humein pehlay CNIC ki English main translation karwani paray gi kisi translator sey aur phir uss trasnslation ko natary public sey attest karwana paray ga. jo ke kachari sey hoti hai aur aik green color ki stamp hoti hai. uss ke baad wo translation ka letter aur original CNIC ki color scanned copies send karni parti hai.