pakistan main kitnay percent log trade kartay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    mera khyal hai kay pakistan main 20% log forex main trade karty hain .or ziada tar log to unemployment ki wja say forex pay aye hain or kuch logon nay apny tradind kay shoq ko pora karny kay liye bhi ye forum join kia hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      pakistan main forex trading ke user ke bohat he bari tadad hain .or is main din bha din izafa ho raha hain kiyoo forex trading ek bohat he acha business hain or is main forex trading k profit k bary main jiss jiss ko be pata chalotha hain tu foran he forex trading main ah atha hain or forex trading main trading karni lag jatha hain
       
      • #108 Collapse

        mujhe iss kay barey main information nahi hai kay pakistan main kinay percent log trade kartay hain lakin meri yee advice hai kay aapko tradind karnay say pahely uss kay barey main information hona chahye jabhe aap achy trader ban saktay hoo,,,
           
        • #109 Collapse

          agar main apna idea dun to main to samjhti hun kay shayad 1000 ya 10000 main say koi aik person Pakistan main Forex ko karta ho ga pakistan main zyada log trading krte han kiyon k pakistan main jobs ki kami ha is liya or main bi to trading krta hon.
           
          • #110 Collapse

            dear brother ab mujay kiya pata hai k Pakistan may kitnay log trading kartay hai agar koi karta hai b brother tu is may yeh pata nahi chalta hai k yeh Pakistani hai our yeh HINDO hai buss trading karni hai name say b pata nahi chalta hai name muslam ka ho our ho ga who Pakistan ka hi nahi tu kiya bata sakta ho may ap ko
             
            • #111 Collapse

              pata ni kitny percent log pakistan me trading karty hain mujhy exact value ni pata hy jitny log net use karty hain or earning k liay use karty hain different sites sy ya date entry etc un me sy 70 percent log trading karty hain exact value me ni janta hoon koi bhe ni janta hy
              • #112 Collapse

                pakistan main bohaat se log trading kartay hai aur forex ko bohaat sara pasand kartay hai aur yeh bohaat acha aur best business hai esi waja se main forex k business ko ziada pasand karta hu aur forex best hai.
                • #113 Collapse

                  mere khyal sa kafi ya zyada tr logo kw forex ka nhi pta or zyada tr profit earn krna ka hi liya ya km krta.Mere khyal se zyada log majboori ma hi ya kaam krta ha kiu ka part time job ki trh sa helpful hoti ha un ka liye.
                  • #114 Collapse

                    pakistan me kafe log trading kr rahey hai aur achi earni8ng hasal kr rahey ahi pakistan aysta aysta forex trading me agaey ja rahey hai aut log forex trading kr rahey hai aur acha result hasal ho raha hai ap bhe forex trading karey proper learning ke baad acha result melay ga..
                    • #115 Collapse

                      forex asal me new generation ki job he or bht saray log is se paisay earn karrhe hen. ye aik trusted online business he jo k bht taizi se maqbool horha he
                      • #116 Collapse

                        pat nahi bai ye to kabhi bhi survey main nahi aya hay or agar main apna idea dun to main to samjhti hun kay shayad 1000 ya 10000 main say koi aik person Pakistan main Forex ko karta ho ga ya shayad janta ho ga,ya shayad is say bhi kam.
                        • #117 Collapse

                          gee bhai forex forum bohat acha forum hy me es forum pe new hoo aur trading sekh rahaa hoo jaha tk meraa khayaal hy mre khayaal se 20% log forex trading krty hy forex forum bohat acha forum hy
                          • #118 Collapse

                            dear abi tu pakistan mein new new hai teh kam or bht kam log krty ho gy meary khayal sy 3 percent log b trading ni krty ho gy yeh tu ap ko b pata ho ga k 40 percent logo k pass tu net b ni hai or bki bht kam log hain jo krty hain trading or yeh bht mushkil kam hai or abi bht new new hai lekin agy ja k 50 percent log tu kry gy na trading paka hai yeh
                            • #119 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: wafa24 پيغام ديکھيے
                              ap ka kya khayal hai kay kitnay percent log forex trading kar rahay hain aur wo forex trading ko shoq se join kartay hain ya majbori se kindly sub comments karain:cool:
                              Mere khyal sy pakistan main bhut kam log trading kar rahy hain aur ziyada tar ko forex trading kay baary main nahi pata iss liye tamam traders ko chahiye ko woh apny relatives aur friends ko forex k baary main seekhyen aur unn ko bhi forex sy earning ka mauqa den.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                mairy andazy sa pakistan main 30% log forex trading kar rahy ha or aishta aihsta % barhti ja rahe ha jo log forex trading main kama rahy ha wo or be logo ko bata rahy ha wo be karty ha join tu es tarha zayada log join kar rahy ha phaly tu pakistan main forex trading 10% be nai thi 10% be muskil sa thi per ab aishta aishta log join karny lag gy ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X