuch hoti to har insan ghar me hi betha rahta k qismat me yahi ha mehnat karne se hi sab kuch milta ha,forex k kam me b mehnat ha jo k qismat ko update krti ha.
                          • #478 Collapse

                            forex ki requirement keey mutabiq aap kaam kareey geey tu aap ko benefit hi ho gaa agerr aap iss peey amell nahi kareey geey tu aap ko definitely loss hi hoo gaa ji haa bill kull aap iss seey mustafeed ho sakteey heey aur aap achhi earning leey sakteey heey buss forex meey hameesha soch samajh kerr kaam kernaa chahyee
                             
                            • #479 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: imran hussain پيغام ديکھيے
                              my dear friend forex is a best business all over the world and its required your experince and knowledge in the field of trading . Without having experince and knowledge there is no sign for success in the forex trading and no one can change it. Your hard work and complete plain will provide you the better profit as per your investment / knowledge and profit. In the forex there is no place for luck is only hardworking busines
                              bgair knowledge or bgair experience ke kuch bhe possible nahi hota agar ham new hen toh hamare lie boht zrori hota he ke ham us business ko samaj len agar ham samaj jate hen toh hamare lie asaani ho jati he or ham phir apni skills ko apply karte hen or earn karte hen na ke qismat se
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                bhai mai ye samajta hun kay forex mai sab say phelay knowledge ki zarurat hai kue jab hamay paata hi nahi hoga kay mehnat kaisay karnni hai tu hamm keaiy kar sake gain tu hamararey liye zaruri hai kai peley knowledge gain kary after that mehnat or even qismat kay liye mehanat zaruri ha kue kay mehnat kay bagair qismat bhi sath bhi dati.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X