Maeshyat aur currency ka taluk

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Maeshyat aur currency ka taluk
    Jis mulk ki maeshyat jitni mazbot hogi uski currency utni he strong hogi aur us mulk mein dollar ka rate utna he kam hota jaega jese pakistan mein maeshyat kamzor hai to dollar roz ba roz barhta ja raha hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Maeshyat aur currency ka taluk

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ghaffarr پيغام ديکھيے
    Jis mulk ki maeshyat jitni mazbot hogi uski currency utni he strong hogi aur us mulk mein dollar ka rate utna he kam hota jaega jese pakistan mein maeshyat kamzor hai to dollar roz ba roz barhta ja raha hai.

    bhai aisa nahi hai. ap jis pair pay trade karo gay us ki news ko daikhna hai bus Yeh dunu cheezay fundamental anlaysis main ati hai. jab ap ki economy strong ya weak hogi tu ap k trading karny waly currency pair pay asar andaz hoga. or sath main ap ki trading mai up and down daikhny ko mily ga esleye jo achy trader hai woh apny pair ki currency k baray main up to date rehty hian un ko pata hota hai country main kiya event hony waly hai or economy kis taraf ja rahi hai phir he woh trade karty hain.
     
    • #3 Collapse

      Re: Maeshyat aur currency ka taluk

      Mulk ki maeshyat ka mazboot hona bhut zarori ha ku k il mulk ki currency mazboot ho gi lakin agr bat karin pakistan ki tu pakistan ki maeshyat kamzor tar hoti ja rhi ha jis waha cy dollars ay din barh rhy hen. Or baki chezu ka rate bhi barh rha ha.
      • #4 Collapse

        Re: Maeshyat aur currency ka taluk

        Maeshyat aur country ka taluk bahut jyada hota hai kyunki kisi bhi country ke fund rate aur uski currency strong hone se aye uske halat bahut best hote hain aur usne Koi berojgari nahin hoti everyone nimber achha kaam kar raha hota hai aur achi earning ke sath achi life aur acchi settlement hoti hai isliye country mein uski currency strong hona best hai
        • #5 Collapse

          Re: Maeshyat aur currency ka taluk

          اصل پيغام ارسال کردہ از: sajjad77 پيغام ديکھيے
          Mulk ki maeshyat ka mazboot hona bhut zarori ha ku k il mulk ki currency mazboot ho gi lakin agr bat karin pakistan ki tu pakistan ki maeshyat kamzor tar hoti ja rhi ha jis waha cy dollars ay din barh rhy hen. Or baki chezu ka rate bhi barh rha ha.
          Dear Mashiyat kisi be country ki halat ko kehty hain kay woh kis kadar economical strong hai. us country kay halat kaisy hain yeh sub ap ki country ki import export or business plan pay depend karta hai tu jab ap ki country ki economy achi hogi tu obviously ap ki country ki currency b strong hogi or esi leye jab trader trading karty hain tu apny pair ki currencies or us mulk ki economy ko zaror read karty hian tab un ko pata chlata hai kay kis trend pay trade ki jaye.
          • #6 Collapse

            Re: Maeshyat aur currency ka taluk

            bikul baja kha ap ny kisi b mulk ki terqi ky lye uski cuurency ki value ka zaida hona basic rule hai ager mulk ki cuurrency ki value zaida hogi tu mulk traqi kry ga.lakin Pakistan mi cuurency ki value dollar ky muqably mi kbi bhi mustahkm ni hoi.iss lye hmari econbomy aj b khasary mi hai
            • #7 Collapse

              Re: Maeshyat aur currency ka taluk

              Economy jis mulk ki jis kadar strong hogi tu pair main woh currency humesha strong rahy gi or zaida se zaida us ka trend heavy rahy ga dosry currency kay mukablay main tu trader ko asani hoti hai kay woh chose kar sakay kay trading mai kon sa pair heavy rahy ga.Ap apni trading main jis pair ko chose karty hain tu ap ko pata hona cheye kay woh pair ki economy kaisi hai us mulk kay halat ap ko pata hona cheye.
                 
              • #8 Collapse

                Re: Maeshyat aur currency ka taluk

                Agr ksy country k maheshat bahtar ha to us mulk k currency b bahter hogy q wo mulk bramdad or dramdad mn tawazun rkta ha or us mulk mn manghay na hony k brabar ho gy
                • #9 Collapse

                  Re: Maeshyat aur currency ka taluk

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ghaffarr پيغام ديکھيے
                  Jis mulk ki maeshyat jitni mazbot hogi uski currency utni he strong hogi aur us mulk mein dollar ka rate utna he kam hota jaega jese pakistan mein maeshyat kamzor hai to dollar roz ba roz barhta ja raha hai.
                  Kisi bhi country ki economy ka uski currency per bahut jyada effect hota hai aur Jab Bhi economy strong ya weak hoti hai to use country ki currency ki value be increased yah decrease hoti hai Aur Kisi country ki currency ko increase hone ya na hone Mein use country ki currency ki bahut jyada value hoti hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Maeshyat aur currency ka taluk

                    lazmi baat ha mahishat ka currency se gehra tahluk ha, me yahan apni rae ka izhar karonga, me japan me reh k aaya howa hon wahan ki baat karonga jese is saal wahan pe olympic games munaqid honi hen jis ka bahot ziada un ki economy pe asar hoga aur un ki mahishat behter hogi , jesa k aap ne note kiye hoga in dino hi JPY kitna dtrong ja raha ha, aur mere khayal me jpy aane wale dor me bahot ziada uper chala jae ga,,, isi tarah her mulk ki mahishat bahot effect karti ha us ki currency per,,
                    • #11 Collapse

                      Re: Maeshyat aur currency ka taluk

                      Maeshyat ap ki depend karti hai ap kay fundamental anaysis pay ap kay fundamental analysis jis kdar achy hogay ap market ka trend asani se samaj sakty hain. ap ka pair ager koi be hai tu ap ko just apny pair ki news ko follow karna hog. ap kay pair ki news jis kadar achi aye gi woh us kadar strong hogi esleye ap cross pair kay baray main be mazeed learn karain gay tu ap ko asani se samaj aye gi .
                         
                      • #12 Collapse

                        Re: Maeshyat aur currency ka taluk

                        maeshyat or currencies ka apas me gehra taluk ha jub kisi countries ki maeshyat me manufacturing increase ho rehi or export import se zeyda ho rehi ho or employment zeyda or unemployment rate kam ho tu aisi countries ki economy strong hoti ha or economy strong hone ki waja se is countries ki currency bhi stable or strong rehti ha ager economy par negative asar par jae tu currency ki value kam hona start ho jati ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Maeshyat aur currency ka taluk

                          Kisi b molk ki currency uske mashiyat k sat directly related hai.jis molk mai mashiyat ziada ho aur mazboot ho uska dosre molko se ziada talokat hote hai aur o apasme acha trade karte hai aur ik dosre se transportation b rakte hai aur o mamalik jinki mashiyat kamzoor ho o na to dosre molko k sat karoobar kar sakte hai aur na hi unme transportation hote hai to dosto mashiyat aur currency ka apasme gehra rishta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Maeshyat aur currency ka taluk

                            My dear member ismein yah baat puchi gai hai ki marshart aur aur currency ne kya Fark hai agar currency badhegi tu to marshart bhat gi kyunki mashiyat ka sara anusar currency bar hota hai jitni Diya da currency ki niyat hogi itni yadda marshart bade gi isliye kisi Mall ki mashiyat ke a badhane ka ka fan asar uski currency value per hota hai han mulki apne currency hoti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Maeshyat aur currency ka taluk

                              Kisi bhi bull ki economy ka uski currency ke sath bahut bada Ling Hota Hai Hai Duniya Mein Tamam Malik koshish Karte Hain Ki vah Apne reserves ko gold Mein yah dollar Mein rakhen Kyunki yah do chijen aisi hai jo do Puri Duniya Mein Chalti Hai Jab Kisi mulky economy kamjor Ho Jaati Hai to uski vajah Se rupaye Ke Upar bahut dabav padta hai aur aur rupaye ki value Kitna Shuru Ho Jaati Hai iska matlab yah hai ki agar aapane dollar purchase karne ho to dollar mahanga Hona shuru ho jata hai aur rupaye ki value kam Ho Jaati Hai dollar purchase karne ki vajah yah hoti hai ki agar aapane import ki payment karni ho ya bahar se koi chij mangwani ho ya Pakistan government Nahin Agar loan ke repayment karni ho to vah Dala Mein Hogi aur Kyon Ke country ki main dollars ki supply shot Hogi to price dollar Ki Hai ho jayegi aur rupaye ki value kam ho jayegi isiliye strong economy Agar Ho Kisi Mulki to to use Mulk ki currency bahut strong Hoti Hai dollar ke against

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X