Forex Trading Kiya hai.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Kiya hai.
    Forex, ya foreign exchange, ek international currency market hai jahan currencies ka exchange hota hai. Is market mein currencies ko khareedna aur bechna hota hai. Ye duniya ka sab se bara financial market hai jahan har din trillions dollars ki transactions hoti hain. Forex market 24 ghante kaam karta hai, aur traders duniya bhar ke banks, financial institutions, governments, aur individuals ismein shamil hote hain. Is market mein currencies ke sath-sath commodities aur indices bhi trade kiye jaate hain. Trading platforms aur brokers ke zariye traders apni trades execute karte hain aur profit kamate hain.

اب آن لائن

Working...
X