Overconfidence in forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    yar forex main aap ko apna her qadam soch samaj kr rkna parta hai aap ki zara c be galti aap ki sari mehnat ko zeya kr skti hain ye kaam itna asaan nei hai overconfidence aap ko loss k alwa kuch nei dy ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      dosto or bahiyo agar ap forex main overconfidence ho jaty hain tu mere khyal main ap loss ki tarf barhty hain na k profit ki tarf jaty hain tu humein forex k business main bilkul bhi over confidence nhi hona chahyea.....
      • #303 Collapse

        har kam ko karnay k liye humain apnay aap bar confidence hona bht zruri hota hai or forex trading kartay wakt agar ap confidence ho to bht achi bat hai magar kch log confidence honay k baje over ho jatay or phr loss main jatay
         
        • #304 Collapse

          i agree with u jb hamain bht profit hota hai aur k chances bhi khatam hojatay hain hum bht achi tarah treding ko samajh jatay hain to khushi me overconfident hojatay hain jo hamaray lye bht buri chez hai ap cahain jitna bhi perfect hojain lekn bina sochai aur bina planing kiye trading na karain..
          • #305 Collapse

            han g bilkul theek kah hay ap ne forex mai hum sb ajb bhi kam karty hay n , atb hume cahy akh hum si mai over confidence s kam na karn , balky hum is mai achy treeqe se km karty rahyn , or hum is mai over confident na hun balky hum is mai achy ways mai earning kar skty ahyn ,,
             
            • #306 Collapse

              Forex main overconfidence trader ki koi jgha nahin hoti hey aur jo koi bhi forex main over confidence trade karta hey woh kabhi bhi is main achi trha se successful nahin hos akta hey aur woh is main always fail hi hota hey.
               
              • #307 Collapse

                jee han over confidance ap ko loss hi deta hi iss se ap greed ko control nahi kerte ho jis kiw aje se ap ko bara loss ho jata hi agar ap ko kamybi leni hi too ap ko preorop learning ke bagar kamybi nahi ho gi
                 
                • #308 Collapse

                  Ya sirf. Forex trading ki hi bat no so kisi b field m work krty huy overconfidence hoty ho to apko bohat muskil ka samna krna parta h.aysa e forex m hta hy. Esme ap bohat loss kr skty hu
                  • #309 Collapse

                    ji haan agr ap forex mai ak kamiyab trader ban na chahte hain to apko kabhi bhi overconfidence nahi hona chahye qk agr ham overcnfdnce honge to kabhi bhi profit earn nahi kar sakte hain is liye hamesha is cheez se door rah kar trading karni chahye....
                       
                    • #310 Collapse

                      Overconfidence is an evil that can malice our heart and it can satch the success from a traders mouth. Overconfidence occurs with respect to greed. When we have a few trades in good profit, we tend to open trades without proper precautions and as a result, we face loss and not only loss but svere loss.
                      • #311 Collapse

                        ji bhai apna bilkul thk kha trading ma jab koi overconfidance krta ha to wo loss pa jta ha . ku ka is ma profit and loss ka chance equal hota hn is waja sa huma trading safe ho ka krne chya
                        • #312 Collapse

                          jee asa mumkin hai k aksar consistency sa kamyabi k bad buhat sa traders over confidence ho jatay hain jis ki waja sa asa bhi hota hai k aksar loss uta jatay hai aksar apni trade ka sahi analysis nahi kartay kion k overconfidence ka shikar hotay hain
                          • #313 Collapse

                            assalam o alaikum.. mere khayal se to acha earn ker lene se ya acha profit mil janay se in san ko over confident nahi hojana chahye, balke uske or sensible hona chahye..
                            or pori management k sath next steps lene chahye. takay wo or success gain karay loss nahi..
                            • #314 Collapse

                              hamy apni life k ksi b step me overconfident nai hona chaye. is se hmy nara loss b hoskta hai. is lye ap apni life me jo b step len us p fully concentrate kren because overconfident ho k ager apni trade kren gy to ho skta hai jesa ap ne mind bnaya ho ap ki trade waisy follow na ho to is se ap ko he nuqsan hoga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                mary khayl ma bnda jb tora profit hasl krta ha to hmry dil ma lalach a jata ha or hm sara profit use kr daty hian or loss uthty hain jo k sai ni ha. overconfident ho jaty hain hmy sabr sa km lana chahiya jo k ap k liya faida mand ho ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X