trading main kitna risk lena chaheay??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #976 Collapse

    Trading main afford karnay se tauluq rakhta hai, aap utna risk lain jitna aap afforad kar saktay ho, kai dafa risk liay baghair earn karna mushkil ho jata hai, so risk management jisko aajay usko trader samajhta hoon main, peshawar forex trader sab se ziada risk management karta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #977 Collapse

      forex me trading karte waqat ap try kry ky balky risk na ly agr risk lene ke koshash ke to ap ko loss bhe ho skta he aor ho skta he ky ap ko account be wash ho jy es leye best he ky trading me apne tijarab ko use kro aor market ko os ky hesab ky sath chalne par os ky sath chalo
      • #978 Collapse

        bhai ager ap new user ha to ap phala 1 y2 month demo account pa kam karo phire real pa ya ap kise acha teacher sa traning la lo forex trading ki ya bi sahi ha risk sa acha ha ap is ma kam sa kam 100$ ya 300$ invest karo shuro ma phire ziya da kar lana
        • #979 Collapse

          dea friend yeh ap or market par depend karta hai ager market bohat risky hai to ap 100% na lagae or ager ap newbies ho to ap ko bhi 100% nahi lagana chaie q ke forex forum ek risky buiness hai is main jaldbazi se nahi balke saber se kaam lena hota hai .....
          • #980 Collapse

            bat sari apke experience par ajati hai jab apne first forex join kea tha tu kitna mehnat ki thi kitni learning aur knowledge hasil ki thi. aur forex mei jab tak risk nahe logay ap earn nahe kar sakty ha. par yi ap par depend karta hai kitni investment ap kar rahe ho mera mashwara hai autni karo jitni ap efford kar sako.
            • #981 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Mehar پيغام ديکھيے
              dear agar aap trading krna start krna chahty hen mean k aap market main in hona chahty hen to 100% main say aap ko kitny %age ka risk lena cheayn market main or kitny ka stop loss lagana chehay??
              trading men utna h riskk lena chahyia jitna ham affoerd kar sakyen or ye bhi soch sath sath rakhni chahiya ky agar faida ho sakta hay to loss bhi ho sakta hay is layia trading soch samajh kar karni chahyia tak los bhi ho to zada na ho lalach nei karni chahyia trading business men
              • #982 Collapse

                we should prepare good risk management because we realized if there is no one who could avoid loss itself so we couldn't only focus to gain a lot of profit. It will be useless if you got a lot of profits but it was gone when you suffered a lot of losses more than the profits.
                 
                • #983 Collapse

                  Trading main afford karnay se tauluq rakhta hai, aap utna risk lain jitna aap afforad kar saktay ho, kai dafa risk liay baghair earn karna mushkil ho jata hai, so risk management jisko aajay usko trader samajhta hoon main, peshawar forex trader sab se ziada risk management karta hai.
                  • #984 Collapse

                    trading mein risk ko 2 parts mein divide kar den a chayie agar first wala risk fail ho jaye tu aap ko chayie kay aap dobara risk ka istemaal kareen
                    • #985 Collapse

                      jnab,,,,,,app ka question to wesay boht hi acha hay jnab,,,,,,,,trading mai kaam kar k bohat he zyada khushi feel hoti hy jnab,,,,,or is mai meray khyal say to bilkul bhi nhi risk lena chhyeaye jnab,,,,,,,,,,
                       
                      • #986 Collapse

                        forex trading my koshish kerye k begair risk key earning ki jaye ye aap key forex ky barey mey knowledge aur experience ko istimaal mey laatey huy uss sey earning ki jaye ager kahi pey ricky trades aa jaye tu aap thoori sii amount peyn uss trades ko laagaya jaey jiss sey ager loss ho bi wo doosri teraf sey earning level pey ker li jaye
                         
                        • #987 Collapse

                          Forex is a good job.orex ko kitna learn kia he our kitna isko samjh paye hen .our insan ko age barne k liye kabi kabi risk lena par jata he our forex trading tu he hi kisi lehaz se risky .. tu agar ap mehnati.good luck..............................................
                           
                          • #988 Collapse

                            dear ap theak keh rahe hain mere khyal mein market mein in hone ka risk kitna lena chahiye ye ap k knowlodge or experiance par depend karta hain jitna ap ka experiance utne he percent ap risk le sakty hain
                            • #989 Collapse

                              Forex is a good money making business.forex ko kitna learn kia he our kitna isko samjh paye hen .our insan ko age barne k liye kabi kabi risk lena par jata he our forex trading tu he hi kisi lehaz se risky .. tu agar ap mehnati hen sahe jante hen bussness.good luck.............................................. ....
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #990 Collapse

                                agar ap is kam mein risk na he lo to acha hoga q k risk mein nuqsan b ho sakta hai or jab nuqsan ho gya to bas phir apki waat lag jani hai ap roo gey phir or ap k hath kuch ni ayega

                                اب آن لائن

                                avatar Ayn
                                avatar Qasi
                                avatar Hassi
                                Working...
                                X