dear moderator maina Forex mai jab join kiya tha jab pak Forum new aya tha mai as a pakistani bohot khush howa tha jab ya forum aya Magar maina is mai work karna chor diya hai kyu ka mai dhekna cha raha tha ka aik mahina hone ka bad mujay is mai bonus miltay bhi hai ka nahi jo nahi milay hai is liya mai is mai ab work bhi nahi kar raha hun kia ya thek hai ka bonus mujay abhi tak nahi milay hai is ki kia waja ho sakti hai ap bata saktay hai ya phir mujay is baat ko karne ka liya kise or say contact karna hoga ?