Strategy hoti kia hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    strategy mean kese situation ke mutabiq apny mind se esi konsi hikmat-e amli use ke jay jo us waqt ke situation k mutabiq hon oor hum us se profit kerly.
    Esly strategy bnana he perti hy oor usko follow bhe kerna chahey...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Thank for sharing strategy information. Ap ki is information se humein theek tariky se apni strategy ka use karna a gya hai or bohat se new traders or old trader is se faida hasil kar sakty hai. Humein Strategy ka theek tariky se matlab pta lag gya hai. Or strategy ki forex trading me bohat ehmiat hai.
      • #33 Collapse

        bai jan stargty ek plan hoita ha k trading kis tarha karny ha or kuch nahiu hota ha yani hum soch lety ha k humy is m is tarh trading karny ha phir hum ager us traha trading karty ha ager method sahio ho tu aca profet milta ha ager sahi na ho tu loss
        • #34 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mazprofx پيغام ديکھيے
          bai jan stargty ek plan hoita ha k trading kis tarha karny ha or kuch nahiu hota ha yani hum soch lety ha k humy is m is tarh trading karny ha phir hum ager us traha trading karty ha ager method sahio ho tu aca profet milta ha ager sahi na ho tu loss
          Bohat shukria k ap nay hum logo ko bata diya keh strategy asal may hoti kia hay, ap zara zahmat kar k aik strategy bana kar to share karain hum sab k sath, may jo bhe thread open karta ho to us ka maqsad learning hota hay, ap logo k lye zaroori nahi hay keh ap lazmi koi keera nikalo us may say, ya phir lazmi comment karo, agar ap related comment ya question nahi kar saktay ho to apni philosophy mat jhara karo.
           
          • #35 Collapse

            Strategy basically apka tareeka e kar hota hai trading krne ka agar apka tarika acha hota hai to log bhi use use krte hai jis tarhan aj hum kai sari strategies wakif hai usi tarhan yeh strategies bhi kisi na kisi discover ki hogi.
            • #36 Collapse

              dear you r right k strategy ek way hai jis pe chal k kam krne se hmare samne path clear rehta hai galti k chances km ho jate hein strategies kam krne ka shi way btati hein aur yeh bhi like ek formule ka role play krti hein kam k liye aur agr ap strategies se pehle ap apni planning strong kr lein tu kam 100% right ay hota hai so forex trading main kam krne k liye base strong honi chahye
              • #37 Collapse

                buddy buddy buddy stategy is the thing to creat somehing ya opportunity keh saktay hain ya planning keh saktay hain ap sooo jis se ap ko ak ideea milta hai k invest kerain ya na kerain bss apko idea de k ye hasil hota h k ap ki startegies theak bani hain k nai jab ap k profit a jae to samajh jain k apki strategies fit bani hain and implement again and again
                • #38 Collapse

                  bhai app nai bilkul sahee wazahaat ki ha kyun strategy forex trading ki jaan ha trader nai har cheese ko zain main rakhna hota ha kay apnay capital kay motabiq kitnay volume ki aur kab trade open aur close karni ha kitna profit lay kay nikalna ha aur kitna loss bardasht karna ha
                  • #39 Collapse

                    Boht achi information ap ne traders ko provide ki he, strategies se hum apni trading ko improve karany ki kohsish karty hein, trading strategies ko pehly hum build karty hein trading software use kar kay ya phir demo account pe trading kar kay.
                    • #40 Collapse

                      Strategy hoti kia hay?

                      Hikmat e amli ka ek time duration hota he jis k doran ap ne trading karni hoti he, or is trading ka result b hikmat i amli k time k matabik ata he. Misal k tor ap pehlay market anaylsis krtay he k mahol buy ka he ya sell k or kab tak rhay ga, or phir ap trading krtay hen or agar ap anaylses thek he to ap ko faida ho ga agar ap ne anaylses ek month ka kia he or rusult hour k bad dekhna chah rhay he to yakenan ni milay ga.... stategy se pehly anaylses hota he or phir stategy bnai jati he.......
                      • #41 Collapse

                        strategy method hai struggle towords success strategy planing hai aur startegy hai apne goals ko achive karne ka tarika hai aur strategy way out hai complex sitution main apne problem se successfully nikalne ko strategy kehte hain aur ye strategy base karte hain tech analysis aur fundamentals news par
                         
                        Last edited by ; 03-03-2014, 01:03 AM.
                        • #42 Collapse

                          strategy se murad wo method he jis method se ham log kam karna chty sero karty hen or agr hamry strategy achy ho gi to ham forex ke business se boht sa profit hasil kar sakty hen or hamry achy strategy se boht se logo ko faida ho ga.
                          • #43 Collapse

                            strategy forex mein backbone ki hesiyat rakhti hey aur eik forex trader ko chahiye ke wo forex ko achhi tarha samjhe aur fir apne profit ke liye khas planning jore
                             
                            • #44 Collapse

                              streagty ap k plan ko kehtay hai jaisa k mera plan hai k mai is mai kam karnay k liya or apna balance secure rakhny k liya is mai ik apna daily profit target low rakhta hu jo k ap k liya acha hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                friend apne boht ache se strategy k hawale se samjhaya boht khub aap ki as threads se hum sab traders ko achi knowledge meli strategy matlab aik plan bhi ho skta hai wese tu apne boht ache se samjhaya lekin men yeha aik aur bat add kerna chahonga trade k doran agar market humari faver men na aae tu hum ko hmisha plan b bhi rakhna chaye ye zehin men aur wo har trader apne mind se set kerta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X