Demo pr trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex trading mein demo account ki buht ziada ehmyeet hy WO is waja se hy k demo account se hum forex trading ki learning karty han aur demo account par practice kar k forex trading mein knowledge aur experience hasil kia ja sakta hy aur new trader ko demo account par trading kar zaroor learn karna cahaiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: sania ali پيغام ديکھيے
      g han demo account boht hi acha hai jahan ap demo par kuch sseeekh sakty hai aur tajurba hasil kar sakty hai jab ap l9ive account par jayegay to apko pata hoga k kiya cheez kaisy hoti hai
      acha pr ma na tu abhi tak dmeo accounts bhi nhi banya hai ma yahi sa leaning krny ki koshish kr rha hon
      itna mujhy pata nhi hai ma abhi leanring jrr ha hon phr sochta hon Demo account bnao ga ta k kuch pata tu hona mujh
      • #18 Collapse

        Forex trading mein kaam karne se pehly forex trading mein demo account par practice karna zaroori hy demo account par practice karne se forex trading ki learning hasil hoti hy aur forex trading mein experience ziada hota hy aur experience ziada karne k liye demo account par practice ziada karni cahaiye
        • #19 Collapse

          demo account ko kam se kam amount select kar k open kare aor phir us pe trading aise hi kare jaisa k aap ne real pe karne ka plan kia hai
          • #20 Collapse

            Assaalm u alikum friend demo or real account me me koi fark nhi hota hai hum jese real trading krty hain wese hi hum demo per kerty hain sirf fark yeh hota hai k hum profit ko withdraw nhi kerwa sakty hain na deposit kerwa sakty hain, iss k elawa koi fark nhi hota, demo per practice kerty rehna chahyie iss se trading improve hoti hai.
            • #21 Collapse

              G forex trading mein demo account par practice se hum forex trading ki learning hasil kar sakty han aur forex trading mein experience hasil kar sakty han aur forex trading ki learning hasil kar sakty han aur demo account new trader k liye buht zaroori hy kiok new trader forex trading mein achi learning hasil kar sakty han
              • #22 Collapse

                Demo account main practice beginners key leye buhat aham hy aur is main practice sey aap trading seekh saktey hain aur real account main confidence key sath trading kr saktey hain. Demo account aisey logon key leye buhat mufeed hy jin ko buhat ziada loss ho raha ho. Demo account main hum different strategies ka use krna seekhtey hain.
                • #23 Collapse

                  Assalam u alikum friend jee haan aap demo account per pehle practice start keren or aap ko apna capitaql bhi utna hi selelct kerna chahaiye jitna aap real account per use kerna chahty hon, iss se phir humein sahi practice hoti hai or hum real me loss me nahi jaaty hain.
                  • #24 Collapse

                    bilkul sae famaya hai apne sbse pehkle start apko demop se hee karna chahey apne greedi attitude ko control karna chaheye aur emoytions main kbii behnaa nai cghaaye aur demo se jitna experience hasil karsakte hain pehle karain phir agle step pe barhain aur tbhee hee invest bhee karain
                    • #25 Collapse

                      Demo account 1 unique or more useful prectice account hai jispay trader trading say related knowledge gain kr skta hai or successful strategies bna skta hai.Real account mai trading krnay say phlay demo account mai prectice zroor krni chahiye or best strategies k sath hi real account mai trading krni chahiye.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #26 Collapse

                        Forex trading mein jo new han un ko cahaiye k wo sab se pehly forex trading mein demo account par practice kar k aur practice mein us currency ko practice karen jn par ap real account par trading karna cahty han is traha ap ki learning achi ho gi aur forex trading mein profit earn kar sakty han
                        • #27 Collapse

                          Yes i agreed with you all flwz demo oy hum real environment ma practice kr rahy hoty hen profit aor loss ka experience ly rahy hoty hen risky skilly all things we gain in demo account bht c baten jo humari rehnumai krti hen wo sub yahan sy sekhi ja skti hen
                          • #28 Collapse

                            Demo account main trading sey aap ki trading perfect ho jati hy aur aap key confidence main bhi izafa ho jata hy. Is tarah aap real account main without fear of loss trading kr saktey hain. Demo account main hum market anlysis ko samjhtey hain aur different strategies ko check krtey hain aur phir in ko use krtey hain.
                            • #29 Collapse

                              Ha bhai demo account par trading karna aisa hi hai jaisy live account par trading karna, matlub ye hai kai forex mai demo par practice karna live par kaam karny jaisa hi hai, tu hamy demo par bi wo currencies pairs use karna chahye jo hum baad mai live par karna chahty hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Slam! bilkul bhai deemo account is very wonderfull platform to new members agr is py ap prectis kar start krty ho to insha allha bohat kam chanse hon gy ap k loss hony k see u take care

                                Best of Luck

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X