indicator k options

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Brother apka boht boht shukriya me newbie hon mene apke sart post pary mujy os me boht sa experience gain howa me ap se 1 request karta hon ap esi tarha achi tread post karte rahe.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      boht boht shukriya bhai ap ki post boht achi ha or boht easy bhi sub user or newbie ko forex trading samjhnay main boht easy rahay ga ap ki tmam post boht achi hoti han humay ap ki mazeeed post ka intzar rahay ga plz jald say jald new post share kray jis say hum mazeeeeed kuch sikh sakay
      • #48 Collapse

        Thank intended for sharing That information. main kafi time frame se check kar raha tha ke apni candle bars ka color kaisay change karon. aap ki iss post se mujhe kafi assistance mili hai aur maine ab apnay chart ki candle sticks ka color change kar liya hai.
        • #49 Collapse

          Give thanks designed for giving Which details. main kafi period of time ze look at kar raha tha ke apni candlepower unit night clubs ka colour kaisay transform karon. aap ki iss article ze mujhe kafi help mili hai aur maine ab apnay data ki candlepower unit branches ka colour transform kar liya hai.
           
          • #50 Collapse

            Appreciate for discussing The theory details. major kafi particular date sony ericsson relief kar raha tha ke apni candlepower unit night clubs ka colour kaisay modify karon. aap ki iss submit sony ericsson mujhe kafi help mili hai aur maine abs apnay information ki candlepower unit stays ka colour modify kar liya hai.
             
            • #51 Collapse

              indicator ka bgher ap aschi tread ni kar as sy ap andza ho jata hy ka market ki movement kas tarf hy aur kas tarf ja rahi hy as lay ap indicator ka bgher aschi tread ni kar sakty
              • #52 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                Dosto, agar ap meta trader 4 ko use kartay hain aur us may koi bhi indicator lagatay hain to us indicator ki window kuch is tarha say ati hay.

                [ATTACH=CONFIG]165[/ATTACH]

                is may agar ap ghor karain to 4 tabs hotay hain, pahla common ka, dosra input ka, teesra color ka aur chotha visualization ka, kuch aisay indicators bhi hain jin may is say ziada hotay hain, lakin abhi ap ko in char tabs k baray may batana chahta ho.

                Common: Is tab may sirf 2 option nazar a rahay hain, yeh option ap ko is lye diyay jatay hain k jo script wo indicator use karta hay aur jo programming wo use karta hay us ko allow kia jaye, aur agar wo koi file library say uthata hay to us ko bhi allow kia jaye, yeh technical option hain, aur kuch khas faraq nahi pata is say, is lye is par check laga rehnay dain, aur agar nahi laga to laga dain.

                Input: Yeh bohat important hota hay, is may ap apnay indicator may jo bhi changes karna chahtay hain wo likh saktay hain, yani is ko hum indicator ki modification bhi keh saktay hain, jaisa keh is picture may likha hua hay. Har indicator ka input alag hota hay.
                [ATTACH=CONFIG]166[/ATTACH]

                Color: Is tab may ap apnay indicator ki lines wagaira k color ko change kar saktay hain, yeh is lye zaroori hay keh agar ap k indicator may do ya do say ziada lines ho to ap ko pata chal sakay k konsi line kia kar rahi hay, dosri baat yeh k agar ap koi dosra indicator bhi use kar rahay ho sath may to us ki lines aur is ki lines alag alag color say identify ho sakay. jaisa keh is picture may dikhaya gaya hay.
                [ATTACH=CONFIG]167[/ATTACH]

                Visualization: Yeh bhi aik important tab hay, is may ap ka by default to is picture may dekh saktay ho,
                [ATTACH=CONFIG]168[/ATTACH]
                Lakin agar ap chaho to apni marzi k time frames bhi select kar saktay ho, jaisa keh All time k option par click karo gay to baqi k saray sections active ho jaye gay, jis section may nahi dekhna to us ko uncheck kar do.

                I hope sab ko yeh thread pasand aye hogi. Any related comments are welcomed.
                My Dear brother ! Ma ap se ya bat pochna chahta ho ka mt4 me indicators basicaly kiya kam karty han or in se or in ka istemal kis leya kiya jata ha or hum is se apni new strategy kasy develop kar sakty han. Ap ka bnaya howa thread bohat car-amad ha ap is bary me mazeed tread bnay. Sukriya
                • #53 Collapse

                  it is a normal thing to be able to experience if your current broker offers no warranty against it. connection to the internet can be unstable within several countries, consequently the broker politicy Concerning this must to pay just about all possibilities.
                  • #54 Collapse

                    asslam o aliku bhaii jaan G han members ya indicator hamarey trading main b madad karta ha lakin kyon kay mainaik new member hon is leya man nay abhi tak apney na to trading ko star kiya ha or na is main kbi indicator ko use kiya ha is shukriya
                    • #55 Collapse

                      Thanks for sharing very informative thread. Many people will take the advantage of your post. Myself was not aware of these technical skills, so now I am able to understand the Indicator options, I hope the others will take the benefit of this thread.
                      • #56 Collapse

                        bohhti acha kam ker rhay how app say kafi kuch nya sekhny ko mla sub say best moving avrage kon ce hoti hay app agg tik forex say kitan kmaya or loss kya plese past your histrry app kay pass kafi nolage hay
                         
                        • #57 Collapse

                          thakns sharing infamiton app bohit ach kam ker rhay hay koi assa indacater hay jus istmal ker kay 100 percent profit outaya jay please sher me i wating for you forex is a best jobs indacater is a best statgy hay
                           
                          • #58 Collapse

                            create kar k ap na share ki hy new user ko to is se baot infornation mili ho gi ab kisi ko ye pochny ki zarort nahi pary gi k indicator ko kis tra set kiya jata hy nice post dear isi tara post create kar k share kartendicators ka option show nahi hora hain . main ksy show karo mara indicators ka option ? my Instaforex ka user hu. rahen
                            • #59 Collapse

                              Brother RSI Indicator hy mt4 main usko kis tarah use kia jata hy koi mari help kery ga plzzzzzzzz
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                yes indicator ko used karne aur install karne ka ap na sahi trakea batyea hain new mamber ko ap ki is post sa indicator ko install karne aur us ko set karne main kafi help mile gai main is trah sa he indicator ko used karta ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X