Can you be a trader without business education
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    Dear Practice makes perfect. agar apko thodi bht bhi knowledge hai market k ya trade k barey mai tu aap trading kar sakty hai without education, iske iliye apko kisi degree ki zarorat nahi hai, bas thodi market knowledge or experience bas phir aap easily trader ban saktey hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      aik student ya wo shakaas jo k job kerta ha ore matric sy above educated han to mery khyaal my wo best ha wo forex trading ker sakta ha. ore apni zarooriat ko poora kerny k ley behtreen earning ker sakta ha
         
      • #678 Collapse

        zaroori nahi k student business ki field ki education rakhta ho ya hasil ker raha ho maslan MBA ys koe fodti business ki degree waghaira......isi trah teachers k ley zaroori nahi k wo forex trading kerny k ley is sharat py poora utarty hon k business education rakhty haon
           
        • #679 Collapse

          business education aek aesi cheez he jis main hame market ke bare main pta chalta hai or market ka trend pta chalta he.agar ham ne business education hasil nahi ki hogi to hame market ka hi nahi pta ho ga ke market kya hoti hai
          • #680 Collapse

            forex trading my asal cheeze yah ha k aap ny market ki situation k mutabik faisal kerna hota ha k aap ny kon ci cheeze py trade kerna ha. kitni lot my kerna ha. buy kerna ha ye sell kerna ha k hamy profit hasil ho sakty. ore markeet k lehaz sy foran planning....is sabh k ley business education zaroori nahi
             
            • #681 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
              Forex invites people from each and every section and profession of world either related to trade and business studies or not. This is providing an opportunity to the non professionals and even students. So do you think you can also be a trader without its education.
              Bhai jaan forex ko karne ke liye hume business ka education hona lazmi nahi hai hume sirf is kaam ko karne ke liye sirf forex ka education hona chayye jab hi hum forex ko theek se kar saken ge......
               
              • #682 Collapse

                agar aap kay paas business education ho to ye aap ki trading k liye bhut faida mand saabit ho sakti hai. lakin agar aap sirf forex trading ki training le lain to us se bhi aap forex main acha profit earn kar saktay hain.
                • #683 Collapse

                  jee bhai jee mera khaiyal hai k trader to koi bhi ban sakta hai jo market ka hawaly se ziyada nhi janta hum usy trader to keh sakty hain but ek sucess full trader nhi keh sakty aik acha sucessfull trader wo hi hai jo trading knowlege rakhta ha,achi earning krta ha.
                  • #684 Collapse

                    han ge bilkul hum bgair education ke trading nhe kr skte hmain chye ke is se sekh kr or smjh kr trading krain ta ke hmain problem na ho.
                     
                    • #685 Collapse

                      janab kisi bi trade mein kamyab honay k leye zaroori hy k aap ko pehle se os trade k baray mein sub knowledge ho ta k har qisam ki mistakes se bacha ja sakay aur forex trading k leye zeyada se zeyada demo account pr prectice krni chaheye ta k loss se bacha ja saky aur agar aap k pass trade k bare mein education nai hogi to bohat zeyada loss ho sakta hy.
                      • #686 Collapse

                        it is definately possible to trade here without business education. this form of trading does require some knowledge and basic skills however you can attain these with some experience. this forum is great and it invites everyone, whether a house wife, an engineer or a student. anyone from anywhere in the world can join it and it does not require business education.
                        • #687 Collapse

                          Forex trading k lie zarori hay ka app educated ho or app ko forex trading k baray main knoledge bhi ho tab hi app forex trading main work kar k kamyab ho saktay ho .
                          • #688 Collapse

                            jaisa k har kaam k liye us kynaare me khaas knowledge hona chagiye issi trahtrading k liye bhi aap k paas knowledge hona chahiye is k baghair aapka bisnuss adhoora hoga aur profit bhi km hoga so if you want to become a goid trader you have the require knowledge of bisnuss
                            • #689 Collapse

                              app ko ziada buisness education advance level ki hasil karne ki zarorat nahe he forex bohat easy buisness he bas app ne sekeh kar samjh kar sabar o tahammul se trade lagani he or jald baazi karne se ya lalach karne se app ko loss hota he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                Aslama o alikum dear busness education k bager hum trading nahi kar sakty trading ko samjny k liye buzness education zarori hai aur es elawa expearance ko barhana hota hai es k bagear humy loss hi loss ho ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X