Qismat ya Mehnat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Qismat ya Mehnat
    frnds plz btayein k forex mein qismat imp hai ya mehnat
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai mai ye samajta hun kay forex mai sab say phelay knowledge ki zarurat hai kue jab hamay paata hi nahi hoga kay mehnat kaisay karnni hai tu hamm keaiy kar sake gain tu hamararey liye zaruri hai kai peley knowledge gain kary then mehnat or qismat kay liye mehanat zaruri ha kue kay mehnat kay bagair qismat bhi sath bhi dati.,..........
    • #3 Collapse

      wese to ye dono chezen h important roll play karti hun k ap ko kaam me mhenat hoti hai or hamarri qismat se b humey bht farq parta hai .
       
      • #4 Collapse

        forex trading me qismat se zada mehnat rang lati hai to hum prefer humsha mehnat ko hi dena chahye ku k mehnat kbhi zaaya nhi jati ap ko apki mehnat ka phal mil kar hi rehta hai kismat her ek ki achi nhi hoti kismat apni jaga or mehnat apni jaga so hard work is key to success in forex market
        • #5 Collapse

          ji bilkul me smjti hun ke forex me sub se phele knowledge ki zarurat hein kun ke kun ke humain pta hi nh hoga ke mehnat kse krni hain tu hum mehnat kse kr skengy qismat ke lye mehnat zaruri hein kun ke mehnat ke bgair qismat bhi sth nh dti........
          • #6 Collapse

            Mere khyal may tau forex may zyada inhisar mehnat per he ke ja sakte hai q k serf kismat se aap forex may earning nahe kar sakte.
            • #7 Collapse

              my dear friend forex is a best business all over the world and its required your experince and knowledge in the field of trading . Without having experince and knowledge there is no sign for success in the forex trading and no one can change it. Your hard work and complete plain will provide you the better profit as per your investment / knowledge and profit. In the forex there is no place for luck is only hardworking busines
              • #8 Collapse

                qismat ur mehnat ek hi sikka ka do pehlu hain............jo hmesha sth chalta hain........agr qismat hai par mehnat nahi tu qismat beqar hai....ese trah mehnat ka sth wwe all need our luck.......
                 
                • #9 Collapse

                  Jahan tak meri opinion hai forex trading me aap ki qismat nai chalti hai bulke ye sb aap ke trading skills pe depend kerta hai aur aap ki hard work pe ke aap kitne ache trader hain
                  • #10 Collapse

                    qismat ur mehnat...haah.....donu hi apni apni jgha importance rakhte hain.............. agr qismat ur mehnat ek sth hun ksi ka pass tu mra khyal main tu woh bht taraqi kar saktaa hai......ur bht naam kama skta hai trading main...........
                       
                    • #11 Collapse

                      forex me mehnat or experience important hai. because qismat ap ka her jga sath nai deti or ap ko nai pta hota k kis wqt qismat ap ka sath dy or kis wqt nai. so ap ko her kam mehnat or sincerity se he krna chaye. because ager qismat ap ka sath nai deti to ye hard work he ap ko profit dilwata hai
                      • #12 Collapse

                        ofcourse forex me mehnat zaruri he q k forex pe log qismat lekar nai ate he balke apni mehnat se kam kar k mehnat kamate he jo forex ko karne k lye zaruri he r mehnat se hi insan ki qismat bnti he jo k ayhem he.
                        • #13 Collapse

                          Forex trading me mehnat and trust dono factors matter krtay hain , mehnat ka apna aik maqaam hay or Qismat ki apni jagah , mehnat ap ko krni hoti phir baki Qismat per chor do , mehnat k sath ap kaam seekhtay ho k kaam ko krna kesay hay or phir profit or loss Qismat per depend krta hay
                          • #14 Collapse

                            well i think so that jab hum mehnat karty hain to agar humri qismat buri bhi hai tb bhi ALLAH tala hmara sath dety hain aur humri qismat achi kardety hain humhy full mehnatr karni chhaiyeh aur mehnat sey hi hum agay brhty hain hameshaa mehnat hi kam ati hai
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear qismat ka matlab he ikhtyar jab ap ko ikhtyar allah ne dya he or aqal bhi de he or ilm bhi dya he to is ko barwe kar lana chahye or mhnat karke forex me target hasil karna chahye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X