h4 time frame chart per ziyda kharidi gayi price ki waja se audusd ki price 0. 6900 ki laagat se gir gayi main ne chand ghantay pehlay monitor kya tha ke audusd ne mandi ki simt main is time frame chart ki moving avereg linon ko uboor kya hai aur yahan tak ke rsi indicetor ki qadr bhi is waqt apne darmiyani satah se neechat hai mandi ke rujhan main moving averge linon ka yeh cross over aik jaal lagta hai kyukay aud usd ne sirf 0, 6755 ki support level ka tajurbah kya aur bulsh pan baar candle banaya aakhri mom batii taiz hai taham mojooda candle main price 50 ema line se ooprt chal raha hai lehaza hamain is tijarat ke band honay ka intzaar karna chahiye agat yeh 50 ema line ke ooper band hota hain to aap usay 0. 6900 ki price tak khareed sakte hain pichle haftay main main ne audusd per jarehana taizi ki sar garmion ka mushahida kya kyukay price bohat ziyada barh gayi thi aur audusd ne 0. 6900 ki muzhamt ko chho liya tha lehaza is muzahmati satah per rsi indicetor ne apni ziyda price ko chho liya is liye price ziyada kharidi gayi pichlle teen dinon main is tijarti jore main price ki islaah ke liye hum ne mandi ki sargarmion ki nigrani ki aur kal aud usd ne support ki satah ko chho liya aur price is ke ooper band hogayi daily time frame chart ki aakhri momo batii maim audusd ne kuch taizi ki sargarmi dekhayi to yeh aik pan baar candle hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим