📌Forex Trading or Earning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    📌Forex Trading or Earning
    Forex trading mein earning inn factors pey depend kerti hei .
    1- Investmen💰
    2- Training 📑📊📈📉
    3- Knowledge📚📰📊📈📉
    4- Experience🎓

    Inn sub factors mein ager trader expert hei to no doubt he will get the success.or ager aik bhi factor mein trader lack ker jata hei to us ko success nahi mil sakti jis ka dream her koi kerta hei.
    Investment ager ho lakin us pe trade kerne ki training na ho , knowledge na ho , experience na ho to phir loss k chances ziada ho sakte hein.
    Ap yahan ager figuers ko expect ker rahein hein k koi ap ko figuers mein success ya gain btae to ye zera mushkil kam hei.Kiuon k sub k pas investment different hei and next trading experience bhi different hei.
    Inshort ap earning ker sakte hein bus inn 4 factors pey practice ker lain.
    Best of Luck.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 📌Forex Trading or Earning

    Assalam.o.alaikum dear forex members Pakistan forex forum me kam krne kalye apk pas ziada se ziada knowledge ka hona zrori hy experience hona chahiye experience hoga to apko good profit hasil hota hy es lye ziada se ziada mhnt krni chahiye Hardworking working krni chahiye trade lgane se phly market ko analys krna chahiye
    • #3 Collapse

      Re: 📌Forex Trading or Earning

      Forex trading business mein hum earning tab hi kar saktay han jab hum ko forex ki learning knowledge aur experience hota hai kiok forex mein learning knowledge aur experience ka hona zaroori hai agr learning knowledge aur experience nahin hota tu forex mein earning nahin loss hota hai
      • #4 Collapse

        Re: 📌Forex Trading or Earning

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mishafaizi پيغام ديکھيے
        Forex trading mein earning inn factors pey depend kerti hei .
        1- Investmen
        2- Training 
        3- Knowledge
        4- Experience

        Inn sub factors mein ager trader expert hei to no doubt he will get the success.or ager aik bhi factor mein trader lack ker jata hei to us ko success nahi mil sakti jis ka dream her koi kerta hei.
        Investment ager ho lakin us pe trade kerne ki training na ho , knowledge na ho , experience na ho to phir loss k chances ziada ho sakte hein.
        Ap yahan ager figuers ko expect ker rahein hein k koi ap ko figuers mein success ya gain btae to ye zera mushkil kam hei.Kiuon k sub k pas investment different hei and next trading experience bhi different hei.
        Inshort ap earning ker sakte hein bus inn 4 factors pey practice ker lain.
        Best of Luck.
        Customer care direct number Apne Se Kaha ke dharampura form a good working Karenge To Ham acchi karne ka send kar sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham apni learning ko Jyada Se Jyada time de aur pollesake. ki learning Karen Taki Ham for ke bare mein Apna knowledge Jyada Se Jyada Hasil Karke ko pesh banaa sake
        • #5 Collapse

          Re: 📌Forex Trading or Earning

          Ji bilkul sahi Kaha hy ap ny yahi main factors hen Jo k forex me earning k zima dar hen or dosri bat ye k forex me ya koi bhi Kam ho mustakil mizaji hona bht zrori hy q k jab hum log loss uthaty hen to himat har jaty hen lemon hmn himat sy Kam Lena chahye profit loss zndgi ka hisa hy or ak ahim point ye k lalach nahi krni chahye lalach insan ko ly dobti hy
          • #6 Collapse

            Re: 📌Forex Trading or Earning

            forex trading main hamen agar ache earning hasil karne hae to hamen is main sahe tarah se kam ko karna he ho ga tab ja kar he to hum is main success hasil kar he lete hain agar hum is main ache tarah se kam ko time dete hain to hamen kabhe bhe ghabrana nhe cahiye balke hamne cahiye ke hum mazeed ache tarah se is main kam karna ho ga take hum is main sucessbhe hasil kar saken or hum is main kamyab bhe ho he jaya karen hamen cahiye ke hum mazeed ache tarah se is main kam kiya karenbtab ja kar he to hamen is main succss milta hae or hum bhe kamyab ho he jate hain
            • #7 Collapse

              Re: 📌Forex Trading or Earning

              Dear Forex trading me aapko Achcha profit use Waqt Hote Hain Jab aapka market Mein Achcha experience or knowledge Hoga dear aap Jab ismein kam kar rahe hote hain to aapko ismein money management ke sath kam karna hota hai aap acchi earning ismein kar sakte hain Jab aap trading Mein investment karte hain to aapko chahie kya usko FIR Jyada Se Jyada time de aur aap ismein Jyada Se Jyada mehnat Karen Kyunki trading mein aap Kitni Jyada mehnat Karenge aur aap ismein Jitna Jyada knowledge Hasil Karke kam Karenge aapko ismein itna hi jyada fayda hoga isase aap Best earning ghar mein baith kar kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: 📌Forex Trading or Earning

                Forex trading me agar aap apni learning ko increase karna chahte hain to usmein aap ko bahut jyada careful hokar trading karna hoti hai no doubt Forex trading Mein Jab aap apni investment complete karte hain aur uske sath different important analysis ko focus Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada Kiya bolo kar apni trading karna Hoti Hai Jab aap apni investment co complete karte hain aur uske sath different important analysis Karte Hain To definitely aap iski against bahut hi best results were reduced kar sakte hain aur apne advantages ko increase kar sakte hain aapko Hamesha Koshish Karna chahie ki Forex trading Mein different important analysis ko complete Karen.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: 📌Forex Trading or Earning

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ali69 پيغام ديکھيے
                  Forex trading business mein hum earning tab hi kar saktay han jab hum ko forex ki learning knowledge aur experience hota hai kiok forex mein learning knowledge aur experience ka hona zaroori hai agr learning knowledge aur experience nahin hota tu forex mein earning nahin loss hota hai
                  Dear es bat ko samaj lain kay knowledge sy ap ko experience kabi nahi hoga. bhout sy trader esi waja sy fail ho jaty hain woh kafi learning karian gy, dosro sy mil kar kafi acha knowledge be gain kar laity hain lekin woh us ko practically use nahi karty hain jis waja sy un ko samaj nahi ati hai kay woh kiya karain. kiya mazeed practice karain gy kay un ka experience acha hota jaye ga or kon c cheez mazeed samjny ki hai yeh sub ap ko practice karny ka bad he pata chalta hai.esleye practice zaror karian. esi mai ap ko kamyabi ml sakti hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X