Use of Stop loss and Take Profit.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1966 Collapse

    bhai jan mery khial ke motabiq hum agr forex men kamyab hona chahity hen to hum ko es men stop loss or take profit use kerna chahey or tab hi hum es say profit earn ker sakity hen agr hum stop loss or tp use nahen kerty to hum es men loss kren gay .ji han hm as men stop loss kar k take profit kar sakte hen or stopp loss kar k loss bi kar sakte hen ye hamari trading pr nerbhar karta he.
    thanxs
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1967 Collapse

      main apki baat se agree houn bhai jan k is main aghr hum stop loss or take profit ki option ko use krty hain to hum is main se bht sa loss hony se bach jata he or is main aghr hum is option ko use krty hain to is main humain bht km loss hota he or is main hum asaani se trade kr skty hain o rhmara account b wash hony se bach jata he
      • #1968 Collapse

        take profit both he important haii app ko es man ye sekhne hoge tu app es main kamayabi hasil kar skte ho so forex main app ko en point par dekhna hoga tu ap es main succcessful hoskte ho
         
        • #1969 Collapse

          dear pakistan forex forum aik asan online forum hay aur es forum me hum asani se post comment kar sakte hain jis ka bonus humain har mahene ki 7 tarikh tak mil jata hay aur hum us bonus ko apne trading account me use kar kay asani se online profit earn kar sakte hain aur yeah aik asan online business hay.
          • #1970 Collapse

            ap ka sawal saberdast hai me is bt per yaqeen rakhta hon or mere khayal me to stop loss or take profit 1 bohat hi useful tool he apki trading k liye or apki trading ko successful banane k liye isi liye apko stop loss or take profit ka thek se use karna ana chaiye...is k thek use k liye apko bohat practice ki zaroorat hoti he or wo ap demo account pe kar sakte hen..
            • #1971 Collapse

              ji mere bhi ap ki baat teek ha hume chaey k hum forex par proepr trading k loiye stop los or take profit zaroro use karn q k jb hum forex par loss hota ha to kam hota ha or hume chaey k hum forex par take proift b use karn q k hume jb forex par profit ho raha hota ah to maximum lemit par proift hona chaye
              • #1972 Collapse

                bhut acha sawal kiy apne dear friend mai iss bare mai apko kehna chahun ga kay stop loss se ap apna loss rook saktay hain our is business mai take profit ka mtalb hay ap apna profit bhi fix kar sktay hain.
                • #1973 Collapse

                  ji haan dear hamay trading kartay waqat use of stop loss and take profit kaa use karnaa chaiye ku kay ager achanak hamri trade close hojati hay to stop loss say hum looss mai nahi jain gay hamay hamara bachaa howaa profit foran mil jai gaa and loss stop hojai gaa.......................
                   
                  • #1974 Collapse

                    yeh bat to achi ha keh ham ny market main kam krna ha to ham ny in do chezon ko bhi sath chalana hota ha kion keh in chezon say hi ham apna loss control main kr skty hain aor is trah ham ko acha faida hota ha
                    • #1975 Collapse

                      assalam o alaikom ! bhai jan mery khial ke motabiq hum agr forex men tek porofit oer stop loss kaa istemaal karen tho hamaaraa acount waash honey se bach sakhthaa he/...
                      • #1976 Collapse

                        Forex trading aik acha karobar he jo humin buhat ziyada profit hasil karne ka moqa deita he jeise jeise hum es karoar min shamil ho jate hin aur hum es karobar min ziyada mahir ho jate hin to hum es karobar min estimal hone wale different options ko bhi use karte hin yahan pe humin pata he k take profit aur stop loss bhi aik acha advance option mojod he mt4 min jo hummin aik safe profit de sakte hin.
                        • #1977 Collapse

                          g han daeragr ap ko expericne ha to ap forex main kamyab hain lakinjb apkoexpericne nhiho ga apko loss ho ga is leey is main expericne hasil karnha bhout zroori ha thanks
                          • #1978 Collapse

                            stop loss or take profit forex trading business kay do ahm parts hain jo hamain trade open kartay waqt diyaan say laganay hotya hain to hamain ye cheezain bht diyan kay sath or soch samaj kay karni chahiye tab ja kay ham forex trading business main success hasil kar sagtayn hain.
                            • #1979 Collapse

                              stop loss laga kay trading kerni caheye aap ka capital save rahta hai forex kay kam may stop loss bohat zarori hota hai stop loss laga kay trading kare accha profit gain kare ge werna aap ko bohat loss hoga ager stop loss nhi lagay tu
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1980 Collapse

                                mein only take profit use karta hoon aur stop loss use nai karta aur forex aik best making business hai aur forex humary liye aik best aur legal business hai aur students aur womens is business ko handle kar saktay hain aur yeh aik aisa business hai jis mein aap ko bohat kam time spend karna parta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X