heding
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Dear muje account hedge karna boht bura lagta hy mere nazdeek account wash hona aur hedge karna same hy es liye ap ko cahhiye k hedge karne k bajey wait karo ta k ap ko loss na ho,,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      hedging ek achi technique hai lekin is ko use krne ke lye ap ko pehle yeh pta hona chahye ke kis level pe market ka trend jo hai wo change hota hai aur kyo ke hedging mein ap dono side se trade krte ho aur agr market mein trend change ko aap ne sahe logical level pe identify kr lya hai tu ap ek trade close kr dete hai
      • #123 Collapse

        well my dear friend, forex trading main hedging ke technique kay baray main mujhay koi knowledge nahi hay kyun kay mein abhe iss field main new hun aur forex trading ko study kar raha hun, aap ke iss thread kay through mujhay bhe learn karnay ko milay ga...
        • #124 Collapse

          mojay hedging ki technique ki samjh nahin i may bhi yeah kuch na kuch helpout kerti hun tabhi loog ko bohut pasand hain mager aik logical sae baat hain tu cheez ap ko sell hi kerni hain tu wapis us ko buy kyun keraty hain traders
          • #125 Collapse

            ji haan!!! agar forex me heading se kaam lia jae market trends show krne k liye to ap k liye boht acha hoga!!!is se ap ko koi bhi pareshaani nhi hogi forex se related!!!
            • #126 Collapse

              forex tarding busienss mein mein tou yeh samjhat hoon k hedging k saath hum apne loss ko hone se bacha saktey hain iss liaye humein apni tarde ko hedging k saath hi kerna chahiye.
              • #127 Collapse

                forx trading here you can do that is reall ygood formm here youcan do that is really good form here you can do that is really .....
                • #128 Collapse

                  Hedging aik acha software hai isko first demo account py practice karna chahye.is sy market trend ki easily observations ho sakti hai.agar isko aik good strategy or planning sy set kiea jaye to bohat acha margin /profits day sakti hai
                  • #129 Collapse

                    g bikul friend daikha jaye to ye faidey ki cheez b hai loss ki b hedge 1 aesi cheez ha jo 1 time me 1 curenncy me 1 bar buy aur 1 bar sell krny se lgti ha aur ye aesi 1 cheez ha jiski waja se bara loos hu jata ha aur apki equity bohat kam hu jati ha meri nazar me apko aesa boht daikh soch k very care fully kerna chaye..
                     
                    • #130 Collapse

                      Bilkul thek kaha ap ny hedging wo technique ha jis sy atleast ap apna account safe kar sakty ho market k achanak buht zyada high ya low hony ki waja sy jo ap ka accopunt band ho rha ha ho wo. Es sy na sirf ap ka account safe rehta ha bal k ap aik tarf sy itna profit kar laity ho k dosri side ka loss cover ho saky.
                      • #131 Collapse

                        G haan.hedging bhi useful hai lekin dost main to hedging majboori kay time main karta hun.ye kaam main uss time he karta hun jab meri trade phas jaati hai .mostly main stop loss he use karta hun.
                        • #132 Collapse

                          Hedging se market trend ko maloom nahi kia ja sakta balkeh hedging kay through hum apni equity ko control kar sakte hain aur aur loss bhi esi tarah control kia jata hai. kun keh agar hamari trade minus main chali jaey to hum us trade kay against trade open kar ke hedge kar lete hain aur es tarah big loss se bach jate hain.
                          • #133 Collapse

                            ais ko pahley demo practice acount main use karna chiyay. ais main stregty set karni parti hai tab ap ko profit milta hai. Most of the traders use this technique in their trades, I always follow this strategy for my trades, I buy and sell at same day.. It is a good trading strategy for them who want make good profit to trade short term. Thanks a lot for the post.
                            • #134 Collapse

                              ji haan dear hedging aik useful technique hai mgr es ko use kerne ke aap ke paas ache skills hona lazmi hai kyun forex trading main skills ka hona lazmi hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                G haan.hedging bhi useful hai lekin dost main to hedging majboori kay time main karta hun.ye kaam main uss time he karta hun jab meri trade phas jaati hai .mostly main stop loss he use karta hun.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X