Kia iss kam k nuqsan bhi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1141 Collapse

    G haan hai lekin un ko jo is k baray mein achi information nahi rakhte aur bagair experience k yeh kaam start kr dete hain aur phir baad mein un ko loss ka samna krna padta hai is leay k un k pass knowledge nahi hoti.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1142 Collapse

      dear forex trading or forum posting kai kam main fil hal tu koi loss nahi ahi hum forex ko jitna zayada time de ge hum forex say itna zayada lern karain ge expriance be ahmara zayada hoga.
      • #1143 Collapse

        is kam main zahiri yehi nuqsan he keh agar aap isko without knoweldge ke is main work kartey hain to phir apko is main loss hota hey aur aap is main nuqsan kartey hain but is main apko achi earning ke sath sath aik acha future bhi milta hey.
         
        • #1144 Collapse

          profit and loss.both are apart of forex.bcz it is too much risky.it just depends on urs experience. the biggest reason of loss is the to an un experience and making to much hurry and greed
          • #1145 Collapse

            G han forex mein bohat risk involve hai aur iss main hum aik din ke andar andar apna sab kuch loss ki shakal main khatam kar bethtay hain. iss main humein hamari aik choti si ghalti ki bohat bari saza milti hai. jo iss ka bohat bara draw back hai.
            • #1146 Collapse

              jee bilkul hai ager app greed aur hedging ke sath kam karte hain toh app ko bohat nuksan ho ga.
              • #1147 Collapse

                forex main nuqsan koi na hota ha nuqsan us sorat main ho skta ha jab trader baghar knoweldge kay aor tuka laga kr work krty hian to us sorat main loss ka chance a ajta ha to is main achi trah sahih knowledge ho to koi nuqsan na ha
                • #1148 Collapse

                  No doubt eyes is badly effected from using computer for long time period.Therefore try to maintain your health with proper care.Takes some break after one hour,or two hours using computer,if you use continuous computer for long period then it is effected to our eyes.
                  • #1149 Collapse

                    Humy is kam ko ly k tension nai leni chahiy or apni life ko bhi enjoy karna chaiy.. or sab sy bari baat ye hy k is kam ko saza samjh k nai karna chahiy keo k ye saza to nai hy.. humy is kam sy apni learning increase karni chaiy or is kam ko bhi enjoy karna chahiy..
                    • #1150 Collapse

                      mujay lagta ha blkl is kam ke nuksan bhi hain aap ko apni daily routine me se settlement karni parti hai or sath hi agar aap trading nahin sekh rahe to apna time waste kar rahe hain or agar loss hogaya to aap ki invested money chali jaegi....
                      • #1151 Collapse

                        no my dear friend mujhay nai lagta kay forex trading ka koi nuqsan bhi ho ga kyun kay forex trading ek bhut hi acha online business hai our forex trading main profit bhi hai our forex trading ka koi nuqsan nai ha,
                        • #1152 Collapse

                          Waise ti os kaam k koi nuqsan nhi hy, han albatta loss k imkan main ismain, kyu k business main jahan par profit hota hy wahi loss bhi hota hy, or loss sy bachne k liye hamen zayda sy zayda practice ki patience ki zarorat hy ismain.
                           
                          • #1153 Collapse

                            forex is very risky but its not means its give you ever loss ..you can say when you invest your capital then keep on eye on market conditoin as well its very important to avoid big loss rather then you will be dis hearted will leave your trading
                             
                            • #1154 Collapse

                              is kaam k yehe nuqsaan hai k ager app is ko seeekh k nhi karen gay tu app ko lambaa loss ho jae ga jiss say app is kaam ko chor dain gay or lambay loss ki wajah yehe hai k hum is ko seeekh k nahi karte hain bal k bas aisay he tukkay per karte hain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1155 Collapse

                                Jee haan is kaam mein nuksaan bhee bohat hai,lejkin yeh nuksaan sirf unhi logon ko hota hai jo bagher kisi kisam ke information kay trading shuru ker detay hein na woh market ko follow kertay hein aur na demo account say he kuch seekhtay hein aur sirf tukka istamaal ker k trade kertay hein,yehee woh loaghein jinkay liyayforex nuksaan de hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X