kiya hamein forex trading main practice ki her baar zarorat hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    ya aik asa business ha jis ma agr koe bhi new trader demo ma 2 ya 3 month practice kary or 2 month is ki study or learning py lagy to andazan 5 month is ki practice kary to dobara usko training ki zarorat nhi pary gi
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      forex trading main hr bar hi practic ki zarorat hoti hy ta keh reharsal hoti rhe waisy zarori nhi agr ap musalsil kam kr rhe hain to phir demoo p practice ki zarorat nhi hy
      • #168 Collapse

        experienced traders dhekhein hein jo zyada tar demo accounts per practice karte rehtay hein per aap ki nazar main kiya hamein her bar demo account practice ki zarorat hoti haiforex trading main har bar practice ki zarurt nahe hai bus aik dafa hum agar demo account pe practice kar len tou humain bar bar practice ki zarurt nahe ho gi.
        • #169 Collapse

          je ha humy forex k work may jb bi trade krty hy to es ki need hoti hy q k hum profit invest k motabk he gain kr skaty hy es say fiadha ka sochy gay to hum ko forex k work may loss ho ga or loss bhot he buri cheez hy ek new trader k liay js recover krna ni ata hy.
           
          • #170 Collapse

            g ha mary khayal sa ja thak ma janta hu ka hum i8s sa gar bhata pasisa kama sakty ha isa sa ha hum gar bizeness kar sakty ha.....
            • #171 Collapse

              mere khayal mai tu agar hum aik dafa demo account mai kaam kar k trading ko ache tara seekh lai tu oos k baad hame dobara practice ki koi zaroorat nahi hai likin agar ham ne trading waqi seekh li hai tu phir hame practice ki koi zaroorat nahi hai.
               
              • #172 Collapse

                yes my dear mere khayl me to ap ki bat bilkul theek he k hamy is forex trading business me daily trading k sath sath prectice ki b zarurat hoti he or agr ham daily trading kary to hamy khud ba khud hi daily base par prectice b hoti rahy gi or hmara experiance b barrhta rahy ga
                 
                • #173 Collapse

                  Forex trading main her bar practice lagi rahti hai aur agar hum achy traders ban bhi jain to bhi practice karte rehte hain, demo per bhi aur live account per bhi ta keh real account main right direction main trade lagai ja sakey.
                  • #174 Collapse

                    g han hum sb ko practic ke bohat zaorrat hai . wasay hum trading main practic krtay he rehtay hain practic ho to kam ziyada acha ho ga is liye trading main practice bohat zaroroi hai
                    • #175 Collapse

                      Dear Brother! jub bhi koi hum new chiz seekhtay hayn to hum us mein pehlay practice he kartay hayn. Forex mein trading karnay kay liay sirf or sirf practice ke zarurat hay. Jiss tarah math kay andar practice kay beghair ap kuch nahi waisay he Forex Kay andar bhi zyada say zyada mehnat, learning or practice ke zarurat hay. Aur jahan tak mera opinion hay Forex mein practice ki har baar zarurat nahi parti.
                      • #176 Collapse

                        my dear friend jisa ke hum jante hai ke agar hum practice ziada karenge to hamara trading me earning bee ziada hoga. kioke practice karne se hamara experience barrta hai aur experience barrne se hamara trading skill aur knowlege barrta hai . hame jitna ziada hosake trading keliye practice karna chahiye .
                        • #177 Collapse

                          It is not necessary to practice on forex trading through demo account again and again because if you didn't signaling trading on a factual ground then you didn't harmonies most the real realize and departure. So it is better to take a step a head and test your skills.
                          • #178 Collapse

                            je han dosto forex trading may apko her time demo account ki practice ki zarorat hoti hay kyon kay demo account asal may to real account hi hota hay bas usmay apko physically loss or profit nahi hota hay laikin working or experience sub current hi hot ahay us say hamay sekhnay ko buhat kuch milta hay us say hamay current market ki position nazar ati rahti hay jis ko dekh kar ham trading kartay han
                            • #179 Collapse

                              Nhe jab ham eak baar forex main demo account main 3month practice kar lain tab hamen ewasily best profit bannay maina sani hoti hai aur mery khayl main ham ko har bar practice ki zarurat ni hoti.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                jee haan hme forex me work k liye prectice ki zroort hoti hai hr point per kuch new seekhne ko milta hai jis wja se learning hoti rehti hai prectice to trading me bht ehem hai usk bger mushkil or loss hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X