gold trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold trading
    dear seniors traders kia new traders ko gold ma trading krni chahiay ya k ksi aur ma krni chahiay ma ne suna ha k gold ki movement fast hoti ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai yaha tak main ne forex ko jitna bhi learn kiya hai main to new traders ko kabhi bhi gold me trading karne ka mashwara nahi doon ga kyun ke gold trading ko samajhna bohat hi mushkil hai aur is me trading ke liye capital bhi kafi high hona chahiye aur is me moving bhi bohat zeyada hoti hai aur is me risk bhi bohat zeyada hota hai is liye new traders ko kabhi bhi gold me trading nahi karni chahiye..
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: pak1966
      Gold mai trading krny k lai aap k pass kum sa kum 1000$ ka account hona chahy es sa aap ache income be hasil kr sakty hai,aur aap ka account jaledi wash be hai ho ga
      ohh bhai itna zeda 1000$ tu kafi zeda ho jaty hain wesy iss kikya waja hai itna zeda q chaye hota ahi iss mai pesy ?
      • #4 Collapse

        Forex trading mein gold ki trading sab se riski trading hy kiok gold ki movement buht ziada fast hoti hy aur new trader ko gold par trading nhi karna cahaiye kiok gold ki trading se account buht jald wash hota hy kiok new trader k pas knowledge kam hota hy is liye new trader ko gold par trading nhi karna cahaiye
        • #5 Collapse

          Gold ki trading buht ziada riski hoti hy aur kiok gold ki market buht fast hoti hy Aur gold ki trading karne k liye buht ziada experience aur knowledge hona buht zaroori hy aur new trader ko gold par trading nhi karni cahaiye kiok un k pas knowledge kam hota hy aur loss bhi ho sakta hy
          • #6 Collapse

            dear friend gold per trading kerna bahut acha hy per is k liy prectice kerna bahut zeruri hy mujhy gold trading bahut passnd hy mein tu ziada ter gold trading kerta hon aur joniors ko gold per trading k liy peretice k mashwara deta hon.
            • #7 Collapse

              gee haan gold acha trading mein faida deta he aor is mein dihan say kam krne kay zaorate hote he jo traders is ko smjhatye hein aor gold kay market trend ko smhte hien woh acha faida haisl krte hine
              • #8 Collapse

                NO dear maen to kabhe bhe new traders ko Gold mean trading ki advice kabhe bhe nahe doon ga koin k ye sab say danger pair hy our mera aksar account usi maen wash hota hy our maen to yahi kahoun ga k currency maen he karein wo best hain our safe hain
                • #9 Collapse

                  dear forex mai ap ko bohat se pair milain gain jin pe ap kam kar k acha faida hasil kar skte ho lehaza jaise jaise ap aage chalo gy ap mazeed behtar earning kar skte ho soo ap ko aage chal kar mazeed bethar earning karnii ho gii aur acha kam karna ho ga....
                  • #10 Collapse

                    new traders ko pehle forex ko seekhna chaye phri hi trading start karna chaye chahe wo gold main ho ya currencies main first learning then earning ye hi tareeqa hai forex se kuch hasil karne ka
                    • #11 Collapse

                      dekhen gold ki trading nehat asan aur achi tarha sy ho skti hai is liye main kehta hun k ap isko daily monitor kren aur ye dekhen k ye aik din main 20 sy 30 points kerta hai aur pher special days mian 50 sy 60 points krta hai is liye behtre hai k ap demo per isko aik week practice kren
                      • #12 Collapse

                        Gold aisi product hai iss ko amajhrna mushkil hai iss ko agar study ker kiss per tradg ki jaye to profit ka ziada chance hota hai iss ki movement slow hoti ha loss kam hota hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: gold trading

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: bazmi پيغام ديکھيے
                          Gold aisi product hai iss ko amajhrna mushkil hai iss ko agar study ker kiss per tradg ki jaye to profit ka ziada chance hota hai iss ki movement slow hoti ha loss kam hota hai
                          Dear ager gold mai profit zaida hai tu us mai loss kay chances b us kadar zaida hoty hian. ap apny trading mai ager just gold ko rahkty ho tu kisi or ko add nahi karty hain tu ap kay pas kafi time ho ga ap apni trading mai Gold ko just learn or es mai trade karian. ap ko acha experience hasil ho ga. ap sahi tarha sy apni trading mai es ko use karna or es kay analysis karna sheekh jain gy.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X