Kya Robot trading Islam Main thik hai ya nhi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Wase to har kisi k apne apne views hain magar mere khayal se ye kam ghair munasib aur na jaiz hai kyun k Islam mein apne haton k zariye mehnat kar k kamane ka hukam hai jabke isme sara kam khudkar tarike se hota hai isliye mere khayal se auto trading karna ghalat hai. thanks.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Dear forex member mary khyal main to robot trading islam main theek hy kyonkay ham agar is se profit hasil kartty hain to us kay badly us ka commishon be pay karty hain aur jis taran ham koi labour use karty hain to unhain un ke wages pay karty hain
      • #153 Collapse

        Dear mary khayal ma robat automated trading ki islam ijazat nahe data r humay apna km kud karna chaye r sabar karna chaye ku ka sbar ka phall ALLAH zaroor data ha.....
        • #154 Collapse

          robot trading islam main thek hai meri souch k mutabik baki ka muje to pata nai kyue pocha hain toh baaz ne kaha k teek hain baaz ne ka k nahi so mujhe sahi malumat nahi is k barey hope jis ko pta ho
          • #155 Collapse

            nahi my dear bother ap robot sa nahi real trading karo my dear bother best hy kaho k online ma Islam ma thik nahi hy ap real work karo hard work kr k bother
            • #156 Collapse

              G han dear mere khyl mai to robot trading agar islam mai thek b ho to then b humain robot trading nahi karni chahye robot trading aik bohat hi ziada risky trading hai humain hamesha trading apni skills ko use kar k karni chahye na k kisi robot pe depend karna chahye
              • #157 Collapse

                Robot me loss k chances kafi ziada hoty hain q k robot sirf technical analysis py kam krta ha jb k profit k lye ap ko technical or fundamentla analysis dono ko dekh k kam krna hota ha. is lye robot sy bhtr ha ap khud orders lgao or Islam me jaiz ha ya nhe is bary me nhe pta lekn is me loss bht ziada hota ha
                • #158 Collapse

                  g han islam robot trading ki ijazat data ha kese zara goor say sunye ga

                  har wo kam jo ky bgair kisi mehnat ky kya jye wo islam main galt ha or wo paisa jo ky bgair mehnat ky hasil ho interest yani sood kehlata ha or forex trading main profit base work hota ha es lye forex trading jaiz ha


                  ab baat karty hain roobot ki jesa ky ap logo ka swal yeh ha ky roobot say kam karna galt ha ya nai ha

                  roobot ko trading main use karna islam main jaiz ha chahy wo profir he dy ya loss bhe kary because es ki ek bari waja ha wo yeh ky roobot ko ham ek cost per buy karty hain or pher es say kam start karty hain means its not free of cost

                  es ki misal esy he ha jesy ek shaks ny factory lgai ha or ek machinery buy ki ha or us say wo bgair kuch khud kye kam leta ha or us ky kam say profit hasil karta ha or ager wo kam galt kary tu usy loss bhe hota ha

                  i hope friends ap samjh gye ho gye or ager koi ghalti ho gai ho ya koi baat add karny wali ho then send me feed back
                  • #159 Collapse

                    yeh aik boht acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un k liy boht acha hy aur ap ka thread bi boht acha hy muj ko ess mein seekhny k liy boht kuch mila hy aur mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon thnx dear but aap iskey baarey mai kis aalim sey pucho
                    • #160 Collapse

                      my dear friend , insan ko apna kam kud karna chahiya . insan ko kud mehnat karni chahiya . kud ka uper depend karna chahiya. jo shaks mehnat karta ha Allah us ka sillah usay zaroor dyta ha. mehnat kbhi bekaar nh jati
                      • #161 Collapse

                        nao dear robot trading galt hai agr insan ki jaga robot work karein to insaan sust ho jay aur paisy ka galt use kerna start ker deta hay is liye robot ko apne aur trading k bech na lay tpo best hay insan ko khud menat ker k earn kerna chaye nak robot sy naqi bht sy social evil create ho jay ge
                        • #162 Collapse

                          ge robot trading islam main thek hai meri souch k mutabik baki ka muje to pata nai kyue k robot sirf apko sirf profit nai daita balkay loss b daita hai sath sath, kuch log rebot se kafi acha profit b la rahay hai. ,,,....,
                          • #163 Collapse

                            jahan tak mera khayal hay robot trading theak naheen hay q k is main ap khud say kuch naheen karty hain or apko faida hota rahta ahy apkoc ahhey k ap manual trading hi karian jis main ap market trend ko bhi follow kar skaeen or aik achi say achi trade laga sakeen is main
                            • #164 Collapse

                              robot trading ka matalab he auto trading jis me ap ki shmaolyat na ho is se hamari life me or hamari earning me koi haram wala impact ni hota btt humy is se aboid he rrehna chahye 0r apni own self base pe trading karni chahye haar kisi ko allah ne mined dia he wo sochy samjy or is ko analysess kary.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                g nahin bilkul ijazat nahin deti robo trading ki ijazat na to islam main hai aur na he forex main q kay hamesha mehnat se kaman ki ijazat deta hai islam aur mehnat se kamaya hua paisa he halal ka pasia kehlata hai so dont do robot trading

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X