جی بی پی/یو ایس ڈی: کرنسی کے تبادلے کی تازہ ترین معلومات

No announcement yet.
`

جی بی پی/یو ایس ڈی: کرنسی کے تبادلے کی تازہ ترین معلومات

Theme: Gbp/usd
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
  • #1 Collapse

    Duplicate post warning
    Aslam o Alaikum, main forex members se yeh sawal pochna chahta hon jeb hum koi post kerty hain aor kisi wajhan se humain lagta hey keh yeh post submit nhen hoi aor hum usko dobara submit ker dety hain to aik warning ati hy " yeh post last five minute main ki gai post ki duplicate hey"
    Kia is wajhan se hamara account bann ho sakta hey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    haan humey care karni chaiye jab hum post kartay hain post quick reply pe jab click keya jay then hum wait karain page refresh honay ka
    hum foran dubara post quick pe reply pe dubara click na karain iss tarah system ye dedcut karay ga post dublicate huwi ha
    aur system id banned bhi kar sakta ha iss bat ka khyal rakha jay
    • #3 Collapse

      Dear Pakistan forex forum ka ye rules hay kay copy paste bilkul allow nhi hay aor duplicate post bhi copy ma shumaar huti hay is liye is say avoide kerna chayi aor wesay ma nay kabhi rules ma kabhi dekha tu nhi kay duplicate post ki waja say account banned huta hay laiken ager warning apko mili hay tu pher yaqeenan rules kay khelaaf huga is liye humay bachna chayi is say.
      • #4 Collapse

        dear forex forum member es mein koi shuk nai hy kay duplicate post pay ap ka account kisi bhe warning kay bina banned kar diya jata hy aur aisa kafi logo sath how hy es liy be careful aur jahan pay net kay signals achy hoon usi jaga pay byth kay posting kiya karain
        • #5 Collapse

          Ji han bhai ager ap ki koi post network weak hony ki wajah se ya kisi aur wajah se hang ho jati hai. Aur ap usy dobara send ker dety hain to wo do dafa post ho jati hai. Aur admin use copy past tasawer kerta hai. Jis ki wajah se ap ka account ban bhi ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            G han aksar aesa hota hay k jab koi post ki warning aati hay tou humain care karni cahiay kiu k aksar aesa hota hay k is wajha se humare account bane ho jate hain ye is wajha se bhinhita hay k humari post kisi ki post se milti julti ho ya jo hum ne pehly post ki hay again wohi
            wording use ki jane ki wajha se humain ye warning dibjatibhaybso care karin aur same wording use nai karain
            • #7 Collapse

              Yes of course forex trading main hamain patience ka muzahira karna chiay.
              Agar hamain apnay insta forex bonus account per Pakistani forum per posts kartay huay kisi kisam ka duplicate hotay he aap ko pata hona chiay kay jab ham duplicate trading kartay hain to annaylisis karnay chiay.
              Or posts duplicate internEt errors ki waja say hoti hain.
              Hamain bar repeat nahi karna chiay.
              • #8 Collapse

                is ka msla apky browser ka hai dear keun ky agr ap apny browser ka cache data daily ya weekly wash delete krty jao to aisa msla nhi ata
                monthly ap apny browser ko update bhi krty raha kro ta ky apka browser fast aor daily updates ky hisab sy chal sky aksar msly ajaty hain jub apka browser old version ho to msly aty hain
                • #9 Collapse

                  forex mai aik posts ka aik bar reply karna chahey q y agar hum duplicate posts kary gy to hamy loss ho ga or is mai market ka koi qasur nahi hota forex mai part time be posts kar sakty hain or full time be post kar sakty hain yai aik acha or online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    agar hum forex mai kise ke copy kar ky posts kary gy to hamy loss ho ga or hamara account wash ho gy ga or harme sare mahnet zaya ho gy ge lakin is loss mai market ka koi qasur nahi hota agar hum loss ko avoid karna chatey hain to hamy copy past ko eb avoid karna ho ga pher he hum kamyab hon gy or ache earning hasial akr saky gy
                    • #11 Collapse

                      Asslamoalikum dears friends ...............
                      G bahot acha swal kiy gaya hy mn ap ki bt sy agree hon bilkul forex ky jo asool hn un par pabandi karni cahiya aur forex ky rules han keh copy paste bilkul allow nhi hay aor duplicate post bhi copy ma shumaar hoti hay is liye is say avoide kerna chayi aor wesay mn ny kabhi rules men kabhi dekha tu nhi kay duplicate post ki waja say account banned hota hay laiken ager warning apko mili hay tu pher yaqeenan rules kay khelaaf huga is liye humen bachna chayi is say.
                      • #12 Collapse

                        Re: Duplicate post warning

                        forex mai hamy aik posts ko aik bar reply karna chahey hamy dosro ke copy pasts karny sy guraz karna chahey pher he hum kamyab hon gy hum forex mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Duplicate post warning

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilse9212 پيغام ديکھيے
                          Aslam o Alaikum, main forex members se yeh sawal pochna chahta hon jeb hum koi post kerty hain aor kisi wajhan se humain lagta hey keh yeh post submit nhen hoi aor hum usko dobara submit ker dety hain to aik warning ati hy " yeh post last five minute main ki gai post ki duplicate hey"
                          Kia is wajhan se hamara account bann ho sakta hey?
                          Walaikum salam Ji Bhai Jaan Yeh Baat bilkul theek hai agar Hum duplicate post apni post ki quantity ko badhane ke liye theek nahi hai apke kaun kaun dega by mistake aap se Aisa Ho Raha Hai to aapko chahiye aap apni repeated a duplicate post ko delete kar de agar aap aise nahi karte Hai To Kuch hi time ke baad forum se aapko band kar diya jata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Duplicate post warning

                            forex may jab hum kam karty wakt galti say doublicate post ho jaty hay to is say hamary sath sath forex ko bhe loss hota hay or asay may jo log is ko galt kahty hain to wo galt bolty hain q kay is may hamra kasor hota hay na kay compani ka is liay kam karty wakt or post ko send karty wakt mokaml dehan say kam karna chahey pher he hum is say acha bouns hasil kar sakty hain ager hum is may galti karty hain to hamy pher sirf or sirf loss he ho ga na kay profit acha bounes hasil karna hay to kam bhe tawaja say karna chahey pher he profit milay ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Duplicate post warning

                              Dear es k bary exect rule ka to pata nahi ha lakin agar ak martaba warning atti ha to es ka matlab ye banta ha k abi acount bann nahi hova agar us k baad dobara wahi herkat karengy rules ki hilaf warzi karengy to per agar bann ho jaye to es ma forum ka koi qasoor nahi bal k apna qasoor ha k warning k bawajood dobara rules ko voilate keya ha thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X