Ibtadai Forex Traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ibtadai Forex Traders
    trading karta hoa sometimes hum hyper ho jata hen to kiya ya humara liya sahi ha ya wrong.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mere bahi forex busniees main hamain treading key liaye sabar se kam lena cahaiye ager hum se ghalti bhi ho jaye or loss ho jaye to hamain hyper nahi hona cahiaye balkey usko samjhna cahiaye key yeh ghalti kaise hui or ham se yeh ghalti dobara na ho ....
    • #3 Collapse

      Trading kerty hoey emotional hona wrong hy forex ise ka to naam hy k hum kis trha emotions ko control kerty hain our apny greed factor ko control ker k trading kerty hian our success gain kerty hian
      • #4 Collapse

        gee bhia aisa nhe krna he trader ko chahe hota he keh woh apne trading mein fresh mind se kam kre aur apne trading mein bhtr experience se kam kre es mein emotion greed jldbaze wale mistakes na kia krein aur proper trade kr ke success hasil krein
         
        • #5 Collapse

          hahhahhahhah bilkul dear aisa hota ha jaisa ka ap na kha ha ka hum log hyper ho jata han yeh tb hota ha jub humari trade loss mn chili jati ha and hum log us ka loss ko end krna ka liya apni other trade open krta han and hota wohi same kam e ha ka hum log again loss kr jata han to ab hum logon ko bhot zyada gusa ata ha jo ka na sirf humara liya dangerous ha blka sub ka liya bura ha
          • #6 Collapse

            gee bhai hmein apne trading market mein kabhe hyper nhe hona he aur hm ko apne trading mein shaih mind se trading krne he aur apne mind ko fresh rkh kr apne trading krne hote he phr hemin apne trading mein right way trading ka milta he aur hm apne trading se acha profit le skte hien
             
            • #7 Collapse

              trading karte hue emotions ko door rakhan bohat zaroori hai is se hamari trading pe bad effect parta hai aor ham successful trading nahee kar sakte hain agar trading main loss bhi hota hai to aap ko pareshan nahee hona chaye balk loss se bhi seekhna chaye
              • #8 Collapse

                bhai patience or self control bhot zaroori hai trading ma agr hum self pr control nhi kr sakat then hum kuch be nhi kr sakta humra hyper hona sa humra loss profit ma nhi jta lakin agr hum us waqt cool mind rhna then hum us loss ko us he waqt recover kr sakta hn
                • #9 Collapse

                  G Han forex business main hamain treading key liaye sabar se kam lena cahaiye ager hum se ghalti bhi ho jaye or loss ho jaye to hamain hyper nahi hona cahiaye balkey usko samjhna cahiaye key yeh ghalti kaise hui or ham se yeh ghalti dobara na ho ....
                  • #10 Collapse

                    wo wrong hai forex mian profit or loss dono states main patients k sath kaaam kerna zrori hai becaz pher he app profit bara our loss say bach sgty hain
                    • #11 Collapse

                      ibtada min log kbi khawab le kr aty ha is market min k hum aty he ameer ho jae gy bs trade lagai or doller lye or market se out lakin jb wo is market min enter hoty ha jb unko pta chalta ha k asal khahani kya or unko jb loss dekhna parta ha to kafi dis hurt hoty ha
                      • #12 Collapse

                        Forex trading business mein kabhi bhi emotional ho kar trading nhi karni cahaiye kiok agr hum emotional ho kar trading karain gay tu koi mistake ho gi aur mistake ho gi tu is se loss ho sakta hy is liye learning knewledge experience hasil kar k trading karni cahaiye aur market ka analysis kar k trading karain gay tu is se ap confidence se trading kar saktay han
                        • #13 Collapse

                          Jab b koi new trader market may in hota ha wo is may kafi oreshan hota ha k ye kya cheez ha is may haam kesy working kar skty han is say ham kesy orifit lay gye jab tak wi trade nahi lagye ga market ko closely samjh ni skta ha is k bary may
                          • #14 Collapse

                            pyary bhai hyper hona thk nhe hy ye sehat kaily bhi aor forex ki tjarat kaily bhi thk nhe.agr ap apny jazbat per qaboo nhe pa skty to jald he account wash be ho skta hy ya phr ap sahe trading be nh seekh sken gy.pyry bhai is men hyper hony ki zroort nh blky jam kar kam ki zrrort hy.is liye mhefooz trading kaily sabr sy kam lena chaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ibtadai Forex Traders

                              Koi be trader jab apna trading mai start laita hai tu us ko pata hona cheye kay yeh just guess karna phir buy ya sell pay click karna nahi hai. yeh baqi business ki tarha aik online business hai. jis mai ap start ma jitna acha seekhain gy us kadar ap ko es ki samaj aye gi or ap achy sy apni trade ko apny account ko handle kar sakain gy.es mai koi shortcut nahi hai or ap asani sy apny account ko handle kar sakty hain or usi sy ap ko kamyabi mil sakti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X