GBP/USD, 2022
Assalam Alaikum! Ek ghante ke chart ke mutabiq, linear regression channel ooper ki taraf ishara kar raha hai, jo kharidaron ki taqat ko zahir karta hai. Bulls 1.1230 ki aham satah ka test karne ke bad 0.9765 ke hadaf ki satah pahunchne ke liye qimat ko badha rahe hain. Long positions channel ki nichli hadd aur 1.0742 ki Murrey level ke darmiyan ke ilaqe me markuz hain. Kharid ke ilaqe me, bulls apne stop-loss order ki hifazat ke liye har mumkin koshish karenge. Jab qimat 1.0742 ki satah se niche fix ho jayegi tto unhen trigger kiya jayega. Is surat me, long positions relevant nahin rahengi.
Char ghante ke chart se pata chalta hai keh linear regression channel niche ki taraf directed hai. Iska matlab hai keh pound/dollar ka joda mandi ke rujhan me trade kar raha hai. Halankeh, 1-ghnate ke chart par mazbut kharidaron ki wajah se niche ka rujhan kamzor hua hai kiyunkeh channel markazi se mukhalif simt me ja raha haai. Short positions channel ki oopri hadd aur 1.1230 ki satah ke darmiyan markuz hain. Farokht ke ilaqe me, bears apne rujhan ki hifazat karne ki koshish karenge. Agar qimat 1.1230 ke nishan se ooper badh jati hai to, short positions relevant nahin rahengi, aur market ka jazba tezi me badal jayega. Is surat me, Bartanwi pound ke pas 1.1718 ke hadaf ki satah

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим