over trading se kya murad hay ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #946 Collapse

    first of all we define over trading which mean you make more than one trade at one time as per my experience it is risky.risky for that because some time market condition is good and we gain profit but if we look other side its also sign of loss in crises of maket
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #947 Collapse

      over trade ka matlab hai bohat ziada trades karna aik hi Account mein aur aik hi waqt mein. ye strategy ziada tar nuqsan deh hoti hai kyon k ap apne back up funds ko bohat hi ziada expose kar k trade karte ho. agaro aap aik aik kar k trade karein to trade k profit mein anay k ziada chances hote hain.
      • #948 Collapse

        jahan tak mera khayal hai bro over trading ye hai k hum tradain roz ki requiremnts se zaid lagay ji ski wajah se humey nuqsan ho sakta hai yani humare account minus main bhi ja sakta hai aur minus main janki wajah se account ur bhi sakta hai
        • #949 Collapse

          trading ap soch samagh kar ek planning k sath kartey ho chahey woh ap 5 karo ya phir 10 leqin agar over trade bina sochey samghey karogey tu totally loss hoga ek proper planning k sath work karen.
          • #950 Collapse

            the other members assembled at the front door. Jeff pressed the doorbell. It rang, but no movement came from inside. They waited for a while before Jeff rang the doorbell again before knocking also.
             
            • #951 Collapse

              jabe hame apne ewity kay hisabe say zyda trades oper kar daiyt hain or hamay pss free margin kamm rhe jata ha to issy over trading kahte ha
              • #952 Collapse

                Over trading se murad bar bar trading hai matlab ye keh agar hum ne profit kar lia hai aaj to mazeed trading na karen kun keh ho sakta hai keh mazeed trading se hamain loss ho jaey lehaza is baat ko mad e nazar rakhte hue thory magar consistent profit per confined karen to kamyabi ho gi.
                 
                • #953 Collapse

                  bhai jaan over trading se ye muraad hai ke ap ziyada trading karte hain yani ke money mangemnt k sath trading nahi karty uss sey zaydaa karty hain is main faidaa b hain aur nuqsaan b apkaa account wash b ho sakta hain overtrading se so bhai mera yahi mashawraa hai ke ignore over trading.
                  • #954 Collapse

                    Yr bhi jab ap trading may ak khass had say zada chly jaty ho to vo over trading ho jati ha trading may apni quality ka khass kayal rakhna
                     
                    • #955 Collapse

                      Yes my dear forex trading main ya bohat important thing ha over trading means k jab hum yaha forex trading main aik say zayada pairs pay trading start kar daity ha to humy some time khud nai pata hota k hum kiya kar raha ha so is duran hum say koi na koi mistake ho jati ha or hum big lose ho jata ha so hum over trading to avoid karna chaheya trading main.
                      • #956 Collapse

                        dear over trading is double business. is main agr aik side sy ap kuch sell krty ho to dosry side sy buy krty ho. jis sy nfa aur nksan donoon hoty hain. lekin balance brabr hi rehta hy. yeh aksar wo log krty hain jo training ky mrahil main hoty hain.
                        • #957 Collapse

                          dear over trading se log0 ko mostly nuqsaan hota hai .. tw hume apne account pe zada trading nai karni chaheyye or kun ke kabhi kabhi over trading se hume khud ko hi nuqsaan hojata hai ..........
                          • #958 Collapse

                            dost forex trading business main over trading woh hoti hai kay aik waqt main app aik se ziada trade open kar lo aur ziada tar log yeh is liye kartay hain kay ager aik trade se loss ho jaye to dosri se profit kama sakain./..
                            • #959 Collapse

                              over trading se murad ye ho sakta hai k apne acha profit le liya or phir lalach agaya k or earn krna chahye or is chakar me loss hogaya to ap ka account hi loss hogaya so over trading na kare target banye forex me or use achive kar k relax ho jaye next day k liye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #960 Collapse

                                Over-trading k matleb ye he ke ek time me ds ds trade lagana ya alach kerna. Is ka noqsan ye hoo ga ke is me ap ke loss ka risk 63.251% berh jata he aur ap ke profit ke asar khtm hoo jate hain is liye hmean na lalach kerni chahie aur na he over-trading
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X