tweezer Bottom & Tweezer Top candle ka forex mein kya role hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: tweezer Bottom & Tweezer Top candle ka forex mein kya role hai ?

    Trading Mein different type ki ki sandal istemal hoti hain aur pattern a small hote hain jinko Dekhte Hue aur istemal karte hue aap acchi aur nahin kar sakte hain aap ki mehnat aur Jyada Se Jyada time ki investment hi aapki kamyabi hoti hai isliye aapko chahie ke Sabar Karen mehnat Karen aur acchi trading karne ki koshish karen Taki aap Kamyab Hussain Ke Jo log trading mein jyada Se Jyada time ki investment karte hain Vahi acchi earning Bhi Karte Hain aur apne trade ko kam Yad Karke Ek accha profit Hasil karne Ke Kabil Ban sakte hain isliye Jyada Se Jyada acchi planning kr k ek accha experience Hasil krny k qabil banny ki koshish krain take ap kamyab ho sakain ap ki mehnat r ek Kamyab trading hi ap ko accha experience deti hy jis Sy ap ko kamyabi mil sakti hy
    🌼 Never Give Up 🌼
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: tweezer Bottom &amp; Tweezer Top candle ka forex mein kya role hai ?

      dear sab se pehly tu hamyn is bat ka pata hona chahiye k analysis kya hoty hain tu dear forex market ki nexrt movement ka idea lagany k liye ham jo technical tools use karty hain unko analysis kehty hain aur analysis 3 types ki hotu hain Sab se zayada traders technical analysis karty hain aur technical analysis ki help se market k analysis karny k liye ham chart par different time frame laga kar aur different indicators laga kar apni trading startegy k mutabiq chart bana kar market ki next movement ka andaza lagaty hain aur us k mutibiq trades open karty hain
      Aur second fundamental analysis hoty hain is k liye ham daily economic calender ko dekhty hain aur jis currency par news aa rahi hoti hai ham pehly se news ka time aur news ka impact maloom kar lety hain aur is k ilawa social media aur news channels aur diffrent sources se pata chala lety hain k jis currency ki news aa rahi hai wo currency weak hogi news mein ya strong tu us currency k related jitny bhi pairs hoty hain us k muatiq tardes news se pehly pending orders laga kar profit kama sakty hain but news par trading bahut risky hoti hai
      Aur third type sentimental analysis hoty hain jo ham apny sentimental analysis se aur soch se aur emotion se apny experience se market ki next movement ka idea lagaty hain tu us ko sentimental analysis kehty hain
      Aur agar hamary analysis achau hon gy tu ham kabhi loss ni hony dyn gy aur mehnat ke kam bahut hi jaruri hai
      • #18 Collapse

        Tweezer bottom our tweezer top candles k baaray may discussion.

        Dear friends aaj hum candles k tweezer bottom our tweezer top k baaray may kuch discuss karthay hay.
        Tweezer Bottom:-
        Aap nay kabhi ye cheez dhake hay k kabhi kabhi asa be hotha hay k 2 candles ka finishing point ek jaisa he hotha hwy our wo ek he poin par close ho jathe hay our ye ek asa time hotha hay jis say expert traders buhut ziada faida utathay hay agar koi candles oopar ko jaaye our oskay baadh next hour may ek candle ase banay jo k wo sell may jaaye our same ose jaga par aakar close ho jaaye jis say os nay start lia tha tho is ka matlab hay k ab ye down trend may jaanay wala hotha hay our aap asay time par sell ke trade open kar kar say hay kionka mazeedh 2 candles k sell may bannay k ziada chances hothay hay.
        Tweezer Top:-
        Bilkul same yahe halath agar aap ko asay position may milay k pehla candle sell ka ho our next candle buy may jaaye our same ose point pqr close ho jis say pehlay candle nay start lia tha tho is ka matlab ye hotha hay k ye pair ab buy may jaaega our next 2 hourly candles zaroor wo pair buy may jaaega tho asay time may aap ko os pair par buy ke trade zaroor open karna chahiay kionka is may ziada say ziada chances profit hasil karnay k hothay hay.
        Agar kise our k pass is k baaray may ache informations hay tho zaroor share karay tho sab members k knowledge mqy izafa ho sakay.
        • #19 Collapse

          Re: Tweezer bottom our tweezer top candles k baaray may discussion.

          dear friend, ap na achi information share ki ha, ye aik minor trend reversal pattern ha jo 2 candles par mushtamil hota ha, jo takreeban same high ya low hoti hain, ye aik wahid candle stick pattern ha jahan unki body ya shapes ki nisbat highs aur lows important role play kartay hian, agr tweezer pattern uptrend ma show hota ha to isko hm tweezer top kehtay hain aur ye candles same high hoti hain, isi tarah downtrend ma appear ho to usay bottom tweezer kahain gay aur ye same low hongi, kuch cases ma candles different color ma appear hoti hain, agr aik current trend ko confirm karti ha to dusri iski weakness ko show karti ha, jb first candle ki body large ho to ye pattern reliable hota ha,

          tweezer top : ye pattern uptrend ma appear hota ha is ma pehli candle large aur bullish hoti ha jb k 2nd candle bearish aur small body wali hoti ha. is ma dono candles same high honi chaian ya unki body same high level par honi chaiay, ye pattern normaly resistance ya high trend lines k kareeb appear hota ha

          tweezer bottom : ye pattern downtrend ma appear hota ha jis ma pehli candle dark bearish aur large real body wali hoti ha jb k dusri candle bullish short real body k sath hoti ha, ia ma dono candles same low honi chaian ya unki body ki bottom same level par ho, ye normaly support line ya lower trend lines k kareeb show hota ha, hmain is tarah k patterns sa aware rehnay k liay apni learning ko behtar bnana chaiay aur forex ma mehnat k sath kam karian ta k achay results hasil hon
           
          • #20 Collapse

            Re: Tweezer bottom our tweezer top candles k baaray may discussion.

            Dear friends tweezer top aur tweezer bottom *candlestick chart pattern mein wazia tor per dekha ja sakta hea ye aik tarha sy reversal pattern hai, is main sell aur buy ki same size ki candles ban jati hain aur next candle se hum enter ho kar maximum profit gain kar sakte hain aasan alfaz main kaha Jay to oper wale circle ko tweezer top or neeche wale ko tweezer bottom khehte hen g ager mazeed kuch pochna ha to bataye.jab bi chart pa asa kohi candle apes ma bana to easily profit pick kar sakta hay or is ko daily ka frame pa easily dakh sakta hay aur forex main 3 qisam k patteren hain.is main aik candle stick patteren hai.candle stick patteren main jab up main ya down main 2 same candle ban jain tu in ko tweeze top ya bottom kehtay hain.yahan say market trend change karty hai forex me bht lamzi cheaz hia as se hum ko forex me kafi faida hu sakt ahi or hum market ke trad ko samjh kr as me trading kr sakte hia aur tweezer top tweezer bottom bohat hi ache reversal patterns bhi hote hai. or even yeh patterns technical analysis main UTILIZE hote hain price action strategy main. Jo k ek bohat achi or perhaps profitable strategy hai.
             
            • #21 Collapse

              Re: Tweezer bottom our tweezer top candles k baaray may discussion.

              Tweezer top.

              Je dear tweezer top pattern upward trend k top par reversal pattern ki shakal ma banta hai. Es pattern ma pehle candlestick strong bullish hoti hai or next session wali candle strong bearish trend ma hoti hai jo market ko phr sy down move kara lati hai.


              Tweezer bottom pattern.


              Ye pattern b 2 candlesticks sy mel kar banta hai. Es pattern ma pehle candle strong bearish trend ma hoti hai jo market ko support level par ley ati hai or second candlestick strong bullish banti hai jo previous session wali price par wapas ley jati hai. Trader ko pehle sy asy patterna ka pata chal jae to wo acha profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain.


              Trading tweezer.


              Trader k lae best chance hai k wo tweezers sy acha profit hasil kar sakty hain. Pehle trader ko ye pattern find karny chahe or jb pattern price ko pull back kar leyn to us direction ma hamy apna order place kar dena chahe. Es tarha ham market sy acha profit hasil karny ma kamyab ho sakty hain. Tweezer bottom k lae hamy stop loss ko tweezer k low point par set karna chahe. But top tweezer k pattern ma hamy stop loss tweezer k up point par place karna chahe.


              The bottom line.


              Tweezer top banta hai jb 2 candle opposite but back to back banti hain or unka high point samr hota hai. Ese tarha tweezer bottom 2 candle ko mela kar banta hai. Ye back to back banti hai or same height ki hoti hai but en both candle ka low point same hota hai. But forex trading ma patterns k sath sath experience b use karna chahe or kisi pattern par kbi blindly trust ni karna chahe wo ketna he reliable kio na ho.
               
              • #22 Collapse

                Re: Tweezer bottom our tweezer top candles k baaray may discussion.

                Yes dear aapane bahut hi informative market pattern Hamare Sath discuss kiya hai no doubt Jab Ham market Mein successful trader Banna Chahte Hain To Ham Ko market ke almost complete market Baton se related information Hasil Karke apni trading per reply Karni chahie otherwise Hamare liye bahut jyada problem ho sakti hain Agar Ham market se related different important patterns study Nahin Karte To Ham market Mein Kabhi Bhi profitable trading nahin kar sakte aur Humko market mein bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye market Mein inter hone se pahle different market patterns ko study karna chahie tweezer top aur tweezer bottom Ek bahut Thi important market pattern Hai jisse related main aapse Kuchh important discussion karna chahta hun hun.

                Tweezer top or tweezer Bottom Ek Aisa pattern hota hai jismein aap strong bullish trend Mein Do candlestick find out kar sakte hain. Jab market main aap in different market patterns ko completely study karte hain to aapko Idea hota hai ki market mein is pattern Mein Do different candlestick Banti Hain jinmen se ek candlestick bullish trend Mein hoti hai aur dusri candlestick bearish trend Mein hoti hai lekin donon candlestick ki opening or closing same point Se Hoti Hai.

                Dear market Mein Jab aap is Baton ko completely learn kar lete hain to aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aapki trading bahut jyada profitable ho sakti hai dear agar aap apni trading co profitable banana Chahte Hain To aapko bahut jyada careful is pattern ko study karna chahie otherwise aapke liye Kuchh problem ho sakte hain aur aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye aapko market ke important patterns ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie aur Hamesha unko apni trading per apply karna chahie.
                   
                • #23 Collapse

                  Re: Tweezer bottom our tweezer top candles k baaray may discussion.

                  G bahi ap na acchi information shair ki hai mai is tahra ki candles ko dahka huwa hai or jub ya candles banti hain tu hum log is sy accha profit kama sakta hain tweezer top or tweezer bottom dono point sy andaza ho jata hai ka market up jya gi ya down jasa ka ak up ki candle banti hai or phr dosri candle down ki banti hai or osi jaga close hoti hai jahan sy pahla wali candle suru hoi teh tu ya tweezer bottom kahta hain kiun ka second candle necha band hoi or dono candle same hon gi pahli buy ki ho gi dosri sell ki ho gi or is muka sy senior traders kafi fida othata hain or buy ki trade open kar ka kafi fida othata hain isi tahra tweezer down hai agr pahla sell ki candle bani matlab candle upr sy suru ho kr necha jaya or agli candle necha sy suru huwa or opr jaya tu tub tweezer top banta hai is ka bad huma ya maloom ho jata hai ka trend kia banana wala hai os wakat up ka trend suru hona wala hota hai or hum log buy ki trade laga kar ak acchi kamai kar sakta hain laken is ka lia lazmi hai ka hum log market ki study karian agr hum log market ki study acchi tahra kar lata hain tu hum log acchi kamai hasil kat sakta hain is lia huma mahnat karnj chaya or asi cheezain or kahs tor pr candles ka bara mai knowledge hasil karna chaya ta ka hum log ak acchi trade open kar sakain or kamyab ho sakain
                     
                  • #24 Collapse

                    Re: tweezer Bottom &amp; Tweezer Top candle ka forex mein kya role hai ?

                    yeh candle bahut he ache hote hain to is liye he to is ke madad se hum ache tarah se kam kar jate hain hamen bhe cahiye ke hum is main sahe se mehnat karen jitna zayada hum is main kam kar jate hin jitna ache tarah se hum is ke madad se analysis karte hain hum is main se success hasil kar he lete hain bas hamen apna kam bhe sahe tarah se karna cahiye tab he to hum is main se kamayb ho sakne ge bas hamen bhe is main kam ko sahe tarah se karna ho ga take hum is main is ke madad se success hasil kar len bas to phir is main mehnat karen take hum is main se ache earning hasil kar saken or is main hum kamayb ho saken lakin jo bhe is main apna kam ko sahe tarah se kar jate hain wohe to is main success hasil kar lete hain to hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat karen dil se kam karen ache earning hasil karne ke liye jitna zayada hum is main apna kam karte hain hum is main se kuch na kuch hasil kar he lete hain bas hamen is main sahe tarah se kam karna cahiye ache tarah se is main agar hamen hona hae success to bas mehnat karte rahen jitna zayada hum ache tarah se is main kam karte hain hamen is main kamaybe bhe milte hae bas hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se is main dil se kam kara karen hum jitna zayada is main kam kar jate hain to hum is main success bhe hasil kar he jate hain lakin hamen is main dil se kam karna hota hae or jo yeh kar jata hae wo kamyab
                    • #25 Collapse

                      jaiza: tweezer bottom and tweezer top pattern

                      A.o.A,mn aaj aap logo k sath candestick pattern mein se he aik pattern ko discus krna chahta hon aur mn yeh koshish kronga k meri is sharing se un sb members ka faida ho jaye jo bhi isko read krein.
                      Click image for larger version

Name:	images.jpeg-4~2.jpg
Views:	1
Size:	13.3 کلوبائٹ
ID:	12335058

                      tweezer pattern aik technical analysing ka pattern hay jo trading chart pe hamesha bottom ya top per banta hai.ye aik market reversal pattern kehlata hay aur yeh os vaqt top ya bottom pe banta hay jb 2 ya do se ziada candles same top ya same bottom ko touch krti hain jaisa k aap picturr mein dekh saktay hain.

                      types of tweezer pattern.

                      1.bearish tweezer pattern
                      2.bullish tweezer pattern
                      bearish tweezer pattern os vaqt banta hay jub bullish power market ko high top pe le jati hai to top per same two candles same point ko touch krti hain aur phir oskay baad market reversal trend shoru ho jata hai.
                      bullish tweezer pattern mein jb market bottom pe hoti hay aur two candles same point ko touch krty hain aur donu candles ka size bhi same hota hay aisay samjhein k donu candles aik dosray ki duplicate hoti hain jb yeh bottom pe appear hoti bain to oskay baad market mein up trend start ho jata hai.
                      bullish pattern mein pehli candle bearish banti hy jb keh dosri candle same size aur same touch point k sath bulliah banti hy aur market ko ooper ki taraf le jati hai.aur isi tarah bearish mein pehli candle bullish hoti hay aur dosri candle bearish hoti hay or iski shakkal inverted hammer ki tarah hoti hay yeh marketo nichy ki taraf dhakelti hai.
                      • #26 Collapse

                        Re: jaiza: tweezer bottom and tweezer top pattern

                        Bullish and bearish tweezer pattern
                        trading members Forex trading market mein different multiple types used ki jati ha i term ko technically difficult banaya ja sakta hai lekin aap inko understand kar sakte ho Pakistan Forex forum mein multiple terms ko discuss Kiya jata hai. Strategies ko focus Kiya jata hai Jin se aap aap completely fayda ho sakta sakte ho. Trading members tweezer top and tweezer bottom jab candlestick chart pattern mein ban jaate Hain to inko humne solve karna hai.
                        Humne prediction banani hai ki market ki movement aap side jaati hai, downside jaati hai ya is ko humne a neutral account karna hai. trading members professional and analysts trading market mein watch out kar rahe hote Hain, Jaise hi koi bhi market movement unko samajh aati hai to trading market mein inter ho jaate Hain aur market ko apni requirement ke according vah karva Lete Hain. Yah ek liquid market hai jismein volume depend karta hai agar bullish volume increase ho jaaye to market apvartan kar jati hai.
                        Jisko ham aasan lafzon mein breakout kahate Hain aur isko fake breakout bhi kaha ja sakta hai lekin problem yah Hoti hai ki, matter Sara liquid Ka hota hai liquid market mein aap claim nahin kar sakte ho.
                        Bullish tweezer and bearish tweezer mein aapane trading strategy according to pattern banani hai agar, aapko pattern ki understanding ho jaati hai aur aapka experience bhi hai to aap. Trade lelo otherwise aapko vate karna chahie confirmation ka.
                        trading members in pictures ko dekhkar aapko samajh ja sakti hai ki vishva kisko Kaha jata hai aur iski shape kya hoti hai. bahut easy hai ek unique candle stick ko fiza Kaha jata hai jisko teaser bullish and bearish top and bottom kaun Kiya jata hai aur iske re didn't really jaati hai. trading market mahabharat focus agar achcha ho to ham multiple profit table trade open kar sakte hain.
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: jaiza: tweezer bottom and tweezer top pattern

                          Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201101-105334_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	86.9 کلوبائٹ
ID:	12335061

                          Yes forex trading ma bhot sary pattern hain jo market ki better information k lae trader ki help karty hain. Trader agr en pattern ko master kar ley ga to wo hamesa acha profit hasil karny ma kamyab ho jae ga. Ye pattern trader k experience or trader ki knowledge ko improve karny ki b waja banty hain. But pattern k bary ma ik fact ye b hai k en pattern ko kbi blindly follow ni karna chahe. Market ki movement har pal change ho rho hoti hai so ye patter b kisi b time par ik form sy dosri form ma change ya convert ho sakty hain. Es topic ma ham tweezer top or tweezer bottom ko further explain karyn gy.

                          Tweezer top vs tweezer bottom patterns. Ye both pattern 2 2 candle stick pae mabni hoty hain. Tweezer top k case ma pehle candle bullish or second session ki candle bearish hoti hai. Both candles ki upper wick ni hoti or both candle ki lower wick exist karti hai. Pehle candle market ko up ley kar jati hai or second candle market ko pehle candle k closing point sy he down ley kar ah jati hai or es ka closing point pehle candle ka opening point he hota hai.

                          Es k sath sath agr tweezer bottom ki bat ki jae to es pattern ma candles ki lower wicks ni hoti or candles ki upper wick exist karti hain. Es pattern ma pehle candle down trend ma ley ati hai or second session wali candle pehle candle k closing point sy open hoti hai or ye market ko down move karwany ki bajae market ko wapas up trend ma ley jati hai. Ye pattern aksar market ki choppy state ma occur karta hai.
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: jaiza: tweezer bottom and tweezer top pattern

                            Ji dear ye aik bahut famous candlesticks pattern hay jo bullish and bearish donon trends main reversal ki indication daita hay aur ager long term trend kay up ya down main ye bany to iski effectivity aur validity bahut barh jati hay. Donon patterns ki brief discussion karty hain.

                            Tweezer bottom pattern.
                            Tweezer aik nokdar tool hota hay jis ki waja say is pattern ko bhi tweezer ka name dia gia hay. Tweezer bottom candlesticks pattern do aisi candlesticks per mushtamil hota hay jo trend kay bottom per banti hain. Donon candles same size ki laikin alag alag movement per mushtamil hoti hain. First candle bearish trend kay akhir main banti hay aur iski tail and body hoti hay jab keh head nai hota. Iska opening aur higher point same rehta hay jabkeh next candle previous candle kay closing say open ho kar kuch down jati hay laikin phir upward movement karty hui previous candlesticks kay opening point per close ho jati hay. Iska higher and closing point same hota hay aur ye bullish candle banti hay. Is pattern ko tweezer bottom pattern kehty hain aur ye bullish reversal candlesticks pattern samjha jata hay.

                            Tweezer top pattern.
                            Jaisa keh iskay nam say he zahir hay ye pattern trend kay top per banta hay. Is main first candle bullish jab keh second bearish hoti hay. First candle ka lower and opening same hota hay jab keh ye bullish hoti hay, mazeed yeh keh second candle ka lower previous candle kay lower kay same hota hay aur is candle ka lower and closing same hota hay. Ye pattern bullish to bearish trend ki reversal ki strong indication daita hay.

                            Agarcheh ye patterns bari had tak trend main reversal kay liye use kiye jaty hain laikin hamain inkay sath kisi indicator ka use karny say iski effectivity kay ziada chances mil jaty hain.
                            • #29 Collapse

                              Re: jaiza: tweezer bottom and tweezer top pattern

                              G haan bilkull ap sahi keh rahe hain keh tweezer bottom ki formation tab amal me ati hai jab 2 same candle top yaa bottom me touched hoon dar asal yeah market ka reversal pattern hota hai is ki mazeed 2 types discuss karoon gaa jis se umeed karta hoon keh ap ko acha knowledge mill sake gaa
                              1.Bullish tweezer pattern 2.bearish tweezer pattern

                              Friends hame jab bhi trade karna hoo hame chahiey keh pehley ache andaaz me forex market ko analysis karen aot mukamal jaiza len jab tak hame forex market trend ka andaza ma hoo hame trade nahi karna balkeh wait karna jab ap lage keh market ki position theek hai tab ap ko trade karna chahiey is tarah se dosto ap easily achi trading kar ke achi earning kar sakte hain lekin aor aek bht ehm baat lot size hamesha koshish karen keh kam se kam hoo tabhi ap ka account loss se mehfooz hogaa us liey friends soch samajh ka muzahira karen tabhi ap big profit earn kar saken ge.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: jaiza: tweezer bottom and tweezer top pattern

                                dear friend forex ma hm different patterns ya indicators ko use kar k market ki moment ko judge kartay hain aur us hisab sa apni trades ko open ya adjust kartay hain, inhi patterns ma sa tweezer bottom aur tweezer tops b hain,

                                Tweezer bottom:

                                Ye aik bullish reversal pattern ha jo downtrend ki bottom ma appear hota ha, ye normaly 2 candles par mushtamil hota ha jin ki tadad ziada b ho sakti ha in candkes ki bottoms match kar rahi hoti hain, bottoms candles ki real body ya wicks par mabni hoti hain, ye downtrend ma us waqt appear hoti hain jb sellers prices ko low push kar rahay hon lakin perticular session k end ma prices ko further down push nhi kar saktay, tweezer bottom ko hm short term bullish reversal pattern b samajh saktay hain, candles ki lower wicks support area ko show karti hain

                                Tweezer Top:

                                ye aik bearish reversal pattern ha jo uptrend k top par show hota ha, is ma b consective 2 ya ziada candles hoti hain jin k top match kar rahay hotay hain, matching top par wicks ya shadows appear ho rahay hotah hain jo area of resistance ko show kartay hain, isko hm short term bearish reversal pattern keh saktay hain, tweezer top uptrend ma us waqt show hota ha jb buyers prices ko higher push kartay hain lakin session k end par further top push nhi kar saktay, is ma bulls highest price k above buy karnay par willing nhi hotay, agr tweezer top ko bearish engulfing ya dark cloud cover pattern follow karain to ye ziada reliable bn jay ga
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X