kia forex islam me halal he haram.......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    app ko es main loss hota hai aur app nakam be hostke ho so app ko sood free swap free account open karo tu ap ko es main faida hoga aur according to islam be hoga apni mhnat kar k apna knowledge shaer katy hen or logo ko unk salwao ka jawab dati hen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      Forex is the best and great trading business that forex is real and halal trading business that if we want to get the success from the forex then we have to do the struggle and hard working then we can expect to get the success from it so forex is halal in Islam...
       
      • #288 Collapse

        forex men hamain koi illegle working nahi hoti hai jis se ye haram ho is ley forex men ham apni khud ki invest ker k kam kerty hainn jis se hamaiin profit bhi milta hai or loss bhi hota hai is ley ye halal hai.
           
        • #289 Collapse

          bhai is bary me mujy kuch zaida nai pata hai per kuch log kehty hain kay yeh haram hai or kuch logo ka kehna hai kay yeh haal hai he nai mene tou isko as a business adobe kiya hai or profit lene hai.
          • #290 Collapse

            ye baat to boohat sary logon nay poochi hai kay trading halaal hai kay nahin.forex trading main agar aap log new hain to aap ko iss ki history read karni chaheiy.aap ko sab kush seekhny ko mily ga.ye halaal hai or real business hai.
             
            • #291 Collapse

              hye dear brother pehle tho haram os amal ko kehta hain yahaan par ke agar koi cheez bohat hi kam waqat main bohat hi zyaada had par kar earning ya kuch day tho wo cheez haram hain aur forex main aisa nahin hain yahaan par bohat zyaada mehnat karnaa parthaa hain aur yahaan par forex main aik option bhi hain jo soodh ko block kartha hain
              • #292 Collapse

                Forex k bare main abi kuch nahi kaha ja skta hai kio k ye aik aisa kam hai jis main hm apnay gr main baith k apnay liye munafa kma skte hain likin Islam main is k bare main koi solid reason nahi hai k ye haram hai ya halal in my point of view just..
                :p..........No One is perfect and I am No One........:p
                • #293 Collapse

                  apka sawal valid ha bilkol forex islam mein halal hai kyun koi b business tab tk nhi ho skta jb tk us mn risk na ho our forex mn risk ha is lehaz se forex halal ho gya to jo log ye sawal karte hn to unka sawal galat hai.
                  • #294 Collapse

                    yhe ap ko bta do k yhe jaiz hai qk is main ap mhinat kar rhy hai ager ap mhinat nai kartay aisy hi asnai se yhe kam ho jata to yhe najaiz kaheyty is pe to bhot strugal karna parti hai
                     
                    • #295 Collapse

                      agar ap ka prfit fix ho to pher ap keh sakty hain kay yeh business haram ha jab ap es kaam kay liya hard work kertay hain or pher ja kay ap ko success milta ha ap es business ko learn kernay kay laiya kafi time spent kertay hain or money bhee invest kertay hain trading time loss or profit dono he ko face kertay hain to pher es ko haram kasay keh saktay hain.
                      • #296 Collapse

                        forex aik legal business hai aur jab se main forex mein trading kar rha ho tu main ne aaj tak forex k bara mein koi bhi baat nahi suni hai k forex Islam mein theak nahi bhut ziada log forex mein trading kar rha hain.
                        • #297 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mohsinali2211 پيغام ديکھيے
                          me ap sab ye sawal pochna chahta ho k forex trading islam me haram he ya halal ya ye jaiz he ya najaiz he ager halal he or jaiz he to kese he
                          At first take my salam, I am agree with you. Most of the people are try to earn a huge of money from here. Thanks a lot of you. I think Forex trading is a good job for all people. Thanks a lot of you for your best analysis.
                          • #298 Collapse

                            meray khyaal say ye aik aisa topic hai jo disputed hai or hamain itni information nahi k kisi cheez ko halaal ya haram karrar dain so is bat ko ksi mufti ya alam e deen say pooch kar confirm kar lena chaiye agar ksii ko doubt hai to bt aise hi nahi kehna chiaye k ye halaal hai ya haram
                             
                            • #299 Collapse

                              This is very important question for every one that k kiya forex trading ki ya working islam main halal ha ya haram so my dear according to my knowledge or experience is working main hard working karta ho or apni trading ko maintain rakhna k liya bohat time daita ho so jis kam main app ki hard working ho wo kasy haram ho sakty ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                ji bilkul forex Islam ma halal hai ku k ye aik asa business ha jis ma aap apni investment lagate hain aur earn karte hai aapko loss bhi hota ha isme koi gambling ya sood wagaira nahi hai is liye ye bilkul jaiz ha isko aap aram se kar sakhte hain aur isme hum itni mahnat bhi karte hain phir kahin ja kar hame profit hota ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X