forex trading me loss ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    forex trading my loss ki sub sy boht bari or boht achi importance ye hy ky forex trading my jab bi ap ko loss hota hy wo ap ki mistake ki wjha sy hota hy qun ky forex trading my agr ap ko loss howa hy to phr forex trading my ap wo wali mistake nahi kro gy or ap ko phr sy loss nhi but profit ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      forex trading main loss ki boht importance hai agr hum kuch learn krna chahty hain kiu k jb hum ko loss hota hai tb hum ko lesson milta hai k next time koi mistakes nhi krni or new strategy k sath kaam krna hai
         
      • #723 Collapse

        forex trading main loss ka koi khasa faida na ha aor is main loss krna bja na hota ha is main trader ko is bat ki koshish krna hi prti ha keh woh loss ko control main rkh kr apni trading kry to hi woh success ki trf jata ha
        • #724 Collapse

          forex trading me loss ke importance boht zyada he boht se member ye puchte he ke loss kaha jate he forex trading me loss he company ko jate he aur apke profit mei oske apne comision be hoty he
          • #725 Collapse

            Forex main loss ke causes ko jan'na as well as samajhna hi aap ko subsequently date iss loss se bacha sakta hai thus is actually ki importance se inkar nahi kiya ja sakta iss liye pehle se apna target set ker k or peoper plan ker k apni trading ka kaam beginning karain.
            • #726 Collapse

              May abi capital kay baray may nahi jaanta laikin ab may capital ko talaash kru ga es may maybe mujay bohat seekhnay ko milay ga=
              • #727 Collapse

                forex trading me loss ki bot importance hai is se ap jaha nuksan uthate hai wahi ap ko apni galti ko sudharne ka moka mil jata hai or next time hm behtr trade karne k kabil ho jate hai
                 
                • #728 Collapse

                  Koi b traders aesa ni hai k jis ko sirf profit hota ho ya phir loss hota ho loss sirf us soorat main hota hai jis cheez ka ap k pass experience na ho ya wo kaam ap ni apni life mai first time kara ho q k insan apni ghaltiyon se lesson le ta tab hi wo aik acha traders ban sakta hai
                     
                  • #729 Collapse

                    bro ji bilkul aap billkul theek kaha hy agar forex trading main aapko loss hota hy to aap ko us main dichasbi kahtam hojati hy or aap buhat ziyada tention lyty ho balky aaap ko chhiya k aap tention na lain balk jo aap ko loss hota hy aap loss ko cover karnai ko koshish karo
                    • #730 Collapse

                      Forex main loss ke causes ko jan'na or samajhna hi aap ko then night out iss loss se bacha sakta hai therefore is actually ki importance se inkar nahi kiya ja sakta iss liye pehle se apna target set ker k as well as peoper plan ker k apni trading ka kaam delivery karain.
                      • #731 Collapse

                        loss ki importance ya he ho gi k agr hamy fx loss ho ga to ham is loss ko pora karnay ki koshish kary gy ta k hamy zeada loss na ho or next time loss sy bachna chahan gy or is ltara ham fx sy ak acha profit haseel kar ly gy
                        • #732 Collapse

                          forex main loss ki main waja yeh hoti hay k hum is business k jo roules hoty hay un say hat kar kam karty hay jis ki waja say hamy loss ho jata hay agr hum business main profit hasil karna chaty hay to humain is business k roules k mutabik kam karna chaiy ta k loss say abcha jay aur acha profit hasil kia ja saky aur is forum main kamyab howa jay ....
                           
                          • #733 Collapse

                            Ji bilkul thek kaha apny. wesy loss jb hi hota hy jb k hum ghalti krty hain or ghalti jb hoti hy jb hamary mind me ideas nhi hoty. hame chahye k hum apni interpersonal skill's ko sudharen q k its tha most importent thing in our life friend's. aesy main hum webside ko kasur tehraty hain aesa nhi hona chahye.
                            • #734 Collapse

                              forex trading mein insan loss tab khata he jab us ki learning achhi na ho, us ke lye us ko chaye ke wo apni learning strong kare or balance achha hoga to loss ka chances kam hosakte hein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                ya sirf forex ma nai hota ha ya har ak buisness ma hota ha loss har ak buisness ma hota ha loss ki waja sa darna nai chaiay balka aaap apni galti dakhan ka iss ma aaap ki kia galti ha phr us galti ko thk karna ki kosis karan

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X