loss in trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    lose ka chance treding mai is liye hota ha jb hm is ki info nai lety is ki prectice nai krty aur is achi trahan se learn nai krty hmy chahye k ise start krny se pehly forex ko achi trahan learn kr lena chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      agar ap 99% bhe kehty tb bhe app sy ikhtilaaf nhe karta q k yeh bachon ka khel bilkul bhe nhe hai or iss main kamyaab hony k leay humain bhot mehant or practice ki zrorat hai jo hum karty nhe hain,
      • #828 Collapse

        yar ye aiek online buisness ha toh har kam ko shuru karna sa pahla usku sikhna toh huta ha isi tarah is ko bhi sikhna partha ha khas kar trading ko sahi tarah samhaj kar karna huta ha warna loss huta ha toh is ka lia demo account ha toh uspa jitna hu saka practice karu professional work karna sa pahla taka kam sa kam loss hu or zada profit hu .
        • #829 Collapse

          i think dear the loss in the forex is just for us ,if we will give the time to the forex then we will earn the lot of the money in the forex if we will not give the time to the forex then we will not earn we will just loss
             
          • #830 Collapse

            daer buiness koi bhi ho os mae loss to hota rhta ha agr ap a6i plaing or stratgy se business ko kare to ap ko bahot kaum chance ka smnae karna pare gae trde kae los mae
            • #831 Collapse

              trading men loss bhi ho sakta hai or profit bhi ho sakta hai loss hony ki bari wajah ye hai ke kisi knowledge ke bgair jab traders trading start kar dete hain unke pass koi experience nahi hota or naa wo experience gain karte hain demo account men trading ki practice kar ke, or dosri wajah ye hoti hai ke wo sab kuch luck pe chor dete hain or khud kuch nahi karte.
               
              • #832 Collapse

                forex main 90$ logon ko loss is waja se hota hai ke wo baghir experince or lean ke real account main trading start kar dety hain jis ki waja se un ko loss hota hai forex main experince ho to is main successful trader ban sakty hain .
                • #833 Collapse

                  Han sir aapne sahi baat ki ha me aapki baa sa agree krta hu q k trading ka ausul he loss or profit ha to loss aur profit to sab ka he hota ha...
                  • #834 Collapse

                    humare loss karne ki waja ye hoti k hum bina soche samje trading start kar dete hain aor learning k lye time nhi de patay. aor jab trade kar rahay hote hain tu hum na to news dekhte hain aor na data. aor bus jaldi jaldi main trade karte han. aor na market k trend ko samj patay han.
                    • #835 Collapse

                      jahan faida hota hai wahan nuqsan bhe hota hai yeh dono kam ka hissa hote hain aur isliye isis ka mein fida bhe hota hai aur nuqsan bhe hota hai in dono ko sath lekar he chalna parta hai warna to masle bohat ho jate hain isliye i advise ke please pehle practice.
                      • #836 Collapse

                        g bilkul m itfak krti hon ap ki bat sy k zyda ter logon ko trading men loose hota hai asa is liye hota hai k just pason per focus hota hai proper knowledge ly kr trading ni ki jati hai.
                        • #837 Collapse

                          i think forex offers us a lot of profit if you face loss then its reason is short learning and no experience because every business need some planning and stratagy after that it give us profit
                          • #838 Collapse

                            agr ap trading kr rhe hein or ap ki is ki koi bhi smj boj nhi to ap ko phr to loss hi ho ga agr ap mehnt krte hein is k bavjod bhi ap ko loss ho jata he to phr ap ko preshan honi ki koi zrort nhi kyun k ap ne mehnt to ki he ap is k liy dishart na hon or apni mehnt jri rkhen to ap ko aik na aik din kmyabi zrori ho gi ap ko kbi loss se dihart nhi hona
                            • #839 Collapse

                              dear forex trading mai loss ki bohat si waja hoti ha ap ne theak kaha ke forex mai ziyda tar logo ka forex mai loss ho jata ha lakin aghar koi hardwork kare to mai yakeen ke sath keh sakta ho ke forex trading mai us ko kabi loss nahi ho ga jitna dil laga kar kam kare ge itna jaldi success ho ge .........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #840 Collapse

                                trading me profit and loss dono ka choli daman ka sath hota he, aur zaruri nahi k hamain har wakt profit hi ho, baz dafa hamain loss bhi ho jata he, lakin ye loss hamari apni fault sa hi hota he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X