Dont always blame forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    If you want to win a lot in the forex market you training and a good education and a sufficient period of not less than a full year and you'll be doing a successful strategy that you practice this strategy for a sufficient period
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      dear friend ap nay bohat acha sawal keya hay aur jawab be acha deya hay kay hamisha forex tradding per he blame na lagao apnay ap per be q kay ager a p ka experience nahe hay to ap loss ker saktay hain aur is kay leyi tu zimadar ho na kay forex
      • #228 Collapse

        jab hamain kuch haasil nahi hota aur loss ho jata hae tau hum dusron ko blame kartay hain jab k hamain chahiye k hum apni mistakes ko realize karain. jo insaan apni mistake ko realize nahi karta aur dusron ko blame karta hae vo kabi successful nahi hota. yeh aik real bussiness hae. yaha profit aur loss hota rehta hae.
        • #229 Collapse

          market tu apny levels kay hisab se hi chal rahi hoti hai ghalti tu hamary khud kay decision me hoti hai. Jab ham profit me hoty hain tu kiathat you should not blame others for loss in forex trading i think that forex trade is the best earning way for all and we all need to gai
           
          • #230 Collapse

            hamey forex ko belame nahi karna chaiye becouse forex ki thori mistake hoti hai jab hamey kabhi loss hota hai to and jab profit hota hai jab koi kisi ko blame nahi karta hai yeh soch galat hai ap apni mistakes correct karey r trade karey....
            • #231 Collapse

              brother forex me hame acha profit tab hi millta hai jab hum forex me expert hote hain or is me hard work ker k mahant kerte hain or forex me enter ho ker earning kre gain to hame 100% earning hogi forex me yeh acha work place hai
              • #232 Collapse

                karne chaye agr hame forex se koi nuqsan melte he to mere khyal me oo be hame apne ghalty he ke wajah se melghy so apne ghalti se to work he ups and down hona ha hamy ya dykhna chaeya k ya hamri galti ha or ham ny trade worng ki or hamy apni galti ko samj k next
                 
                • #233 Collapse

                  Dear forex forum aik acha aur profitable business hay is may profit hasil karny k liay mehnat karna parti hay agr ham dil lga kar kaam nahe krian gay to ham ko loss ho ga aur us wakt ham trade ko ya kisi aur ko blame krian gay lakin dosron ko blame karny ke bjay apni mistakes ko control krian ta k loss say bach sakian
                   
                  • #234 Collapse

                    bhai aap thkh bol raey o bht dafa eysa hota hy k ghalti hamri apni hoti hy or hum fzool men forex ko blame karty rhty hen , jab hamari koi trade profit men ja rae hoti hy to hum lalach karty hen or close nhi karty k shyd thori or uper chali jaey or isi men hum apna bht sa loss karwa bethty hen or blame forex ko dy raey hoty hen
                    • #235 Collapse

                      jee bilkul aap kbi b apne less knowlege ka zimmadar forex ko nai de skte q k is market ma jaha profit ha waha loss be same ratio sse hota ha aur ap apne loss ka zimdar forex pe dalne k bjaye apna knowlege increase kre ta k earning ma izafa ho ske aur ap ka trust bahal ho.
                      • #236 Collapse

                        yah wo log jo bht mayoos ho jaty hen heavy loss sy wo kabhi akbhi forex ko blame karna start kar daty hen is leye forex ko kabhi bhi blame na karen or esy trade karne k bleame game ki zaroooorat hi paish na ayae,
                        • #237 Collapse

                          Forex market me agar humen losses hoty hain tu wo hamari khud ki mistake ki waja se hoty hain market ko blame karna losses kay baad acha nahi hai balky humen apni mistake se learn karna chahiay or dobara trading me uss mistake ko repeat nahi karna chahiay. Koshish Karen kay cool mind ho kar trading ki jay or simple trading ki jay.
                          • #238 Collapse

                            g haan hamen agr forex mai loss hojata hai ya agr ham nakaam hojate hain to kabhi bhi hamen forex ko blame nahi dena chahye qk us mai bhi hamari koi ghalti hi hogi
                            • #239 Collapse

                              salam dosto,forex ko blame karny sa better ha ham apni galtio ko note kary or unhy correct kary jab hamara loss hota ha to blame ham forex ko karty ha to bhai socha ko set karo.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Forex trading aik risky aur profitable business hje is me jahan heavy profit he wahan loss ka bhi risk he is kiye hamesha soch samajh kr, technical aur fundamental analysis ko dekh kr hi order lagana chahiey ta ke hamen profit ho aur loss se mahfooz rahen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X