Indicator and robot

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    bhai jan forex tarding business men aik to robot trading hoti hy or aik indicator trading agr ap forex men success hasil krna chahty hen to indicator use kren q ky indicators market ki theek direction btaty hen or ap ko knowledge or experience hota hy jb ky robot khud trade krty hen or zayada tr loss hihota hy robot use krny sy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      gi brother app indicator or robot say madad le saktay hain or apny samaj boojah istmal kar kary profit gain kar sakty hain
      • #153 Collapse

        Forex trading main robot aur mukhtalif indicators use keay jaatay hain jin ki wajah say trading ko profitable bananaay ki koshish ki jaati hay robot purana trading ka tareeka hay laikin aaj kal kay dor main manuial trading sub say best hay
        • #154 Collapse

          Dear, I think Bollinger band,MA,MACD,RSI is a good indicator..I personally follow it for good return and I think EA's are good for taking idea but not as good as you give the control to them and go to sleep.
          • #155 Collapse

            main robot ko like nahi karta ho main to indicator ko used kar raha ho indicator ki help sa hum market ko zayda best samaj sakte hain aur long term ka laye market ko samaj kar trade kar sakte hain jis sa acha profat ho ga aur is sa hum ko experince be sub sa zayda ho ga
            • #156 Collapse

              ji han bilkul ap apna bounus barhana chahte ho to apni is forum ka refer wala link ap age parmote karte jaoo or b posting kare ge to ap ka bonus main izafa hota jaye ga
              • #157 Collapse

                haan g q nahi app sahi keh rahay hain k ager app indicators se bhi help lain aur robot se bhi to zahir hay k app ko aik acha result milay gay aur app trading mai kamyaab bhi hoo saktay hain
                • #158 Collapse

                  dekhein dear robot ka to nahen maloom hai lekin mein nay yahan pay indicator zaroor use kiye hain or in say mujhy kaafi had tak faida b howa hai taa kay mujhy loss na ho or main yahan pay khud ko acha trader bana sakoon. thankssssss
                  • #159 Collapse

                    Dear friend aap ne kaha hai k indicator and robot to mai is baray main youn kahoonga k indicator aur robot dono mai koi farq nhi hai hamay dono hi use krnay chahaiye trading mai profit hasil krnay k liye.
                    • #160 Collapse

                      g bha g mn ny dono ko he use kiya hwa hy indicoatr s ko bhi or robots o bhi, or mnyedaihka hy k ye indicaotrs bifailh o jaehn gold ki movemnts py, or sath he ap agr robots k apochen tu mn ny ek 2 rbos us kiye thy demo py tu mn ny ye daikha k yeorbots bhi bs wailey he hn, thanks for ntousing them :D
                      Spend Each Day Trying To Be A Little Wiser Than You Were When You Woke Up.
                      :) MR. TRADER :)
                      • #161 Collapse

                        mera forex main zayda experince to nahi hain but main ja he kahi ga ka robot ko used mat karo kyon ka robot sa hum acha earn humesha earn nahi kar sakte hain but agar koi acha indicator ho aur sath main hum apna experince used karo to humesha forex sa earn kar sakte hain
                        • #162 Collapse

                          first of all ap ko automatic trading software ya phir jis ko app robot bhi kehtay hai buy kerna paray ga free nahi hota aur is k bad dosri baat yeah hai k automatic trading software ya robot bhi indicators ki basics per hi chalta hai aur 50/50 ki ratio say hi kam kerta hai agar indicators strong hon to us hisaab say strategy apna leta hai jo k app khud betar tareqay say ker saktay ho.
                          • #163 Collapse

                            indicators app hamesha manual trading mai use kerte hai aur automatic trading yani robot koi bhi indicators nahi use kerta hai.robots ko trade kerwane ke liye equity ziyada hone chaiye jabke app manual trading kaam capital se bhi ker sakte hai market mai.
                            • #164 Collapse

                              mere khayal me tu agar aap be robort use karna he tu aap is volume .01 set kare or apne indicator bhi use kar Java robort aap ko oder de waha apne indicator se bhi aidia me me or or agar dono same jawab de tu sat manually bhi order lava le
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Dear agr ap rebot use kar rehe han to asa kar sakty han par m rebot use ni kar raha hon m khud trading karta hon jtna knowledge or experience suna ha wo demo m apply kar raha hon trading k samj aa rehe ha ab real m b karn ga
                                Be safe .its a dangerous market out there...:D

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X