یورو / جاپانی ین: مارکیٹ کی تازہ ترین معلومات

No announcement yet.
`

یورو / جاپانی ین: مارکیٹ کی تازہ ترین معلومات

Theme: Eur/jpy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    Re: Eur/jpy

    Aslam o alaikum pak forum forum friends kesy hen ap sab log. ummid karta hon ap sab thek hon gy. aj tuesday hai or es week ka aj dosra din hai. ap log trading sy profit kar rahy hon gy. aj hum es post main EURJPY ko analysis kren gy.

    EURJPY H4 Time Frame

    aj hum Eur / Jpy ko H4 time frame main analysis karen gy. main ny analysis kaliye mt4 main rectangle tool or CCI indicator ka istamal kia hai. Aj eur / jpy bullish trend main trade karta raha . aj Eur / jpy market main buyers strong thy. buyers ny eur / jpy ko ko 139.00 sy 142.00 tak upward ki tarf ly ay. es waqt eur / jpy 142.05 py trade kar raha hai. EUR / JPY h4 time frame main apny resistance area main 142.50 pay khara hai . yahan sy market thora nechy a sakti hai. Eur / jpy traders ko buy ko achi trade mil sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_2023-02-07-09-06-03-96.png
Views:	1
Size:	66.5 کلوبائٹ
ID:	12448212

    agr Eur / jpy apni support wali price 141.50 ko retest karta hai to phir achi trade mil sakti hai. es ko mazeed analysis karny kaliye main ny chart main CCI indicator ko istamal kia hai. ap chart main dhek sakty hen CCI indicator 100 Level sy nechy ki tarf aa rha hai. or abi level 0.00 k nazdek hai. yahan sy buy ka signal mil raha hai. ap 141.50 py retest py confirmation k sath buy kar sakty hen apka take profit 143.50 jo k 170 pips banta hai or stop loss 60 pip ka jo 141.00 py laga sakty hen.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      Re: Eur/jpy

      Eurjpy ne aik bar phir 142.70 par 124.40 se 148.40 tak up tang ke 23.6 % fibonacci retracement level ke qareb aik mazboot muzahmati satah payi hai, jo mukhtasir muddat ke istehkaam ke ilaqay ki balai had ke tor par bhi kaam kar rahi hai. is jore ne pichlle do sishnz mein taweel mudti hum ahangi masalas ko ulta kar diya, lekin aisa lagta hai ke yeh taajiron ke liye aik ghalat taizi ka nishaan hai.

      Takneki oscillators ke mutabiq, rsi misbet khittay mein neechay dhal raha hai aur 50 ki neutral had ke qareeb khara hai, jabkay macd kamzor raftaar ke sath sifar ki satah se oopar tik raha hai.

      Agar baichnay walay faisla kin tor par down trained line ke neechay aur 200 din ki saada moving average (sma) 141.00 par band honay ka intizam karte hain, to 139.90 support qeemat ko 139.20 ke 38.2 % fibco ka saamna karne se rok sakti hai. is se nechay girnay se, 138.00 par channel ki nichli baondri 137.40 aur 136.35 ke 50.0 % fibco ki taraf mazboti se mandi ke liye outlook ko muntaqil karne se pehlay ziyada tawajah mabzol kar sakti hai .



      Click image for larger version

Name:	eurjpyw.PNG
Views:	1
Size:	165.5 کلوبائٹ
ID:	12448287
         
      • #723 Collapse

        Re: Eur/jpy

        EUR/JPY Technical Analysis:



        H1 Time Frame pay EUR/JPY pair price sell movements start karnay k baad again 140.37 Pivot point levels say 2 baar declined honay k baad upward movements ko start kar chuki hai. Chart pay agar ham custom indicators k signals ki reading karaty hain to Stochastic indicator 20 aur 80 levels k darmiyaan rebounding aur bouncing kartay huway normally signals show kar raha hai. MACD indicator bhi chart pay normally signal show kar raha hai, laikin agar current position bullish movements ko start karty hai to chart pay price ka next target ooper 141.87 aur phir usk baad price mazeed 142.29 resistance zones ho saktay hain.

        Agar current cost rebounds hoty hai, aur sath chart pay pivot point areas ko sell breakout karty hai, to chart pay price ka next target neechay 139.66 aur phir usk baad price mazeed 139.24 support zones honay k chances ban saktay hain. Mairy predictions k hisaab say price ka major trend up hai, aur sath price 50 SMA k ooper running kar rahi hai, is liye chances hain k price ka next target ooper resistance levels ho saktay hain.


        Click image for larger version

Name:	h1.png
Views:	1
Size:	46.1 کلوبائٹ
ID:	12448729


        H4 Time Frame Analysis:



        Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	56.3 کلوبائٹ
ID:	12448730


        Oper H4 Time Frame pay Ham aik Screenshot ki help say daikh saktay hain k EUR/JPY pair price sell movements start karnay k baad again 140.37 Pivot point levels say 2 baar declined honay k baad upward movements ko start kar chuki hai. Chart pay agar ham custom indicators k signals ki reading karaty hain to Stochastic indicator 20 aur 80 levels k darmiyaan rebounding aur bouncing kartay huway normally signals show kar raha hai. MACD indicator bhi chart pay normally signal show kar raha hai, laikin agar current position bullish movements ko start karty hai to chart pay price ka next target ooper 141.87 aur phir usk baad price mazeed 142.29 resistance zones ho saktay hain.

        Agar current cost4 Hours Chart Pay rebounds hoty hai, aur sath chart pay pivot point areas ko sell breakout karty hai, to chart pay price ka next target neechay 139.66 aur phir usk baad price mazeed 139.24 support zones honay k chances ban saktay hain. Mairy predictions k hisaab say price ka major trend up hai, aur sath price 50 SMA k ooper running kar rahi hai, is liye chances hain k price ka next target ooper resistance levels ho saktay hain.


        Shukrya.
           
        • #724 Collapse

          جواب: Re: Eur/jpy

          EUR/JPY TREND

          EUR/JPY D1 CHART OUTLOOK;

          Hello FRiends kaisy ha ap sy umeed ha ka sb kheriyat sy hon gy. dosto aj hum EUR/JPY pair ki market ma price value ka bary ma discuss kary gy or ma ap ko is pair ki prices ka bary ma inform karu ga. Daily chart par EUR/JPY pair prices pivot point 140.66 ka area ko breakout karty huye resistances level 140.95 ka bulish par 140.92 par upward movement ko jari rakhy huye ha. chart par stochastic indicator buy price correction ka signal show kar raha ha. Daily chart par MACD indictor bhi confirm buy ka hi signal show kar raha ha . Agar daily chart ka matabak current position apni movement ko up ward ma continue rakhti ha to phir prices ka next target uper 141.12 or phir us ka bad mazeed uper 141.41 resistances zone hony ka chance ha. Daily chart par EUR/JPY pair ki moving everege value 141.33 ha or green dot value SAR 140.25 ha.

          Click image for larger version

Name:	jpy d1.PNG
Views:	1
Size:	35.7 کلوبائٹ
ID:	12448750

          EUR/JPY H4 CHART OUTLOOK;

          Hourly 4 chart ka matabak EUR/JPY pair price market ma central line pivot point 140.66 ka area ko buy breakout karty 140.86 par apni movement ko continue rakhy huye ha. Agar hourly 4 chart ka matabak current position apni movement ko up ward ma continue rakhti ha to phir prices ka next target uper 141.12 or phir us ka bad mazeed uper 141.41 resistances zone hony ka chance ha. hourly chart par agar prices bounced hoti ha or pivot point 140.66 ka area ko breakout karty huye nechy ati ha to phir market ma sell movement ka open hony ka chances ha or phir prices ka next target nechy 140.37 or phir us ka bad mazeed nechy 140.20 sport level hony ka chances ha. Mery tagarby ka lahaz sy market ma prices ka main trend up ha or resistances level ko test karna ha. Hourly chart par EUR/JPY pair prices ki moving everege value 140.76 ha or green dot value SAR 141.88 ha.


          Click image for larger version

Name:	jpy hourly 4.PNG
Views:	1
Size:	33.7 کلوبائٹ
ID:	12448751
             
          • #725 Collapse

            Re: جواب: Re: Eur/jpy

            Aslam o alaikum pak forum membrs kia hall hai. umid karta hon ap sab thek hon gy. aj friday hai or kuch hours bad forex market close ho jay gi. es post mein hum eur / Jpy ko analysis karen gy.

            Eur / Jpy Analysis

            mojooda haftay ke liye eur / jpy trading range mein koi tabdeeli nahi aayi hai, aur agar aap h4 chart par nazar dalain, to is range mein seedh abhi bhi mujhe tijarti mawaqay ke tor par pasand nahi kar rahi hai. qeemat gape zone ( nishaan 141. 51 ) ki nichli had se neechay waps aayi, jisay hum ne pehli baar paiir ko tijarat ke aaghaz par dekha, bawajood is ke ke manfi tehreek ki taraqqi ke liye manzar naame ke pehlay nuqtay par cross kaam kar raha hai. taham, euro yen kaam nahi kar saka, is liye janoobi taraqqi par mazeed cheeze nahi theen. qeemat ko tarteeb mein 141. 30 ki satah se neechay tay karne ki zaroorat hogi .intizamaa ko hataane ke liye, jo is simt mein zigzag ki taraqqi ke liye halaat qaim kere ga. taham, gape zone qareeb hai, aur yeh wazeh nahi hai ke jori 141. 15 par test ke baad kaisay kaam kere gi. taham, mujhe yaqeen hai ke agar yeh euro dollar ki tehreek ki pairwi karta hai to longs qabil aetmaad hon ge. mein Europi session ke aaghaz ke qareeb manzar naame ka dobarah jaiza lon ga, aur ho sakta hai ke mein euro yan kharidne ka intikhab karoon .

            Click image for larger version

Name:	Screenshot_2023-02-10-09-26-50-14.png
Views:	1
Size:	59.6 کلوبائٹ
ID:	12448827

            H4 Chart

            aaj Eur / jpy ki price barh rahi hai, lekin pair abhi tak target tak nahi pohanchi hai. mein ne tawaqqa ki thi ke descending channel ki oopri had taraqqi ka hadaf ban sakti hai, lekin chunkay jora abhi tak hadaf tak nahi pouncha hai, is liye imkaan hai ke jora barhta rahay aur is channel ki balai had, yeh satah hai. 141. 53, growth ka target ban sakta hai. is level tak pounchanay ke baad, eur / jpy pair pehlay se hi palat sakta hai aur qeemat neechay chali jaye gi. agar pair fall hota hai, to imkaan hai ke neechay jane se, jora neechay chala jaye ga, is channel ki nichli level tak, yeh 141. 50 ki satah par hai. aur is terhan ka option ho sakta hai ke agar aap is channel se bahar nikleen to pair ki growth jari reh sakti hai aur growth ka target 141. 25 ka level ho sakta hai.

            Click image for larger version

Name:	Screenshot_2023-02-10-09-28-37-89.png
Views:	1
Size:	62.3 کلوبائٹ
ID:	12448828
               
            • #726 Collapse

              Re: Eur/jpy

              Euro JPY daily technical analysis and forecast,Euro JPY ka daily technical analysis yah hai ki iski current price 141.08 per movement kar rahi hai. Is movement se yah lagta hai ki market 140.20 Tak a sakti hai jo ki Ham rozana ke time frame Mein dekh sakte hain. Kyunki market ki trend Dekha Jaaye to Range trend hai. Aur aisa lagta hai ki market Kafi pattern Banakar Upar nikal sakti hai. Agar market niche Aati Hai To 140.20 se 138. 65 Tak a sakti hai. Resistance 143 se banti hai aur 144. 85 se bhi 146.40 strong resistance banti hai jo ki Euro JPY ki market ke liye Kafi behtar hai Hamen yahan se buy entry leni chahie. Ab Ham rojana ka time frame dekhte hain aur iski prices per prediction Karte Hain.

              Click image for larger version

Name:	EURJPYDaily.png
Views:	1
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12448886Euro JPY main 4 ghante wale time frame per analysis.4 ghante wale time frame Mein Euro JPY ki market 141. 08 se movement kar rahi hai. Aur is movement ko Dekhte Hue 140.55 iski price ka dusra target hai. Kyunki market 140.55 se upar ki taraf Ja sakti hai aur yah iski strong support hai. 14195 Ham chat Mein dekh sakte hain yah ek strong resistant hai aur yahan se Kafi seller Baithe hue hain market ko Sel karne ke liye. Aur Agar khareed Ki Baat karen to 139.85 support Hai Ham yahan se khareed Karenge. Kyunki Euro JPY ki market range mein move kar rahi hai aap sab chart Mein dekh sakte hain. Iski support 139 ek strong hai. Aap sab yahan se buy ki entry len aur Euro JPY take profit 140.55 banaen.

              Click image for larger version

Name:	EURJPYH4.png
Views:	1
Size:	15.3 کلوبائٹ
ID:	12448885
               
              • #727 Collapse

                Re: Eur/jpy

                EUR / JPY D1 Chart

                Click image for larger version

Name:	image_4883162.jpg
Views:	1
Size:	26.4 کلوبائٹ
ID:	12448963
                eurjpy qeemat apni taizi ki raftaar ko barqarar rakhti hai aur oopar ki taraf tijarat karti hai, 142. 00 ke qareeb 100 din ki saada moving average se oopar aik consolidation level banati hai, aur agar khredar is satah se oopar dabatay hain, to 145. 44 par fori muzahmat saabit karne ke liye mazeed fawaid mumkin hain. Bolinger band ne 140. 60 ki 50 % fibonace retracment level ke ird gird mazboot muzahmat payi hai, jo ke qaleel mudti consolidation zone ki balai had bhi hai. takneeki tor par, rsi misbet ilaqay mein neechay ki taraf jhuk raha hai aur 50 ke nyotrl nishaan ke qareeb khara hai, jabkay macd surkh midline ko dobarah haasil kar raha hai aur kamzor raftaar ke sath, shumal ki taraf ishara kar raha hai. agar baichnay walay 139. 90 par 200 din ki saada moving average se neechay faisla kin tor par band honay ka intizam karte hain, to support qeemat ko fori tor par 139. 20 par mustahkam honay se rokkk sakti hai. is satah ke neechay, 138. 45 ilaqay mein taiz jhoolon par tawajah markooz karne se pehlay nichli channel ki had ziyada tawajah mabzol kar sakti hai. nfp ki taraf se ahem khabron ke adaad o shumaar ne purkashish nataij faraham kiye hain aur pal back ki islaah 137. 00 par manfi pehlu ko nishana bana sakti hai.

                EUR / JPY H4 Chart


                Click image for larger version

Name:	image_4883161.jpg
Views:	1
Size:	26.5 کلوبائٹ
ID:	12448964

                H4 time frame takneeki nuqta nazar : h4 time frame par, 141. 89 ki 38. 8 % fibonacci retracement level ke ird gird taizi se liptay hue masalas patteren ki tashkeel aik ibtidayi ahem muzahmati ilaqa faraham karti hai jisay torna mushkil ho sakta hai. is par qaboo paate hue, 25 din aur 50 din ki saada moving avergance 145. 99 par mahana chouti divergance level ki taraf bherne se rokkk sakti hai. mojooda umeed pasandi khredar ke dabao ki nishandahi kere gi. mojooda aur misbet mahol belon ko 147. 45 ki had mein taizi se agay bherne ka challenge day sakta hai. manfi pehlu par, rsi aur macd intermediate trained lines 140. 00 se neechay jawab deti hain. majmoi tor par, jora qaleel mudti time frame mein ghair janabdaar nazar aata hai aur janoobi bees ki taraf mandi ka shikaar rehta hai. 142. 70 par 100 din ki moving average se oopar ka kamyaab waqfa wasee tar nuqta nazar ko qadray taizi se badal sakta hai, jis ke baad physiological 144. 70 hafta waar aur yomiya pivot point se oopar break ho sakta hai.
                   
                • #728 Collapse

                  Re: Eur/jpy

                  EUR/JPY Technical Reviews:



                  Kal Friday Market Closed honay say pehlay Hourly Chart pay EUR/JPY pair Price 139.78 pivot point areas say declined ho kar upward movements ko start kartay huway closed hue. Chart pay Stochastic indicator 80 levels k ooper bullish movements k liye crossed over ho chuka hai. Chart pay MACD indicator ab bhi normally signal show karr raha hai. Agar Monday Market open honay k baad current position upward movements ko start karty hai to chart pay price ka next target ooper 141.21 aur usk baad price mazeed 141.63 resistance zones ko test kar sakty hai.

                  Agar Current cost Monday Market open honay k baad reversed hoty hai, aur sath neechay 139.78 central point line k sell breakout k baad downward gestures ko continues rakhty hai to chart pay price ka next target neechay 139.07 aur phir usk baad price mazeed 138.65 support zones ko test kar sakty hai. Mairay Analysis k hisaab say price ka major trend buy ka hai, aur sath price central point line say declined ho kar upward movements ko start kar chuki hai, is liye chances hain k price ka agla target resistance levels ho saktay hain.


                  H4 Chart Technical Reviews:




                  Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	56.1 کلوبائٹ
ID:	12448977


                  Kal Friday Market Closed honay say pehlay H4 Chart pay EUR/JPY pair Price 139.78 pivot point areas say declined ho kar upward movements ko start kartay huway closed hue. Chart pay Stochastic indicator 20 levels k ooper bullish movements k liye crossed over ho chuka hai. Chart pay MACD indicator ab bhi normally signal show karr raha hai. Agar Monday Market open honay k baad current position upward movements ko start karty hai to chart pay price ka next target ooper 141.21 aur usk baad price mazeed 141.63 resistance zones ko test kar sakty hai.

                  Agar H4 Time Frame Pay Current Price Monday Market open honay k baad reversed hoty hai, aur sath neechay 139.78 central point line k sell breakout k baad downward gestures ko continues rakhty hai to chart pay price ka next target neechay 139.07 aur phir usk baad price mazeed 138.65 support zones ko test kar sakty hai. Mairay Analysis k hisaab say price ka major trend buy ka hai, aur sath price central point line say declined ho kar upward movements ko start kar chuki hai, is liye chances hain k price ka agla target resistance levels ho saktay hain.


                  Shukrya.
                     
                  • #729 Collapse

                    جواب: Eur/jpy

                    EUR/JPY Trend

                    EUR/JPY D1 Chart outlook;


                    EUR/JPY daily chart ka hisab sy market ka close hony tak current position ko central line pivot point ka area ko breakout karty huye bulish movement 140.20 par close hui. market ka close hony tak stochastic indicator sell price correction ka signal show kar raha tha. chart par MACD indicator bhi confirm buy ka hi signal show kar raha tha. Agar current price market ka open hony ka bad bhi bulish movement ko nechy ki tarf hi jari rakhti ha to to phir prices ka mazeed nechy jany ka chances ha. or phir market ka next target nechy 140.12 or phir us ka bad 139.75 sport zone hony ka chances ha. daily chart par market close hony tak EUR/JPY pair ki moving everege value 141.23 sell ma running ka signal show kar raha tha. daily chart par EUR/JPY pair ka green dot value 142.80 thi.

                    Click image for larger version

Name:	eur d1.PNG
Views:	1
Size:	35.8 کلوبائٹ
ID:	12449064

                    EUR/JPY H4 Chart Outlook;

                    Hourly4 chart par kal market close hony sy pahly prices pivot point 140.99 ka ara ko sell breakout karny ka badbulish movement ko 140.20 par continue karty huye close hui. Hourly4 chart par stochastic indicator sell price correction ka signal show kar raha tha. chart par MACD indicator bhi confirm sell ka hi signal show kar raha tha.agar market ma EUR/JPY pair prices market ka open hony ka bad bulish movement ko downward ma hi continue rakhti ha to phir prices ka next target nechy 140.12 or phir us ka bad mazeed nechy 139.75 sport zone hony ka chances ha.lakin hourly chart par agar prices monday market open hony ka bad reversed hoti ha or pivot point 140.99 ka area ko bye breakout karty ha to phir prices ma upward movement ka open hony ka chances ha. or phir prices ka next target uper 141.32 or phir us ka bad mazeed uper 141.53 resistances zone hony ka chances ha. chart par hony wali tabdeliyo ko dekhty huye mera andaza ha ka market ka main trend up or market ka main target uper resistance level ha. Hourly4 chart par EUR/JPY pair ki moving everege value 140.71 ha or green dot value SAR 141.28 ha.


                    Click image for larger version

Name:	eur h4.PNG
Views:	1
Size:	38.1 کلوبائٹ
ID:	12449065
                       
                    • #730 Collapse

                      Re: جواب: Eur/jpy

                      EUR / JPY H1 Chart

                      Click image for larger version

Name:	image_4883276.jpg
Views:	1
Size:	242.3 کلوبائٹ
ID:	12449143
                      yeh mumkin hai ke 140. 40 range se zawaal mazeed jari reh sakta hai. 140. 40 ki satah se oopar kharabi aur fixation haasil karne ke baad hi sharah aik option ban jaye gi. jab aap ziyada raftaar peda karen ge, to yeh munasib qeematon par farokht karne ka behtareen mauqa hoga. ab tak, baichnay walay har terhan se oopar ki raftaar ko barqarar rakhnay ki koshish kar rahay hain, lekin woh is mein ziyada achay nahi hain. jab hum 139. 90 ki satah se neechay kharabi aur fixation haasil karte hain, to yeh farokht ka ikhtiyar hoga. bzahir, unhon ne aik choti si oopar ki harkat haasil ki, jis par farokht barh rahi thi aur aglay haftay pehlay hi, taraqqi jari rahay gi. aik mafrooza hai ke hamein 137. 80 ka ghalat break down masool honay ke baad, oopar ka rujhan mazeed jari reh sakta hai.


                      EUR / JPY H4 Chart


                      Click image for larger version

Name:	image_4883277.jpg
Views:	1
Size:	256.8 کلوبائٹ
ID:	12449144

                      eur / jpy h4 time frame tajzia yeh ke unhon ne jummay ko 140. 20 ki satah se neechay toar diya khaas tor par bohat acha hai ke inhen ab bhi is ke neechay qadam mila hai. aik kaleedi support range 137. 80 par hogi. jab aap is se neechay toot jatay hain, to yeh farokht karne ka aik acha option bhi hoga. h4 chart par, yeh aik kaleedi support range ka pata lagaata hai, jo qareeb tareen muddat ka behtareen maqsad hai, 139. 90 hai. yahan tak ke agar aap is se lartay hain, to yeh kharidne ka aik option hoga. jab yeh is se neechay aajay ga to usay farokht ka ikhtiyar miley ga. 141. 90 range aik ahem muzahmati range hai jahan munafe bakhash farokht ho rahi hai. jitni ziyada farokht hogi, aakhir mein neechay ki raftaar itni hi mazboot hogi.

                      EUR / JPY D1 Chart

                      Click image for larger version

Name:	image_4883278.jpg
Views:	1
Size:	238.0 کلوبائٹ
ID:	12449145
                      eur / jpy d1 time frame tajzia shayad aglay haftay hum 138. 10 tak pahonch sakte hain. 141. 30 range ki mamooli khilaaf warzi ke baad, zawaal mazeed jari reh sakta hai. aur agar yeh 138. 10 range se neechay theek hojata hai, to yeh aik acha sale signal hoga. mujhe lagta hai ke yeh thora sa neechay jane wala hai, aglay haftay baichnay walay sakhti se agay barh rahay hain. agar hum mojooda support range se lartay hain, to is soorat mein, oopar ka rujhan 142. 80 par muzahmat tak jari reh sakta hai. jab hum 139. 50 se neechay toot jatay hain aur usay theek karte hain, to yeh baichnay walon ke sath khara hona aik acha option hoga .
                         
                      Last edited by ; 12-02-2023, 01:16 AM.
                      • #731 Collapse

                        Re: Eur/jpy

                        EUR/JPY Technical Analysis:



                        Hourly Chart Pay EUR/JPY Currency Pair Price Kal Monay Market open honay k baad 141.29 Pivot Point areas ko buy breakout k baad price upward movements ki confirmations k liye declined bhi ho chuki hai. Hourly Chart Pay Stochastic barometer 20 levels say declined ho kar bullish signal show kar raha hai. Agar Current position bullish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka next target ooper 142.76 aur phir price usk baad mazeed 143.76 resistance zones ko test kar sakty hai.

                        Agar Hourly Chart pay Current price rebounds hoty hai, aur sath pivot point line k neechay breakout karty hai to chart pay price k sell movements karnay k chances hain, jiska agla target neechay 140.58 aur phir usk baad price mazeed 140.15 support zones ho saktay hain. Mairy personally predictions k hisaab say price ka major trend up ka hai, aur sath price chart pay bullish movements k liye moving averages ka bhi crossed over ho chuka hai. Is liye chances hain k price resistance levels ko test kar sakty hai.


                        EUR/JPY 4Hours Chart Analysis:



                        Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	57.4 کلوبائٹ
ID:	12449542


                        4 Hours Chart Pay EUR/JPY Currency Pair Price Kal Monay Market open honay k baad 141.29 Pivot Point areas ko buy breakout k baad price upward movements ki confirmations k liye declined bhi ho chuki hai. H4 Chart Pay Stochastic barometer 20 levels say declined ho kar bullish signal show kar raha hai. Agar Current position bullish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka next target ooper 142.76 aur phir price usk baad mazeed 143.76 resistance zones ko test kar sakty hai.

                        Agar H4 Chart pay Current price rebounds hoty hai, aur sath pivot point line k neechay breakout karty hai to chart pay price k sell movements karnay k chances hain, jiska agla target neechay 140.58 aur phir usk baad price mazeed 140.15 support zones ho saktay hain. Mairy personally predictions k hisaab say price ka major trend up ka hai, aur sath price chart pay bullish movements k liye moving averages ka bhi crossed over ho chuka hai. Is liye chances hain k price resistance levels ko test kar sakty hai.


                        Shukrya.
                           
                        • #732 Collapse

                          جواب: Re: Eur/jpy

                          EUR/JPY

                          EUR/JPY D1 chart review;

                          Assalam O Alaikum friends kaisy ha ap sb umeed ha ka sb kheriyat sy hon gy or forex trading sy acha munafa earn karny ma masrouf hon gy. Daily chart ka matabak EUR/JPY pair prices kal market open hony ka bad pivot point 141.48 ka area ko breakout karty huye bulish movement ko 141.65 par continue rakhi hui ha. daily chart par stochastic indicator prices ma buy correction ka signal show kar raha. chart par MACD indicator bhi confirm buy ka hi signal show kar raha ha. Agar current position daily chart par up movement ko continue rakhti ha to phir prices ka next target uper 142.31 or phir us ka bad mazeed uper 142.83 resistance zone hony ka chances ha. Daily chart ka matabak EUR/JPY pair ki moving everege value 141.26 buy ma running ka signal show kar raha ha. daily chart ka matabak prices ka green dot value SAR 142.67 ha.


                          Click image for larger version

Name:	eur d1.PNG
Views:	1
Size:	36.1 کلوبائٹ
ID:	12449618

                          EUR/JPY H4 chart review;


                          H4 chart ka matabak EUR/JPY pair prices kal market open hony ka bad pivot point 141.48 ka area ko breakout karty huye bulish movement ko 141.64 par continue rakhy hui ha. Hourly 4 chart par stochastic indicator prices ma buy price correction ka signal show kar raha. chart par MACD indicator bhi confirm buy ka hi signal show kar raha ha. Agar current position Hourly 4 chart par up movement ko continue rakhti ha to phir prices ka next target uper 142.31 or phir us ka bad mazeed uper 142.83 resistance zone hony ka chances ha.

                          Lakin agar H4 chart par EUR/JPY prices reversed hoti ha or sath hi pivot point line ko sell breakout karti ha to phir prices ma down ward movement open hony ka chances ha or phir prices ka next target nechy 140.65 or phir us ka bad mazeed nechy 140.13 sport zone hony ka chances ha. Mery analysis ka hisab sy market ma prices ka main trend up ha is lia prices uper resistance level ko test kar sakti ha.


                          Click image for larger version

Name:	eur h4.PNG
Views:	1
Size:	27.0 کلوبائٹ
ID:	12449619
                          • #733 Collapse

                            Re: Eur/jpy

                            eurjpy tachnical analysis

                            hello dear traders salam sab ko,, aaj eurjpy k dail chart per qeemat ki naqal o harkat par nazar dalain to aap dekh sakty hain ke qeemat pichlle up trained movement se ulat jane ke darmiyan main hai aur ab haqeeqat main buhat mazboot hai aur neechay ka rujhan bana rahi hai support resistance areas main se aik jis ne pichli qeemat 142.80 per rakhi hui thi kamyabi ke sath pichli qeemat ke aik taraf jane ke baad toot gayi thi is liye yeh mumkin hai ke 144 ki qeemat par demand area main hadaf ki had ke sath kamzoree jari rahay gi agar aao dekhen waqt guzarnay ke baad apa dekhen de ke aik ahem tehreek thi kyukay aik hafta pehlay ban nay wali bullsh candle main nah to demand thi aur nah i supply


                            Click image for larger version

Name:	Screenshot_57.png
Views:	1
Size:	67.0 کلوبائٹ
ID:	12450362

                            agar main daikhta hon ke eurjpy rujhan ab bhi mandi ka shikaar hai yaqeenan main aap se ittafaq karta hon ke aglay haftay ki trading main eurjpy jore ke taizi se agay bherne ka imkaan ab bhi ho sakta hai theek hai agarchay main ab bhi is taizi ki salahiyat ko aik islahi tehreek ke tor per samjhta hon farz karen ke qeemat support ban kar muzahmati zone tak pahonch sakti hai jo jaanch ke amal ko injaam dainay ke liye 144,00 ki qeemat ki had main hai lehaza hum bhi is jore main kharidari ke mawaqay par nazar rakh kar islahi amal se faida uthana jari rakh sakty hain kyukay agar yeh sach hai ke qeemat support tak pahoch kar muzahmati zone ban sakti hai to kam az ka munafe jo mumkina tor par peda ho sakta hai 100 points ya is se ziyada ki had main hai qeemat fil haal 144.00 ki had ke liye mandi ke zimni asraat ko agay barha rahi hai
                               
                            • #734 Collapse

                              Re: Eur/jpy

                              Aslam o alaikum pak forum forum friends kesy hen ap sab log. ummid karta hon ap sab thek hon gy. aj sunday hai or es weekend ka aj dosra din hai forext market close hai . agr Euro dollar ki bat ki jay to euro dollar 1.0694 py trade kar raha hai. aj hum es post main Euro / Japanies Yen ko analysis kren gy.

                              Eur / Jpy Technical Analysis


                              aj hum Eur / Jpy ko daily time frame main analysis karen gy. main ny analysis kaliye mt4 main rectangle tool or RSI indicator ka istamal kia hai. Friday ko Eur / Jpy bullish trend main trade karta raha . Eur / JPY market main buyers strong thy. Buyers ny Eur / JPY ko 137.95 sy 143.38 tak Oper ly k gay hen. friday ko euro japani yen 142.25 sy 143.40 k darmyan trade karta raha hai. eur / jpy daily time frame main apny range area main 143.25 pay khara hai . yahan sy market Oper ja sakti hai. eur / jpy traders ko resistance k area sy achi trade mil sakti hai.

                              Click image for larger version

Name:	Screenshot_2023-02-19-07-26-34-94.png
Views:	1
Size:	66.5 کلوبائٹ
ID:	12452098

                              agr eur / jpy apni D1 resistance wali price 146.20 ko retest karta hai to phir achi trade mil sakti hai. es ko mazeed analysis karny kaliye main ny chart main Volume indicator ko istamal kia hai. ap chart main dhek sakty hen Volume indicator hamen ye bta raha hai k Eur / Jpy market mein abi buyers ka dbao hai. jo Market ko mazeed oper tak ly ja sakty hen. ap 147.25 to 146.50 py retest py confirmation k sath sell kar sakty hen apka take profit 141.50 jo k 600 pips banta hai or stop loss 70 pip ka jo 146.80 py laga sakty hen.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                Re: Eur/jpy

                                EUR/JPY Technical Outlook:


                                Last Friday, Market Closed honay say pehlay Hourly Time Frame Pay EUR/JPY pair price 142.87 Pivot point areas ko buy breakout k baad upward movements ko start kar chuki hai. Hourly Chart pay Stochastic Indicator 80 levels k ooper buy ka signal crossed over k sath start kar chuka hai. MACD Indicator Already he chart pay up ka signal show kar raha hai. Agar Monday market open honay k sath Hourly chart pay EUR/JPY price upward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 144.36 aur phir usk baad price mazeed 144.80 resistance zones ko test kar sakty hai.

                                Agar Current position Hourly Chart pay reversed hoty hai, aur sath Pivot point line ko sell breakout karty hai to chart pay price ka sell movements open honay k chances Increased ho saktay hain, jiska target neechay 142.14 aur phir usk baad price mazeed 141.71 support zones ko test kar sakty hain. Mairay Analysis k hisaab say price ka major trend up ka hai, aur sath price central point levels k ooper running kar rahi hai jiskay chances hain k price Ooperly Resistance zones ko test kar sakty hai.


                                H4 Time Frame Technical Analysis:


                                Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	50.6 کلوبائٹ
ID:	12452206


                                4 Hours Chart Pay Last Friday, Market Closed honay say pehlay EUR/JPY pair price 142.87 Pivot point areas ko buy breakout k baad upward movements ko start kar chuki hai. H4 Chart pay Stochastic Indicator 80 levels k neechay price corrections ka signal crossed over k sath start kar chuka hai. MACD Indicator Already he chart pay up ka signal show kar raha hai. Agar Monday market open honay k sath Hourly chart pay EUR/JPY price upward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 144.36 aur phir usk baad price mazeed 144.80 resistance zones ko test kar sakty hai.

                                Agar Current position H4 Chart pay reversed hoty hai, aur sath Pivot point line ko sell breakout karty hai to chart pay price ki sell movements open honay k chances Increased ho saktay hain, jiska target neechay 142.14 aur phir usk baad price mazeed 141.71 support zones ko test kar sakty hain. Mairay Analysis k hisaab say price ka major trend up ka hai, aur sath price central point levels k ooper running kar rahi hai jiskay chances hain k price Resistance zones ko test kar sakty hai.


                                Shukrya.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X