kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    yea baat bilkul sach hai k hamain loss sy bhe bohat kuch sikhny ka moqa milta hai hamain apni khmyon or kotahyon ka pata chalta hai or sab sy barh kar tabyat ma thahrao a jata hai or hum log apny faisaly bohat soch samajh kar karty hain or kamyabi ke taraf safer shuru kar dety hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      ji bilkul forex may hamy lose sa apni ghalatyo ka ahsas ho jata hain aur hm us ghaltyo ko dobara dohratay nahi
      • #468 Collapse

        Galti se hi insaan asal sabaq seekhta hai. jb insan ko loss hota hai toh woh ziada careful ho jata hai and decision lenay se pehlay soch samajh kr faisla krta hai. loss se jo experience hota hai woh insaan ke liye aik new lesson hota hai. Ham sb ko loss se apni ghaltion ko identify krna chahye.
        • #469 Collapse

          Yes agr ap Forex complete learn kar chuky ho to ap mukaml is loss sy bach skty ho agr ap ko forex nai aati to ap ko chaeye k kisi sy signal service ly li jaye taa k ap loss km sy km kroo aur ye new trick hy har trader k leye jo nyaa aya hy is working main main ap ko apny page ka link dyta hun jidar main signal dyta hun.
          www.facebook.com/indexorder
          • #470 Collapse

            G ha bhai i agree forex ek esa online international business h jis me ap ko profit or loss dono ka samna krna parta h bcz jab ap ko profit hota h to thora boht loss b to hoga na or loss se b hmy hi faida hota h q k hm jab jab galti kr k loss krty h tab tab hm apni galti ko suidhrty h k again es na ho to loss b hmy faida hi deta h nd loss b trader ki apni galti se hota h
            • #471 Collapse

              orex trading eik aesa online work hai jahan aap apni mistakes se bohat kuch seekh sakte hain aap ko chahiye ke aap un ko repeat kerne ke bajae un hi mistakes ki waja jane aur un se seekhen ke aap ko kya loss hua
              • #472 Collapse

                yes, loss se bhi fayda hota hy ke aainda insan apni galti ko durust karta hai or dobara aise trade nhi lagata. jis ki waja say usay loss bardasht kerna para tha.
                   
                • #473 Collapse

                  g haan mere khial main jab trading business main insan ko loss hota to us ko apne andar chupi hui mistake ko dour kar ka aik acha trader banane ka moka milta hai. loss hum ko boht kuch seekhta hai
                  • #474 Collapse

                    yes ,why not if we are in the mood of learning then we will and can learn from every step even it is loss or it is gain that is why if we will just try to learn then we will learn otherwise by words we cannot learn
                     
                    • #475 Collapse

                      han g hamy loss sy bi seakhny ko milta hai jo galti ak bar karty han hamy wohe galto bar bar nai karni chaheya ta k ham fx zeada loss na kar bethy is lia loss sy ham bohat kuch seakhny ko milta hai
                      • #476 Collapse

                        g loss sa b buhat kuch sekhna ko milta ha jis galti ki waja sa hame loss hota ha to hum next time wo ghalti ni karta iss tarah hmari ghaltya kam ho jati ha aur hum ko zyada sa zyada profit earn krna ka moqa milta ha.
                         
                        • #477 Collapse

                          je dear is main jab ap loss karwaty hain to app phir dekhian ke app ne kia galti ki hai aor ainda ke liy app ko chhaye ke app apni us galti pe qabu pa lain
                          • #478 Collapse

                            bilkul je hum sab ko loss se bhi kuch milta hay wo knowledge milta hay jo hum ko pehle nahi hota jab loss ho jata hay bad me loss krne se hum ko milta hay jo k zarorore hota hay
                             
                            • #479 Collapse

                              jana stop na lagana yh sb chezain apny sath rkhni hain agr in ko sahih na krain gy to koi faida na ho ga.ka pta hona cahiay k wo swap free account banayn swap free account wo hota hay jis myn ham sood ada nahi karty jo k islam k mutabic jaiz hay aur hukam bhi yehi hay aur swap ka matlab ye hay k trading account say sood dena is k baray myn islam nay sood deny say mana kia hay....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                Han jab hum is me trading krety hen to aksara hamari trade jo he to wo is me loss me chali jati he to is liye us se bhi hum ko aik sabaq milta he wo ye k hum us me apni ghalti ko dhekh sakty hen qk jab hum is me ghalti kerty hen to hamari ghalti ki wajha se wo loss hota he or hum is se bachny ki koshsh bhi ker sakty hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X